QUOTE(Big B @ Apr 21 2008, 11:38 AM)

Abdullah Bhai Kuch To Parday May Rehnay Dia kijyee...
QUOTE(Big B @ Apr 23 2008, 12:25 PM)

Bheed Wali keya baat hay es may Abdullah Bhai..
Mian nay koyee chori too nahe kee

"Parda jo Uth gaya to Bheed Khul jaye ga"
Yea to Us Ganay ka Hissa tha

Waisay Kabhi kehtay hain Parday May Rehnay Dia kijyee
Kabhi kehtay hain Bheed Wali keya baat hay
Banda karay to Kiya karay