pehlay yeh to bataayein ke qisaa kya hai
aapki ghalti say woh mad huwa/huwi ya usay baat baat mein mad honay ki aadat hai
aur agar really ghalti apki hai to jaldi se sms,card,phonecall flower sab bhej dijiye balkay sab lekar khud hi pahonch jaaiye
magar yaad rahay aadat na bigadna uski