QUOTE(from_da_lost_dimension @ Jun 8 2008, 12:04 AM)

to aab aapne qadiyanioon se jump ker kiee siaoon pe rhamla shuroo ker dya hia .... shabash!! buhat achee.... aur gar koi harr kissi ko wajib ul qatal aur har kissi ko kaaafir kaahee to ,aur binna kissee tehqeek keh har kisssi ko kaurrar ke fatwaa laga dee to meri nazar mein woh kainaat ka bad tareen aur ghaleez tareen laffir hia .. agar koi kissi ko kataal ker ke nahin keh us se behas ker ke aur usko convince ker ke jannat ki kunji haasil kerna chahta ahain to woh dunya ka bad tareen aur ghaleez tareen kaffir hai , aur meri nazar mein bhi uskoo kutta kehnaa kutte ki touheen se kam nahin ................aur is list mein haq nawaz jhangwi jaisa jhoota nafrat phelee walla insaan bhi aatta hai !
mere bhai itni si darkhwast hay
k ap hazrat Abu bakar RA k barey may jo aqeeda rakhtey hain wo bayan farma dain
or jo shia aqeeda rakhtey hain us k barey may bata dain k ap us ko kia samajhtey hain
or mirza ghulam qadiyani ko kia samajhtey hain or Nabi SAW ki khatmiyat par ap ka imaan kesa hay
or ap k pass Moulana Haq Naawaz Jhangvi rehmatullah ko jhota kehney ki kia DALEEL HAY
inshaALLAH agar point to point baat karain gey to aik dosrey ko samajh sakain gey
or ap sey zayada jazbaat ham rakhtey hain to please koi esi baat na kahain jis sey kisi k jazbaat ko thais pohnchey
wasalam