Mila wo hum ko "Indonesia"main
Nahein saani maira geographia main
"Baluchistan" hai "Cambodia" main
"Shumaali Korea" main jub may pohoncha
Wo Ja baitha "Junoobi Korea" main
Humaari zaat goya but gayi hai
Jisam idher hai jaan "India" main
Tarapta hoon idher "Arab" may yaaro
Maira meh#### to hai "Austria*"main
Tumhaaray aashiqon nay jaan-e-jaana
Bohat maara mujhay "Bulgharia"main
Ijaazat ho to maindak paish ker doon
Bohat khaaye hein main nay "China"main
