A: woh kaun see shaii hai jo HARAM to hai, magar peenay ko bhi kaha gaya hai
B: woh kaun saa jurm hai, jo agar payah.e.takmil tak pahonch jaye to mujrim ko sazaa nahi dee jaati
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Apr 29 2008, 09:20 AM
A.....Ghussa
B....Khudkushi
Abu Adnan
Apr 29 2008, 11:12 AM
QUOTE(Kamli @ Apr 29 2008, 09:20 AM)
A.....Ghussa
B....Khudkushi
aap ka jawaab durust hai ....... aap paanch.wi jamaat paas lagti haiN.
asal maiN, maiN riddle maiN yeh likhna bhool gaya thaa k dekhtay haiN k paanchween jamat paas kaun hai... jo sab say pahlay jawaab dega woh yaqeenan 5th class certified hoga. and u r.
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Apr 30 2008, 01:01 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Apr 29 2008, 07:12 AM)
aap ka jawaab durust hai ....... aap paanch.wi jamaat paas lagti haiN.
asal maiN, maiN riddle maiN yeh likhna bhool gaya thaa k dekhtay haiN k paanchween jamat paas kaun hai... jo sab say pahlay jawaab dega woh yaqeenan 5th class certified hoga. and u r.
Likhna Bhool Gay..... Koyi Baat Nahi Usuf Bhai..... Paanchween Jamaat Paas HooN Fail To Nahi Naa
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.