QUOTE(***Pe@rl*** @ May 27 2008, 10:47 AM)

mango with roti...
i never tried ..but my cousin she used to eat
aapki aam roti say ek bachpan ki poem yaad ayee,isi aam roti ki nazm
munna bada pyara,ammi ka dulara
koi kahay chand koi aankh ka tara
ek din woh maa'n say bola kyun phoonkti ho choolha
kyun na rotiyon ka ped ham laga lein
aam todaein roti tadein
roti aam khaa lein
roz roz kaahay karay tu yeh jhhamela
ammi ko aayee hansi hans ke woh kehnay lageen
laal mehnat ke bina roti kis ghar mein paki
jiyo mere laal,jiyo mere laal
aur tumko lagay meri umar
jiyo mere laal