QUOTE(VrSoLdIeRs @ May 3 2008, 06:43 PM) [snapback]2854186[/snapback]
aaj mujh say kisi nay kaha keh sharab is liye haram hai keh woh aap kay hosh khatam kar daiti hai... isi liye agar aap itni pi rehay h ain keh hosh nahi khotay to its allowed.... awaiting your replies....
Assalam-o-alaikum
Bhai Apko Jisnay Kaha Kahin Wo "Goher Shahi" Fitnay ka Shikar Tu Nahi ?? Ihtiyaat Kareyhga
Gober Shahi Apni book "Yadgaar Lamhat" Main dance charus or sharab Halal likhta hai ...
Ziyada tar Nashay Ko Halal Kehnay Walay Log Sehwan waghera or dosray Mazaroon say yeh
bakwas seekh k atay hain k Nasha jaez hai etc ...
charus peenay walay police waloon ya apnay circle main ager app khi k hain tu asani say
es baat ka mushahida karsaktay hain unki nazar main halal hai ..