http://www.hulchul.net/HC/index.php?showto...;hl=man+o+salwa
AOA
KUch arsa pehlay man o salwa kay huwalay se post hoye thi jis ka link maine opper diya hay .i think 1 yr honay ko aaraha hay....waqt kitni jaldi guzar jata hay.
haan toh mujh ko kisi nay yeh novel gift kiya aur saath peer e kamil bhi.....soocha pehlay man o salwa parhti hon....uskay 100-150 pages tak mujhe parh kar kuch maza nahi aaya.....phir interest bharha ....parhti gaye aur acha bhi laga.....magar pata nahi kio mujhe uska end acha nahi laga......ITna bura laga kay i wont suggest anyone to read it....
uskay muqabalay mey peer kamil acha laga balkay woh bahoot acha tha.
ANy comments?
