Aawaz
May 10 2008, 11:39 PM

sab satheyooN

ko
kesay haiN ap sab hmmmmmmmmmmmmmmmm
dostooN hamaray aaj ky Guest Of The Week haiN
Fani0300yeh haiN tu
ChoTay say per bataiN kertay haiN
baRee baReeIn ko jawab dayna ka bohut ShoQ hai yeh khetay haiN
QUOTE(Fani0300 @ May 4 2008, 08:22 PM)

Chalin Theek hai wasay bhi jawaab daynay ka app na hi maza hai
ab daikhtay haiN khy yeh hamare
Questions Of The QueeN
ka kesay muQabla kertay haiNTu aatay haiN

Fani0300 Jeee
So Please WelCome
sab say philay tu

aayeh taShreef rakhyeh

yeh lijyeh Chai pijyeh aaGer Chai nahi pitay tu


saTh maiN

ab aatay haiN apnay sawalooN ki taraf
1- Ap ne yeh nick kyun muntakhib kiya?
2- Male ya Female?
3- Ap kahan rehtey hain?
4- Ap ki taleemi qaabliyat aur mustaqbil mian kiya karney ka irada hai?
5- Apne barey main koi teen lafz jo ap ki shakhsiyat ko kisi had tak define karain?
6- Ap Hc per kis tarah aye aur kis soch ke tehet yahan member baney?
7- Hc join karney ke baad ap ke kiya taasuraat hain yahan ke barey main?
8- Hc per ap ka pasandeedah section?
9- Hc ke liye ap ki koi suggestion?
10- Aur Hc ke baqi family members ke liye ap ka koi paigham?
baQee sawalaat hamaray dosray doost our

Queen Of The Questions
karaiN Gey
Fani
May 10 2008, 11:58 PM
Main nay to samjha tha app shugal kar rahi hain....
Fani tu to gaya kaam say.
Fani
May 11 2008, 12:26 AM
Aawaz
May 11 2008, 01:27 AM
QUOTE(Fani0300 @ May 10 2008, 06:58 PM)

Main nay to samjha tha app shugal kar rahi hain....
Fani tu to gaya kaam say.
aaray nahi janab hum ap ko kam say nahi janay daiN gey
Aawaz
May 11 2008, 01:34 AM
QUOTE(Fani0300 @ May 10 2008, 07:26 PM)

kuSh rehaiN apnay KharChay phe
CODE
Yeh maray liya boohat azaaz ki baat hai kay maray anay kay doosray hi haftay mujko GUEST OF THE WEEK bana diya gaya hai
haN na KuCh loGooN ky sar muDatay hiii Oolay paRnay laGtay haiN
aaray wah itni jaldiii parCha hal kerliyaa
ap ky baray maiN jaN ky aaCha laGaa
CODE
ii) Shugali
zara daikh bhal ky kaheeN yeh ap ko mahGii na paR jahay
Qomi naGhma aaCha haiii
wesay kya ap ky yahaaN meZbani phe Shukria aada nahi kiya jataa hmmmmmm
Fani
May 11 2008, 01:37 AM
QUOTE(Aawaz @ May 11 2008, 01:27 AM)

aaray nahi janab hum ap ko kam say nahi janay daiN gey
Phir theek hai..
Fani
May 11 2008, 01:43 AM
CODE
haN na KuCh loGooN ky sar muDatay hiii [b]Oolay[/b] paRnay laGtay haiN
aaray wah itni jaldiii [b]parCha [/b] hal kerliyaa
HAHAHAHACODE
zara daikh bhal ky kaheeN yeh ap ko [b]mahGii[/b] na paR jahay
Nai mahgii paray gi.... app azma kar dakh lainCODE
Qomi naGhma aaCha haiii :gud: :pkflg:
PASAND KARNAY KAY LIYA THANXCODE
wesay kya ap ky yahaaN meZbani phe Shukria aada nahi kiya jataa hmmmmmm
Sry geeee Shukria
*Life*
May 11 2008, 06:09 AM
welcome here
with 2 entry im coming with a lot of Q
Fani
May 11 2008, 11:55 AM
QUOTE(life of wat @ May 11 2008, 06:09 AM)

welcome here
with 2 entry im coming with a lot of Q

Gee Gee u and ur questions are most welcome.
*Life*
May 11 2008, 11:57 AM
QUOTE(Fani0300 @ May 11 2008, 11:55 AM)

Gee Gee u and ur questions are most welcome.

good u so r ready ..infect i ask a lot of Q derna nahi uncle
*Life*
May 11 2008, 12:51 PM
Tell me about ur wishes nd dreams?
What do u like the most to do in ur spare time?
what is ur fav country 2 visit nd live ?
what r u trying 2 do at the moment in ur life?
R u a serious person or joker –Mix ?
what makes u angry?
which lang u like the most?
baqi after ur Ans ......................
seemaf
May 11 2008, 09:00 PM
Very Good Awaz sis 
Ap ke barey main jaan kar achha laga
seemaf
May 11 2008, 09:20 PM
Kuch sawalaat
1- Ap ko kon sa mausam sab se ziada pasand hai aur kiya yeh theek hai ke mausam insan ke mizaj per asar andaz hota hai?
2- Libas ke mamley main ap kaise mizaj ke malik hain?? aur pasandeeda libas kon sa hai??
3- Jazbat ke izhaar ke mamley mian ap kaise hian?? (mushkil lagta hai ya asan)
4- Ap ki pasandeeda khushboo??
5- Agar ap ko kahin se 1 crore rupey mil jayen to kiya karain ge??
6- Apni koi aisi tareef jo ab tak yaad ho?
7- Kiya idealism per yaqeen rakhtey hain??
8- Agar kisi baat ke barey main dil aur dimagh mian jang ho to kis ki manain ge?
9- Agar koi ap se naraz ho jaye to mananey main pehley kartey hain ya ANA arey aa jati hi??
10- Apni koi 3 achhi aur 3 buri adatain batayen?
Aawaz
May 11 2008, 11:22 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 10 2008, 08:37 PM)

Phir theek hai..
Ok.................
Aawaz
May 11 2008, 11:24 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 10 2008, 08:43 PM)

CODE
zara daikh bhal ky kaheeN yeh ap ko [b]mahGii[/b] na paR jahay
Nai mahgii paray gi.... app azma kar dakh lain aazma aazma ker baRe ThokaraiN Khahi haiN
ab himat nahiii
Aawaz
May 11 2008, 11:25 PM
Fani
May 11 2008, 11:29 PM
QUOTE(life of wat @ May 11 2008, 11:57 AM)

good u so r ready ..infect i ask a lot of Q derna nahi uncle
Derna humnay sikha hi nai ...
ALHUMDULILALLAH
Fani
May 11 2008, 11:31 PM
A request :
Jub tak mani new questions kay jawab na day doun tab tak no more questions. PLZ
Thanx
Regards:
Muhammad FarhanUllah
Fani
May 11 2008, 11:43 PM
QUOTE(Aawaz @ May 11 2008, 11:24 PM)

aazma aazma ker baRe ThokaraiN Khahi haiN
ab himat nahiii
hmmm
Fani
May 12 2008, 12:21 AM
QUOTE(life of wat @ May 11 2008, 12:51 PM)

Tell me about ur wishes nd dreams?
What do u like the most to do in ur spare time?
what is ur fav country 2 visit nd live ?
what r u trying 2 do at the moment in ur life?
R u a serious person or joker –Mix ?
what makes u angry?
which lang u like the most?
baqi after ur Ans ......................
Tell me about ur wishes nd dreams?
Wish yeh hi hai kay Pakistan kay liya kuch kar sakoun.
Dream yeh hai Kay main Zindagee main Kuch ban jaoun takay main apnay Mulk ko represent kar sakoun
What do u like the most to do in ur spare time?
Koi Achi Movie
what is ur fav country 2 visit nd live ?
PAKISTAN is my FAV. Country hai.
Aur main UK aur USA jana cahta houn (LIKIN only for visit not to Live
Appna jeena marna PAKISTAN main hi hai. INSHALLAH)
what r u trying 2 do at the moment in ur life?
B.sc Karnay ki try kar raha houn. SUB DUA KARO
R u a serious person or joker –Mix ?
Depends on whts the SCENE
what makes u angry?
Agar mari koi NAMAZ miss ho jay. Ya agar mujhko koi bilawaja dantay
which lang u like the most?
Punjabi
Fani
May 12 2008, 12:41 AM
Yeh hai Question Paper:Kuch sawalaat
1- Ap ko kon sa mausam sab se ziada pasand hai aur kiya yeh theek hai ke mausam insan ke mizaj per asar andaz hota hai?
2- Libas ke mamley main ap kaise mizaj ke malik hain?? aur pasandeeda libas kon sa hai??
3- Jazbat ke izhaar ke mamley mian ap kaise hian?? (mushkil lagta hai ya asan)
4- Ap ki pasandeeda khushboo??
5- Agar ap ko kahin se 1 crore rupey mil jayen to kiya karain ge??
6- Apni koi aisi tareef jo ab tak yaad ho?
7- Kiya idealism per yaqeen rakhtey hain??
8- Agar kisi baat ke barey main dil aur dimagh mian jang ho to kis ki manain ge?
9- Agar koi ap se naraz ho jaye to mananey main pehley kartey hain ya ANA arey aa jati hi??
10- Apni koi 3 achhi aur 3 buri adatain batayen?
Yeh hai Answer Sheet:1. Mara Pasandida mosaam hai. WINTERS. aur pata nai kay moosam mizaaj per asar andaz hota hai.
2. Jo mil jay pahan layta houn.. Koi Masla hi nai hai is kisam ka...
3. Depends kis kay samjanay jazbaat ka izhar karna hai.. ;-)
4. Lomani, Set Wet, UDV and few others.
5. 50 Lakh Pakistan Tehreek-E-Insaaf ko dunga. Takay hum zada say zada organize ho sakain. 25 25 lakh Imran Bhai kay Hospital aur Knoweledge City ko.
6. Yeh Earth quake kay dinoun ki baat hai. jub i was in a relief camp. UNITED PAKISTAN by Fakhar-E-Alam. Wahan Per Miss Abeera thi. My sis type unhoun nay kaha tha. " Tum Akalay Itna kaam kasay kartay ho." and Abeera Baji muskurain 
7. Yeh kia hota hia...
NAI
8. DIL ki
9. ANA kia hoti hai... yeh ALLAH ka boohat karam hai kay main is lafz say na ashna houn.
10. Achian to 3 nai hain. Burain bata dayta houn who to 300000000000 bhi bata sakta houn.
Burai:
i) Smoking
ii) Gusa
iii) Fasul Kharch
Achain:
Sochta houn
i) Koshish karta houn NAMAZ na miss ho
ii) Koshish karta houn mari waja say kisi ka dil na dukhay.
iii) aur shaid maray main koi achi baat nai hai :(
I NEED TO IMPROVE ALOT aur questions lao
*Life*
May 12 2008, 04:21 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 12 2008, 12:21 AM)

Tell me about ur wishes nd dreams?
Wish yeh hi hai kay Pakistan kay liya kuch kar sakoun.
Dream yeh hai Kay main Zindagee main Kuch ban jaoun takay main apnay Mulk ko represent kar sakoun
What do u like the most to do in ur spare time?
Koi Achi Movie
what is ur fav country 2 visit nd live ?
PAKISTAN is my FAV. Country hai.
Aur main UK aur USA jana cahta houn (LIKIN only for visit not to Live
Appna jeena marna PAKISTAN main hi hai. INSHALLAH)
what r u trying 2 do at the moment in ur life?
B.sc Karnay ki try kar raha houn. SUB DUA KARO
R u a serious person or joker –Mix ?
Depends on whts the SCENE
what makes u angry?
Agar mari koi NAMAZ miss ho jay. Ya agar mujhko koi bilawaja dantay
which lang u like the most?
Punjabi
ajan great jee ...............nice ans nice to know ..be happy
Fani
May 13 2008, 12:30 PM
QUOTE(life of wat @ May 12 2008, 04:21 PM)

ajan great jee ...............nice ans nice to know ..be happy
Thnx G. No further Questions???????
seemaf
May 13 2008, 01:31 PM
seemaf
May 13 2008, 01:35 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 11 2008, 11:31 PM)

A request :
Jub tak mani new questions kay jawab na day doun tab tak no more questions. PLZ
Thanx
Regards:
Muhammad FarhanUllah
Accepted 
phir jaldi jaldi jawab dain na taake ziada se ziada sawalaat poochney ja sakain
*Life*
May 13 2008, 01:41 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 13 2008, 12:30 PM)

Thnx G. No further Questions???????
offcoure wud be,,,,,,,,, 2morow i ll ask
seemaf
May 13 2008, 02:00 PM
seemaf
May 13 2008, 02:04 PM
More....
1- Buzurgon ki ki hui naseehat per amal kartey hian ya ignore kardetey hian? aur koi aisi naseehat jo hamesha ke liye yaad reh gayi ho?
2- Poorey din main kon sa waqt sab se achha lagta hai?
3- Zindagi guzarney ka behtreen asool??
4- Kisi se mulaqat main kon si cheez ap ko mutaasir karti hai??
5- Ap ke khayal mian ap se milney ke baad samney waley per kaisa taasur hota hai??
6- Kis Aadat Say Ghar Vaalay / Dost Be-Zaar Rehtay Hai'n???
7- Agar Kisi Baat Par Ghussa / Naraaz Hoo'n To Mood Kaisay Khushgavar Hota Hai???
8- Aap Kanjoos Hai'n Yaa Shaah-Kharch???
9- Aap kiya Cheez / Baat Aksar Bhool Jaatay Hai'n ???
10- Fav Relation on earth ?? aur kyun??
aaminah
May 14 2008, 02:33 AM
as a guest
nice to know U and good luck for wishes n dreams.pak badly need such kind of Practical spirit of her Youth 
QUOTE
Tell me about ur wishes nd dreams?
Wish yeh hi hai kay Pakistan kay liya kuch kar sakoun.
Dream yeh hai Kay main Zindagee main Kuch ban jaoun takay main apnay Mulk ko represent kar sakoun
Fani
May 14 2008, 12:11 PM
NaJ
May 14 2008, 08:49 PM
Welcome on Board Farhan... 
achha lugga ap ka kiay baraye mei jaankur..
kuch humari truf say bi...
1. life ko kasay guzaranna pasund ha?
2. life mei kiya kurna chahatye ha.. aur ab tuk life ko kasay paiya?
3. dil ki luggi ko kiya sumjhatye ha.. dil ki luggi ya phr dillugi?
4. agr ap ko patta chul jaiye kaiy ap kiay samaniye wala ap say jhoot bol reha ha . kiya react ho ga?
5. zindagi ka koi yadgar lumha?
Fani
May 14 2008, 11:19 PM
QUOTE(NaJ @ May 14 2008, 08:49 PM)

Welcome on Board Farhan... 
achha lugga ap ka kiay baraye mei jaankur..
kuch humari truf say bi...
Thanx
Fani
May 14 2008, 11:34 PM
1. life ko kasay guzaranna pasund ha?
Ans: Shugal main... Aur Islam kay Mutabiq.
2. life mei kiya kurna chahatye ha.. aur ab tuk life ko kasay paiya?
Ans: Pakistan kay liya kuch bar.... IMRAN KHAN jasa.. (KASH)
3. dil ki luggi ko kiya sumjhatye ha.. dil ki luggi ya phr dillugi?
Ans: Main na to is ko Dil Laggi samjhta houn aur na hi dillagi.. Yeh waqti ehass hota hai... Shaid dil main kahin main janta houn yeh Dil Laggi hi hoti hai... (Confussed)
4. agr ap ko patta chul jaiye kaiy ap kiay samaniye wala ap say jhoot bol reha ha . kiya react ho ga?
Ans: 2 Galian doun ga aur kahoun ga. "
Beta Jitna jis class main ho na tum....
Utna main phar kar bhool chuka houn"
(Filmy Na) ;)
5. zindagi ka koi yadgar lumha?
Ans: Jub main nay appnay frnd ko race main haraya tha. uskay pass Mehran thi aur maray pass Honda CG 125.
seemaf
May 15 2008, 09:49 PM
seemaf
May 15 2008, 09:54 PM
Some more:
1- Insaan Kay Sar Mei'n Gharoor Kab Samaata Hai???
2- Doulat Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar Mei'n?? Kiya Doulat Har Aib Dhaanp Leti Hai???
3- Khush NAseebi Kiya Hai Aap Ki Nazar MeiN???
4- "Waada" Kiya Hai Aap Ki Nazar MeiN???
5- Ap ki khayal main apne mulk ke liye ap kiya karsaktey hain?? (ABHI)
6- Agar ap ko Ala din ka chiragh mil jaye to kon si 3 khwahishian poori karwana chahain ge?
7- Kiya ap kisi se Jealous hotey hain? agar haan to kis baat se?
8- Ghussey ka izhaar kis tarah kartey hain?
9- Kabhi kisi waqiye se koi sabaq liya?
10- Kon si baat ap ka mood off kardeti hai?
Fani
May 15 2008, 11:20 PM
Fani
May 15 2008, 11:42 PM
Some more:
1- Insaan Kay Sar Mei'n Gharoor Kab Samaata Hai???
Ans: Jub Us Kay Pass Who ajay jo us ka na ho ya who us kabil na ho....
2- Doulat Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar Mei'n?? Kiya Doulat Har Aib Dhaanp Leti Hai???
Ans: Doulat har Insaan kay pass utni hi honi chaihay jis main who Appna Ghar aur zarooriyat puri kar sakay... Nai Doulat har aib nai chupa sakti. Waqti tor pay to ho sakta hai. Lakin permanent nai.
3- Khush NAseebi Kiya Hai Aap Ki Nazar MeiN???
Ans: Sir pay Maa Baap Ka saya.
4- "Waada" Kiya Hai Aap Ki Nazar MeiN???
Ans: Jo Zaroorat Anay per tora ja sakay
Main wada karta hi nai.
5- Ap ki khayal main apne mulk ke liye ap kiya karsaktey hain?? (ABHI)
Ans: Taleem Hasil kar sakoun takay zindagee main agay ja kar COUNTRY KO HELP KAR SAKOUN. Aur Appni Party (PAKISTAN TEHREEK-E-INSAAF) ki policy ko folloe karoun.
6- Agar ap ko Ala din ka chiragh mil jaye to kon si 3 khwahishian poori karwana chahain ge?
Ans: 1. Pakistan main Shariyat ka nifaz
2. Free Judiciary
3. Pakistan main say Corruption ka safaya.
7- Kiya ap kisi se Jealous hotey hain? agar haan to kis baat se?
Ans: JEALOUS nai yara.
8- Ghussey ka izhaar kis tarah kartey hain?
Ans: Kamray ka darwaza zoor say bad kar kay. Ya Upper Chat per ja kar smoking kar kay.
9- Kabhi kisi waqiye se koi sabaq liya?
Ans: Nai
10- Kon si baat ap ka mood off kardeti hai?
Ans: Agar kuch bhi mari marzi kay kilaf ho.
aaminah
May 16 2008, 06:14 AM
Q:- burai ko khatam karnay k liye ap ki kia strategy ho gi??
seemaf
May 16 2008, 12:00 PM
QUOTE(Fani0300 @ May 15 2008, 11:20 PM)

Main kia kaha sakta houn. No Idea
Chalain theek hai janey dain phir
seemaf
May 16 2008, 12:10 PM
Cupid Princess
May 16 2008, 08:33 PM
Fani
May 17 2008, 12:16 AM
QUOTE(aaminah @ May 16 2008, 06:14 AM)

Q:- burai ko khatam karnay k liye ap ki kia strategy ho gi??

Nafas per kaboo
Fani
May 17 2008, 12:19 AM
QUOTE(seemaf @ May 16 2008, 12:10 PM)

Zabardast!!! 
Nice replies 
Thanx
Fani
May 17 2008, 12:20 AM
QUOTE(seemaf @ May 16 2008, 12:10 PM)

Zabardast!!! 
4- Hmm aur agar kabhi karna par jaye koi wada to??
Agar KABHI karna para to dakha jay ga..
Fani
May 17 2008, 12:22 AM
QUOTE(seemaf @ May 16 2008, 12:10 PM)

6- Yeh khwahishain to ab waaqi Aladin ke charagh se hi poori ho sakti hain 
Nice replies 
Han yeh to hai???
Fani
May 17 2008, 12:32 AM
QUOTE(seemaf @ May 16 2008, 12:00 PM)

Chalain theek hai janey dain phir 
Gud
Airy_Princess
May 17 2008, 12:45 AM

Acha g mery Questions app k lye:-
- Apki Fav Book?
- Kabhie sucide karne ki koshish ki?
- kya karo ge tab agher ju ap chahte ho aur woh apko lyf na day?
- sab se mushkil daur lyf ka abb tak konsa tha?
- Jazz hi kyun pasand hai?
Fani
May 17 2008, 01:58 AM
QUOTE(Airy_Princess @ May 17 2008, 12:45 AM)


Acha g mery Questions app k lye:-
- Apki Fav Book?
- Kabhie sucide karne ki koshish ki?
- kya karo ge tab agher ju ap chahte ho aur woh apko lyf na day?
- sab se mushkil daur lyf ka abb tak konsa tha?
- Jazz hi kyun pasand hai?
- Main zada books nai parta lakin . Pir-e-Kamil
-ALLAH ka shukar hai nai.
-ALLAH ki marzi samajh kar bhool jaoun ga
- JUB mara accident howa tha. Aur 2 months main bed per tha.
-KYUN kay MOBILINK is the best
*Life*
May 17 2008, 07:16 AM
hi fani should i ask more..................if u hv time jee
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.