QUOTE(tihami @ May 22 2008, 05:37 PM)

ji zaroor.... ham kisi ki sawanah-e-umri ki baat nahen kar rahay balkaay zindagee ka aik chapter bhi tu aik kahani hu sakta hay ju k waqt k sath close bhi hou jate haain n un ka end point bhi houta hay.......har insaan say aap ko kahanyan mil saktee haain ,,,,, balkaay ju kahanyaan likhee jaatee haain woh bhi insanoon par hi houtee haain.... un ki poree zindagee par nahee balkay us specific waqt par un par guzarnay walay halaat par,,
.............kaan idher se pakro ya udher se batt tow aik he hotti hai na ..........ager her insaan ki zindagi ko ek chapter tak rakh rahay ho app according to u ...............tow phir her insan mazi parst kuyn hota hai ............kuyn apne her chapter mein apnae peechae ko jhanktaa hai ? woh chapter nahin yad zaror kehla sakti hai ..........kuyn k uyss ki life ka her chapter future rakhta hai even k app kuch bhi kho do tow mustaqbil zaror aaye ga ...........uss ki life ka her chapter agalay aur peechlay se interrelated kuyn rehta hai ...................phir kuyn kaha gaya
yad-e-mazi azab hai ya rab................cheen lay mujh se hafza mera.