Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Online Urdu Lughat
HulChul.NET > Science, Arts & Culture > Education, Science & Technology
tihami
QUOTE

online URDU LUGHAT (Dictionary) looks good..
KnOwN_StRaNgEr
very usefull post for urdu reader gud.gif

Thanks for sharing rose.gif
Abu Adnan
yeh lughat hai yaa lufzouN ka qabristaan........... shayad in logouN nay pahlay step maiN alfaaz ko qaid kia hai.... maani ki baari baad maiN aayegi... lughat maiN to ilfaaz k saath hi maani bhi hotay haiN shayad icon_peace.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Thanx 4 Sharing Tahir Bhai
Kashif
Thanks for sharing Tihami bhai

@ Yusaf bhai
Yusaf bhai jis lafz par click karein us kay meanings waghaira show ho jatay haiN
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ May 26 2008, 08:36 AM) *
Thanks for sharing Tihami bhai
@ Yusaf bhai
Yusaf bhai jis lafz par click karein us kay meanings waghaira show ho jatay haiN

shukran bhai ... maiN bhi hairaan thaa k beghair meaning k yeh kaisi lughat hai. jazak Allah
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 27 2008, 09:06 AM) *
shukran bhai ... maiN bhi hairaan thaa k beghair meaning k yeh kaisi lughat hai. jazak Allah

you are welcome bhai
aadab arz hay cheerleader.gif

aap nay "chohay" ko kisi lafz par lay janay ki koshish nahin ki hogi pehlay E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ May 27 2008, 11:44 AM) *
you are welcome bhai
aadab arz hay cheerleader.gif

aap nay "chohay" ko kisi lafz par lay janay ki koshish nahin ki hogi pehlay E9.gif

woh sab to Theek hai, lekin aap abhi say sukaR kaisay gayee. icon_peace.gif

kiss shair(ni) ki aamad hai k kashif kaaNp, balkay sukaR raha hai.
E21.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 27 2008, 01:52 PM) *
woh sab to Theek hai, lekin aap abhi say sukaR kaisay gayee. icon_peace.gif

kiss shair(ni) ki aamad hai k kashif kaaNp, balkay sukaR raha hai.
E21.gif

hahaha

aisi baat nahin hay janab ........woh to ba'd mein pata chalay ga kay kanp kon raha hay E21.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ May 27 2008, 02:08 PM) *
hahaha

aisi baat nahin hay janab ........woh to ba'd mein pata chalay ga kay kanp kon raha hay E21.gif E9.gif

woh to aap nay issi waqt batla dia hai. icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 27 2008, 02:13 PM) *
woh to aap nay issi waqt batla dia hai. icon_peace.gif

haha
aap ki perception hay ab ........hum kya keh saktay hain krakrani.gif
tihami
QUOTE(Kashif @ May 27 2008, 10:35 AM) *
haha
aap ki perception hay ab ........hum kya keh saktay hain krakrani.gif

kashif bhai perception nahen ---

tajarba hay AA bhai ka.. kuuaaburr.gif
Abu Adnan
QUOTE(tihami @ May 27 2008, 07:39 PM) *
kashif bhai perception nahen ---
tajarba hay AA bhai ka.. kuuaaburr.gif

aur aap nay yeh 'sadaqat-namaa' bhi yaqeenan kissi 'tajarbay' hi ki bunyaad par jari kia hoga. lehaza iss HAQEEQAT say inkaar kashif bhai jaisay 'naa.tajarbah.kaar' log hi kar saktay haiN. icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(tihami @ May 27 2008, 07:39 PM) *
kashif bhai perception nahen ---

tajarba hay AA bhai ka.. kuuaaburr.gif

hummm

dr. sahab ki gawahi kaafi mustand hay E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 28 2008, 08:22 AM) *
aur aap nay yeh 'sadaqat-namaa' bhi yaqeenan kissi 'tajarbay' hi ki bunyaad par jari kia hoga. lehaza iss HAQEEQAT say inkaar kashif bhai jaisay 'naa.tajarbah.kaar' log hi kar saktay haiN. icon_peace.gif

aap donon tajarba kaar hain to apnay baray mein thik hi bata rahay hon gey E9.gif

jahan tak meri baat hay....tajarba different bhi to ho sakta hay na D.gif
tihami
QUOTE(Kashif @ May 28 2008, 05:27 AM) *
aap donon tajarba kaar hain to apnay baray mein thik hi bata rahay hon gey E9.gif

jahan tak meri baat hay....tajarba different bhi to ho sakta hay na D.gif

naheen bhai azal say abad tak yahi sab ka tajarba hay.. aap ka diff kaisay hu sakta hay...
Abu Adnan
QUOTE(tihami @ May 28 2008, 01:56 PM) *

E9.gif E9.gif

well said ... hum (AA+tihami etc...) to Doobay haiN sanam tumhaiN (kashif+saraj etc...) bhi lay Doobengay... E21.gif

banday banday ka farq bhi to hota hay na gig.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 08:35 AM) *
E9.gif E9.gif

well said ... hum (AA+tihami etc...) to Doobay haiN sanam tumhaiN (kashif+saraj etc...) bhi lay Doobengay... E21.gif

haha
chalein jab waqt aayay ga to hum bhi dekh lein gey kay aakhir kis baat say daratay hain aap log sport.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ May 29 2008, 09:54 AM) *
haha
chalein jab waqt aayay ga to hum bhi dekh lein gey kay aakhir kis baat say daratay hain aap log sport.gif

yahaaN lufz baat yahaaN zayad hai, issay wapis above urdu lughat maiN jama karwadaiN E9.gif E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 12:05 PM) *
yahaaN lufz baat yahaaN zayad hai, issay wapis above urdu lughat maiN jama karwadaiN E9.gif E9.gif

hahaha
hum nahin hain biwi naami makhloq say darnay walay dnc.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ May 29 2008, 02:14 PM) *
hahaha
hum nahin hain biwi naami makhloq say darnay walay dnc.gif

tab hum bhi nahi Dartay thay bacha krakrani.gif
tihami
QUOTE(Kashif @ May 29 2008, 10:14 AM) *
hahaha
hum nahin hain biwi naami makhloq say darnay walay dnc.gif

aap dar bhi kaisat saktay haain...

abhi aap ki biwi hay ju naheen..

jab hou gee tu daikhaain gey..
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 02:19 PM) *
tab hum bhi nahi Dartay thay bacha krakrani.gif

haha
humein hamdardi hay aap say E9.gif
Kashif
QUOTE(tihami @ May 29 2008, 04:52 PM) *
aap dar bhi kaisat saktay haain...

abhi aap ki biwi hay ju naheen..

jab hou gee tu daikhaain gey..

aap bhi daranay ki koshish kar rahay hain ........E9.gif

aray hum nahin darnay walay yippie.gif
tihami
QUOTE(Kashif @ May 30 2008, 05:12 AM) *
aap bhi daranay ki koshish kar rahay hain ........ E9.gif

aray hum nahin darnay walay yippie.gif

acha bhai jaisay aap kaho

main zara yah post save kar loun,, bhabi ko dikhanay k kaam aay gee k AAP un k baray main kia iraday rakhtaay thaay.... kuuaaburr.gif
Kashif
QUOTE(tihami @ May 30 2008, 06:57 PM) *
acha bhai jaisay aap kaho

main zara yah post save kar loun,, bhabi ko dikhanay k kaam aay gee k AAP un k baray main kia iraday rakhtaay thaay.... kuuaaburr.gif

haan haan zaroor save karein shades.gif

hum bhi dekh lein gey kay kia hoga ba'd mein bored2.gif
Khalish
Thanks Doctor Sahab rose.gif Excellent Sharing ... maiN bacche ko urdu parhaatay hoay khud bhi baaz alfaaz ke manaa meiN confuse ho jaata hooN, misaal ke taur per 'zangaar', زنگار zanhaar, زنہار iss link se kam az kam mujhe woh kuch haasil ho gaya jo maiN pehle nahi jaaNta tha smile.gif

Once again, thank you very much for sharing such a useful link.
tihami
QUOTE(Khalish @ Jun 10 2008, 07:11 AM) *
Thanks Doctor Sahab rose.gif Excellent Sharing ... maiN bacche ko urdu parhaatay hoay khud bhi baaz alfaaz ke manaa meiN confuse ho jaata hooN, misaal ke taur per 'zangaar', زنگار zanhaar, زنہار iss link se kam az kam mujhe woh kuch haasil ho gaya jo maiN pehle nahi jaaNta tha smile.gif

Once again, thank you very much for sharing such a useful link.

smile.gif thnx for reply..

waisay khalish bhai aap itnaay mushkil mushkil ilfaaz apnay bachoon ko sikhatay haain?? yah tu mujhay bhi naheen maloom.. I think I need to check also..
Khalish
QUOTE(tihami @ Jun 10 2008, 01:30 PM) *
smile.gif thnx for reply..

waisay khalish bhai aap itnaay mushkil mushkil ilfaaz apnay bachoon ko sikhatay haain?? yah tu mujhay bhi naheen maloom.. I think I need to check also..

غصے سے کہا ماں نے خبردار خبردار
پانی جو پیا دودھ نہ بخشونگی زنہار

Yeh aik marsiye ka she'r hai. Aur issmeiN maaN ghusse se apne bacche se yeh keh rahi hai keh voh paani na piye aur agar uss ne paani piya tu voh usse HARGIZ HARGIS apna doodh nahi bakhshay gi.

Ab Usuf Bhai se bayaan.e.halfiya ley lijiay keh voh iss she'r ki tashreeh kar sakte the? kuuaaburr.gif
MJB
QUOTE(Khalish @ Jun 10 2008, 08:11 AM) *
Thanks Doctor Sahab rose.gif Excellent Sharing ... maiN bacche ko urdu parhaatay hoay khud bhi baaz alfaaz ke manaa meiN confuse ho jaata hooN, misaal ke taur per 'zangaar', زنگار zanhaar, زنہار iss link se kam az kam mujhe woh kuch haasil ho gaya jo maiN pehle nahi jaaNta tha smile.gif

Once again, thank you very much for sharing such a useful link.

khalish bhai,,,, main subah bhi iss pe reply kertey kertey rah gya,,,, hathoon main bari khujli si ho rahi thi,,,,,,,,, ab iss pe mazeed development daikhi,,,, tu raha nahin gya

aakhir aap aisey alfaz ke ma'anee hi kion dhoond rahey they,,, jin main ذن (ZAN) ka ana zaroori hota hey
tihami
QUOTE(MJB @ Jun 10 2008, 07:12 PM) *
khalish bhai,,,, main subah bhi iss pe reply kertey kertey rah gya,,,, hathoon main bari khujli si ho rahi thi,,,,,,,,, ab iss pe mazeed development daikhi,,,, tu raha nahin gya

aakhir aap aisey alfaz ke ma'anee hi kion dhoond rahey they,,, jin main ذن (ZAN) ka ana zaroori hota hey

bas ji ZAN haay hi bohat zaroori..... kia karain........
Khalish
QUOTE(MJB @ Jun 10 2008, 09:12 PM) *
khalish bhai,,,, main subah bhi iss pe reply kertey kertey rah gya,,,, hathoon main bari khujli si ho rahi thi,,,,,,,,, ab iss pe mazeed development daikhi,,,, tu raha nahin gya

aakhir aap aisey alfaz ke ma'anee hi kion dhoond rahey they,,, jin main ذن (ZAN) ka ana zaroori hota hey

Woh misra tu aap ne bhi suna hoga:

wajood.e.zan se hai tasveer.e.kainaat meiN rang smile.gif
MJB
QUOTE(tihami @ Jun 10 2008, 09:06 PM) *
bas ji ZAN haay hi bohat zaroori..... kia karain........

acha tu aap ne bhi lughat main ZAN ki talash-o-tahqeeq start ker di hey E9.gif
tihami
QUOTE(MJB @ Jun 11 2008, 10:46 AM) *
acha tu aap ne bhi lughat main ZAN ki talash-o-tahqeeq start ker di hey E9.gif

na ji, apna tu woh haal thaa k
urnay na paay thay k giraftaar hoaay ham....

means k high command ka order aa gaya thaa k tumharay liyay ZAN daikhee jaa chukee hay... n ham masoom bachay Haan kiaay baghair na rah sakay..
Abu Adnan
QUOTE(Khalish @ Jun 10 2008, 10:07 PM) *
غصے سے کہا ماں نے خبردار خبردار
پانی جو پیا دودھ نہ بخشونگی زنہار

Yeh aik marsiye ka she'r hai. Aur issmeiN maaN ghusse se apne bacche se yeh keh rahi hai keh voh paani na piye aur agar uss ne paani piya tu voh usse HARGIZ HARGIS apna doodh nahi bakhshay gi.

Ab Usuf Bhai se bayaan.e.halfiya ley lijiay keh voh iss she'r ki tashreeh kar sakte the? kuuaaburr.gif

E9.gif E9.gif

jo bhi kahouNga, such kahouNga, such k sewaa kuch nah kahouNgaa. hndp.gif

shair kia chezz hai bhai, maiN to shaa'ir ki bhi tash'reeh karsakta houN.... bus shrat yeh hai k iss k liyeh aap ko meri class ... aap bhi poochiyeh ... maiN aanaa paRega ... jumlah pooch-talab ash'aar k saath. E21.gif shair maiN zan say motalleqah alfaaz ka honaa ghair zaroori nahi.
icon_peace.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.