usually main nay logon ko dekha hai keh jub kisi relationship main jatay hain (prior marriage)
like pyaar kartay hain kisi say to doston ko side par laga daitay hain
... wohi banda sub kuh ho jata hai n friends complain keh yaar uskay liye humain chor diya this n that
aur doosray case main woh friends kay saath lagay rehtay hain n jis say pyaar kartay hain usko side par laga daitay hain.. ab woh banda demand karta hai keh mujhay time do... cuz mera un say zayda haq hai n stuff like dat
aap ka kiya khayal hai kaisay handle karna chahiyay...
and do temme agar dono collide kar rehay ho like aik hi time par dono attention demand kar rehay hoon to kiya karna chahiyay... n how wud this effect ur relationship