LEADER
May 24 2008, 12:07 AM
..laken humara jurm sirf aik Jamia Hafsa ki tbahi to nahi ...hum ne to aur bhi kai jurm kiye haiN
Shaid humaiN apney sab gunahooN ki ijtmai TOUBA maNgney ki zaroorat hai !!
Gambler1
May 24 2008, 01:23 AM
JazakAllah Bhai
main abhi yeh artical news nd afairs main share karwanay wala thxx
Beshak Hum sab Es Anarki k zemedaar hain or puri quam ko Tauba karni chaeyh Allah(swt) hum sabko Hidayat naseeb
farmayin or hummay sachi tauba ki taufeeq naseeb ata farmayin Ameen summa Ameen
*Life*
May 25 2008, 04:13 PM

May ALlah give us right way
Ameen
hussain mavia1
May 29 2008, 03:00 AM
Jazak Allah bhai
bhot hi hila daynay wali post ki hay app nay
*RAJA*
May 29 2008, 04:01 AM
or wu logh ju aab oss waqia par afos kar rehay hain kal wu bhi biraber kay mujram thay............
aik beghuna khon ALLAH swt ko itna na pasand hai idher tu lakhoun khoun hoyeh hain.................
iraq afghanistan main tu kafroun kay hatoun yeh sub howa hai pak main tu yeh muslman army thi..........
itna sub koch honay kay bawajood hum shakoun say so jain hamin koi pehrehshani na ho yeh kesay mumkin hai............
ptrol ko 200$ tak pohnchnay dain tab dekhiyeh gah duniya ka kiya hota hai.......................
koch logh tu roza rakh lain ghain par baqiyoun ka kiya ho gha
...
or aaj bhi jamia hifza main hamri behnain tanghdasti main hain..................
aab bhi waqaat hai................. jis kisi nay aapnyeh sabqa ghunhoun ka izala karna hai tu kar lay........ muqa hai abhi bhi ...............
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.