unlike pakistan jahan monthly pay milti hai... chahy aap kaam kar rehay hoon ya absent hoon
which system would you prefer???
dono kay apnay faiday hain like per hour ka faida hai keh employer bilawajah latka kar nahi rakhta like banda agar 9-9 job kar raha hai to usko paisay bhi utnay miltay hain... jitna kaam karta hai uskay hisab say
but on the other hand agar aap kisi wajah say aik din ya do din miss kar jatay ho to aap ki pay bhi mari jati hai
