Help - Search - Members - Calendar
Full Version: "mohajir Raja Bhai"
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Abu Adnan
MJB
apka kya khyal hey,,, ke Raja bhai unn niqab-posh danda bardaroon main shamil they,,,, kahin apko yeah khyal Lal-Masjid ke danda bardaar daikh ke tu nahin aya E21.gif

waisey raja bhai rome se kafi door Venice main paye jatey hain,,,, aur HC ki itt'laat ke mutabiq,,, Pakistan visit kerney ke liye par tol rahey hain
*RAJA*
QUOTE(Abu Adnan @ May 28 2008, 09:22 AM) *


0-sleeping.gif
bhai jeeyaqeen janian aap ki post say yeh khaber sunay ko mili
asal main arsa ho ghiya hai tv par khbarin dekhyeh hoyeh
football match ho ya fararri ki race tu dekh leta houn
khair sanu ki
na meri koi dukan hai or na itna sa samaan icon_peace.gif buss niki ji jan hai wu lay lain tu oun ki marzi
asal main room main ghair mulki(china and banghali) bohat hain sara karbar ounhoun nay sambhla howa hai ...... oper say majoda gov bhi ghair mulkiyoun kay haq main nehi + mafia bhi tu hai
tu eysa tu hona hi hai..............
main jis alaqay main rehta houn bohat pur aman hai. icon_peace.gif na bhi hu tu sanu ki icon_peace.gif
italin kehtay hain italin banu hum kehtay hain hamin aapni shinakhat du 1-baatcheet.gif





*RAJA*
QUOTE(MJB @ May 28 2008, 01:28 PM) *
apka kya khyal hey,,, ke Raja bhai unn niqab-posh danda bardaroon main shamil they,,,, kahin apko yeah khyal Lal-Masjid ke danda bardaar daikh ke tu nahin aya E21.gif

waisey raja bhai rome se kafi door Venice main paye jatey hain,,,, aur HC ki itt'laat ke mutabiq,,, Pakistan visit kerney ke liye par tol rahey hain


lol
raja bhai nay khbhi aapni bv par danda nehi othya tu oraoun par kiya othain ghain 1-baatcheet.gif


par tol tu raha houn agher italin nay kaat na diyeh 1-baatcheet.gif
or oss kay baad aap ki taruf tolaoun gha sep tak INSHALLAH icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(*RAJA* @ May 28 2008, 04:38 AM) *
0-sleeping.gif
bhai jeeyaqeen janian aap ki post say yeh khaber sunay ko mili
asal main arsa ho ghiya hai tv par khbarin dekhyeh hoyeh
football match ho ya fararri ki race tu dekh leta houn
khair sanu ki
na meri koi dukan hai or na itna sa samaan icon_peace.gif buss niki ji jan hai wu lay lain tu oun ki marzi
asal main room main ghair mulki(china and banghali) bohat hain sara karbar ounhoun nay sambhla howa hai ...... oper say majoda gov bhi ghair mulkiyoun kay haq main nehi + mafia bhi tu hai
tu eysa tu hona hi hai..............
main jis alaqay main rehta houn bohat pur aman hai. icon_peace.gif na bhi hu tu sanu ki icon_peace.gif
italin kehtay hain italin banu hum kehtay hain hamin aapni shinakhat du 1-baatcheet.gif


agar meray pass ap ka postal address hotaa to 8-10 Kg ka path.thar aap ko VP irsaal karta jiskay saath likha hota.. aap ki reply paRh kar meray dil say etna bara bojh haT gayaa.... icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(MJB @ May 27 2008, 07:28 PM) *
apka kya khyal hey,,, ke Raja bhai unn niqab-posh danda bardaroon main shamil they,,,, kahin apko yeah khyal Lal-Masjid ke danda bardaar daikh ke tu nahin aya E21.gif

waisey raja bhai rome se kafi door Venice main paye jatey hain,,,, aur HC ki itt'laat ke mutabiq,,, Pakistan visit kerney ke liye par tol rahey hain


mausoof ka 'ander' say talluq inhi danda bar.daarouN say hai. molviyouN ki balkay muftiyouN ki 'family' say talluq hai inka... HC par likhay aur post kiye gaye inkay khaakay maiN maiN nay likhaa thaa.... RAJA bhai ki family maiN etnay zeyadfah mufti molvi paye jatay haiN k jetnay punj-waqtah namaazi bhi aam families maiN nahi paye jaatay. krakrani.gif
*RAJA*
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 02:27 AM) *
agar meray pass ap ka postal address hotaa to 8-10 Kg ka path.thar aap ko VP irsaal karta jiskay saath likha hota.. aap ki reply paRh kar meray dil say etna bara bojh haT gayaa.... icon_peace.gif



10kg ka pata hai kitna kharch aat hai.............
khair aap ko yad ho gha aap nay pan vp karnay ka bola tha kehain tu address likh doun
ya khrcha bichna hai tu next month ............main pak main houn gha
Hc ki pehli g2g main aap kay city main paan khya tha (RIZ ) kay sath
or lhr ki g2g main Khan jee nay khalway tha
par khi kay pan ki tu aapni hi baat hai........ icon_peace.gif
*RAJA*
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 02:31 AM) *
mausoof ka 'ander' say talluq inhi danda bar.daarouN say hai. molviyouN ki balkay muftiyouN ki 'family' say talluq hai inka... HC par likhay aur post kiye gaye inkay khaakay maiN maiN nay likhaa thaa.... RAJA bhai ki family maiN etnay zeyadfah mufti molvi paye jatay haiN k jetnay punj-waqtah namaazi bhi aam families maiN nahi paye jaatay. krakrani.gif

or AL HUM DU LIALLAH MAZEED AZAFA HO RAHA HAI aab ziyda dandey bardraoun ka icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(*RAJA* @ May 29 2008, 04:43 AM) *
10kg ka pata hai kitna kharch aat hai.............
khair aap ko yad ho gha aap nay pan vp karnay ka bola tha kehain tu address likh doun
ya khrcha bichna hai tu next month ............main pak main houn gha
Hc ki pehli g2g main aap kay city main paan khya tha (RIZ ) kay sath
or lhr ki g2g main Khan jee nay khalway tha
par khi kay pan ki tu aapni hi baat hai........ icon_peace.gif


kchi ayaiN to aap ko laaloo khait (liaqat abad) lay chalengay. wahaaN aap paan khayengay to mouNh k saath saath poora badan laalouN laal hojayega.... aakhir aap k aas paas k log bhi to paan khaa aur peek phaink rahay hongay. icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(*RAJA* @ May 29 2008, 04:44 AM) *
or AL HUM DU LIALLAH MAZEED AZAFA HO RAHA HAI aab ziyda dandey bardraoun ka icon_peace.gif


insha Allah
~Saraj~
Raja bhai...danda dikhaney ka aur marney ka aur hota hey..
Aur shuker kareyn Bhabhi per kabhi hath ya danad uthaney ka socha nahin werna aaj aap Italy meyn nahin pakistan meyn hotey..permanent E21.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ May 29 2008, 12:21 PM) *
Raja bhai...danda dikhaney ka aur marney ka aur hota hey..
Aur shuker kareyn Bhabhi per kabhi hath ya danad uthaney ka socha nahin werna aaj aap Italy meyn nahin pakistan meyn hotey..permanent E21.gif


... aur bhabi italy maiN hoteen wid kidz ... permanent. krakrani.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ May 29 2008, 02:45 PM) *
... aur bhabi italy maiN hoteen wid kidz ... permanent. krakrani.gif


haan naaa icon_peace.gif icon_peace.gif

(typical panjabi style meyn)
*RAJA*
QUOTE(Abu Adnan @ May 30 2008, 02:40 AM) *
kchi ayaiN to aap ko laaloo khait (liaqat abad) lay chalengay. wahaaN aap paan khayengay to mouNh k saath saath poora badan laalouN laal hojayega.... aakhir aap k aas paas k log bhi to paan khaa aur peek phaink rahay hongay. icon_peace.gif


mera khi aanyeh ka imkan itna hi hai jesay mush ka pakistan ki jan chornay ka poster_oops.gif
aap ko pm main tafseel bita daoun gha 99.99 no chance keh khi asakoun

aap ka isb anyeh ka koi imkan hai tu wellcome icon_peace.gif (26jun/7july)
*RAJA*
QUOTE(~Saraj~ @ May 30 2008, 06:21 AM) *
Raja bhai...danda dikhaney ka aur marney ka aur hota hey..
Aur shuker kareyn Bhabhi per kabhi hath ya danad uthaney ka socha nahin werna aaj aap Italy meyn nahin pakistan meyn hotey..permanent E21.gif

lol
chal reahn dey ................

icon_peace.gif



*RAJA*
QUOTE(Abu Adnan @ May 30 2008, 08:45 AM) *
... aur bhabi italy maiN hoteen wid kidz ... permanent. krakrani.gif


jee nehi...................
wu bechari tu meri waja say majboor hai rehnay par..................
kidz ka pata nehi kiyoun keh wu aab bareay ho ghey hain................
baqi aap ko pata hi hai...... poster_oops.gif
~Saraj~
QUOTE(*RAJA* @ May 30 2008, 02:45 PM) *
lol
chal reahn dey ................

icon_peace.gif


Chal rehn dya E21.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.