Forever Green
May 28 2008, 02:15 AM
Simple ..........just tell us wat u like to wear ( Girls Only)
And wat u like ur Wife(Future Wife) to wear (For Boys)
Forever Green
May 28 2008, 02:38 AM
For me ......I Love every thin i wrote hea
VrSoLdIeRs
May 28 2008, 05:26 AM
well all ov da above..... but i voted for chooriyan cuz i find em quite romantic
tenha_saima
May 28 2008, 05:30 AM
i voted choorian ...
mehendi k liye tik k baithna hota hai jo mere se nahien hota ... paranda pehna naihen ata... ankelts main waisse bhi pehenti hoon .. bindiya?? hell no ... aur kajal too normal hai ... so yeah .. datz pretty much it..
*Life*
May 28 2008, 05:33 AM
Paranda / Bindya choor kar all i like it and easliy can use in daily life
Loner Tech
May 28 2008, 11:16 AM
Duh wrong thread
ziddi
May 28 2008, 02:37 PM
neckles n ringz
mehndi bhi, kajal bhi, khabhi khabhi paranda, choriya eid par yah kishi ki shadi par jana ho tab... bindiya no thnx... n ear rings k naam par sohne ki baliya pehni hoi hai from day 1
sohni_kudi
May 28 2008, 07:12 PM
all of the above except paranda and bindya
Forever Green
May 28 2008, 11:35 PM
I love every thin too....for da fst time wen i wore Paranda n Bindya was on ma Mehndi
N trust me gulss.... it gave u an awsome look ....so mashraqi mashraqi
Sensitive
May 29 2008, 02:47 AM
chooriyan
...was a fan of kajal always pehnti ti 2 saal s lekin last yr meine chordiya wasn't liking it n e more
sahera
Jun 1 2008, 11:59 PM
kajal bindiya aur pranday kay ilawa baki sab thik hay.
Airy_Princess
Jun 2 2008, 12:08 AM
All of the above m mad aft these thingx ... I love to wear each n everything u mentioned except Bindiya*
raat ki rani
Jun 2 2008, 02:35 AM
hmm it depends k wats the occassiOn... bt i lyk n wear everythin xcept kajal (never wOre it) and bindiya (dnt lyk it)
mmmmm
i love .. rings n payal
*DhanaK*
Jun 4 2008, 05:28 AM
chooriyaan,bahot si pyaari pyaari,chhan chhanana chhan chhan

i like payal too,it looks so nice with chooridaar.pehlay ghughroo wali pahanti thee lekin awaz ki wajah say chhor dee,phir saadi wali pahenna shuru kee,filhaal long time say dono naheen pehnee.
but chooriyaan

oh yeah
*Reflection*
Jun 7 2008, 02:52 AM
I Voted for all of the above:)
Cause all such things are just for girls.... i would love to see my partner wearining such stuff .... from my side ...add Choridaar pajama dresss and den see what a grace a girl can own
miss.roshni
Jun 7 2008, 02:59 AM
i voted Mehndi
I Love Mehndi.....
thats why .......I always put in my hand
~imaginary~
Jun 9 2008, 03:40 AM
kuch nai no jewelery simple leerki achi lagti hain
Shahid Sarfrosh
Jun 10 2008, 05:01 PM
all
Noreena
Jun 10 2008, 10:49 PM
from this list i only use kajal

baqi sab bhi good hai lekin kabhi kabhi.....
aaminah
Jun 13 2008, 02:57 AM
everything xcept bindya....
i rarely use kajal and nothng else but i lyk to use 'em and as AP said,,i am crazy bt these things
Sera
Jun 13 2008, 01:26 PM
I jus luv wearin bangles..dere colors really attract me alot n also i luv puttin Mehndi on my hands...
baki sb bhi achay hen bt i neva used dem...
Forever Green
Jun 13 2008, 10:23 PM
5 vOTES FOR cHOORIYAN N 5 vOTES FOR EVERY THIN ......Wowwwwwwwwwwwww wat a colourful ppl we have
classic
Jun 14 2008, 06:56 AM
rings
classic
Jun 14 2008, 06:58 AM
classic
Jun 14 2008, 07:01 AM
Forever Green
Jun 14 2008, 10:03 PM
Abu Adnan
Jun 16 2008, 07:38 AM
payal / ghungroo type k zewaraat to islam maiN manaa haiN k inhaiN pahan kar chalnay waali zobaanay haal say daawat day rahi hoti hai k lo maiN aa rahi houN.
Teeka/bindiya jo maathay par diff shape ki chipkatay haiN.... yeh originally hindu dharam ki identity hai jo onkay kissi devi ki alamat hai k (nauzobillah) agar kissi laRki nay issay lagaya to woh devi iski rakhsha karegi... detailed post islam section maiN hochuki haiN....
islam bunyaadi taur par ladies k liyeh ba.awaazay boland bajnay walay zeyraat (like payal, ghungroo etc) ko mana karta hai. issi tarah taiz khush.boo (perfume /iter) ko bhi mana karta hai jo gird o pesh k logouN ko madhosh karday. baqi khawateen apni zebaaish o aaraaish k liyeh kuch bhi use karsakti haiN bah shartekay woh mushrekeen o kuffar ki naqal nah ho.
khawateen k liyeh mehandi aur kajal /surma behtareen aaraish hai. mehandi agar chemical say paak ho, leaves ko pees kar khud banayee ho aur haath /paouN maiN full lagayee ho to yeh sehat afzaa bhi hai aur iski khush.boo derpaa bhi. lekin aajkal awwal to full hatheli /paouN par laganay ka 'rewaaj' nahi aur bil.amoom cone mehandi use ki jati hai jo mehandi kam aur chemical zeyadah hoti hai.
neckless to ummul momeneen hazrat Aisha RA ko bhi bahoot pasand thay. agar onki sunnat samajh kar pahnay jayaiN to sawaab bhi milega aur shauqw bhi poora hoga. issi tarah naak, kaan aur kalayee maiN sonay k zewraat bhalay bhi lagtay haiN aur boray waqtouN maiN iskay daam bhi kharay kiyeh jasaktay haiN. issi liyeh khawateen ko sonay k zewraat bahoot pasand haiN. sonay /chaandi k elawah deger masnoo'ee zewraat zeyadah dair talak nahi pahannay chhahiyeh k iss say skin ko alergy aur deger nuqsaanaat ka khatrah hota hai. aur chooRiyouN ki kia baat hai. gharelu khawateen ko to zaroor pahanna chhaiyeh but makhloot mahaul /job shob maiN issay pahan kar janaa zara odd shod hi lagta hai
bhashan khatam howa
Kashif
Jun 16 2008, 08:25 AM
I have voted for
Necklace + Ear Rings
xoanon
Jun 16 2008, 04:02 PM
choorian zaida achi lagti haim but it's epends upon partner.
KamlaJatt
Jun 17 2008, 07:03 PM
All Except Bindiya
Mujhaiy payal buhat passand haiy
Laikin jaisa abu adnan bhai nai bayan kiya
Islam iski Ijazat nahi daita ... to hum kaisiy ijazat daiy saktaiy hain
laikin mai naiy aisi payal daikhi hain jinki jhankar nahi hoti ...
baharhal ... kissi mufti hazrat saiy poochnaiy k baad isska aiyada kiya jaye ga
Abu Adnan
Jun 18 2008, 06:56 AM
QUOTE(KamlaJatt @ Jun 17 2008, 08:03 PM)

All Except Bindiya
Mujhaiy payal buhat passand haiy
Laikin jaisa abu adnan bhai nai bayan kiya
Islam iski Ijazat nahi daita ... to hum kaisiy ijazat daiy saktaiy hain
laikin mai naiy aisi payal daikhi hain jinki jhankar nahi hoti ...
baharhal ... kissi mufti hazrat saiy poochnaiy k baad isska aiyada kiya jaye ga
aap aisay 'payal' wear karwasaktay haiN.... iss maiN koi mozaiqah nahi, meray khayaal maiN.
(lekin aisay payal pahan.nay /pahnaanay k lutf hi kia, jo bajay naheeN, shaitan k khayaal maiN

)
ManPaki
Jun 18 2008, 12:06 PM
an item is still missing actually in the polling list the famous "loong (mera loong guwacha wala loong like... dig piyaa hona meray nak chu purak k ...
)" Loong shayed punjabi main "koka" bhi kahtay hain urdu main abhi zuhan main nahi araha... but i like that along with Necklace, Rings & Ear Rings...
aur awaaz karnay wali zebaish bilkul pasand nahi jis sy females ki aamad ya mojodgii ka ehsaas ho...
KamlaJatt
Jun 19 2008, 01:58 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 18 2008, 05:56 AM)

aap aisay 'payal' wear karwasaktay haiN.... iss maiN koi mozaiqah nahi, meray khayaal maiN.
(lekin aisay payal pahan.nay /pahnaanay k lutf hi kia, jo bajay naheeN, shaitan k khayaal maiN

)
Bhagtaiy choor ki langooti hi sahi bhai
Khair Mufti Sahib saiy poochoonga phir daikhoonga ... Mujhaiy Jame-a-Ashrafia to jaana hi haiy kuch aur masail bhi daryaft karnaiy hain yeh bhi pooch loonga
KamlaJatt
Jun 19 2008, 01:59 AM
Abu Adnan
Jun 19 2008, 10:15 AM
QUOTE(KamlaJatt @ Jun 19 2008, 02:58 AM)

Bhagtaiy choor ki langooti hi sahi bhai
Khair Mufti Sahib saiy poochoonga phir daikhoonga ... Mujhaiy Jame-a-Ashrafia to jaana hi haiy kuch aur masail bhi daryaft karnaiy hain yeh bhi pooch loonga
hmmmmmmm
zaroor share kijyeh ga... bahtouN ka (mera nahi

) bhalaa hoga.
KamlaJatt
Jun 19 2008, 08:51 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 19 2008, 09:15 AM)

hmmmmmmm
zaroor share kijyeh ga... bahtouN ka (mera nahi

) bhalaa hoga.
ji zaroor
Aur aapka kiyoon nahi bhai ... Aap bhi to
Forever Green
Jun 21 2008, 12:14 AM
Forever Green
Jun 21 2008, 12:15 AM
QUOTE(Kashif @ Jun 15 2008, 08:25 PM)

I have voted for
Necklace + Ear Rings 
Forever Green
Jun 21 2008, 12:16 AM
Abu Adnan
Jun 21 2008, 07:28 AM
KamlaJatt
Jun 22 2008, 01:37 AM
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jul 4 2008, 03:35 PM
payal,bindiya aur pranday kay ilawa baki pasand hai.
Kanch k1 gur1a
Jul 8 2008, 11:56 AM
Chooriyan, mehndi, Kajal, rings jeh main pehnti rehti hun.. paranday bachpan main bahut banday thay.. necklace main avoid karti hun.. mujhe uljhan hoti hia.. payal bhi kabhi kabhi... bindiya kabhi nai
Sensitive
Jul 16 2008, 03:17 AM
Same as SA mein ab kajal phir s pehna shuru kiya hei n i cant live without it
bahir jaon pehnti hoon na jaon tab b pehnti hoon 
Kajal is the best for me n always wear it
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.