QUOTE(MJB @ May 30 2008, 12:58 PM)

merey bhai,,, mind na kerna,,, aap ne jo kuch post kya hey,,, agar usko theek maan liya jaye tu aap aur mumkina tour pe iss article ka writer khud ko munafiqeen ki saf main shamil ker rahey hain
aap ne ussi jadeed media k sahara liya hey hua hey,,, jis ko iss mazmoon main nishana banaya gya hey,,,,, iss doghla-pan ke myar ko aap kya naam dain
Kessay Sabit tu Kardayin zara ??
Ager App Tv Ki baat kartay hain Media/tv Pay Any ki Tu Ulema Os pay Taqseem Hain Yeh Baat Tamam Deeni Tabqa Janta hai k Ulema Door-e-Hazir K fitnay Jistarha Tv Pay Beath K Logoon Ko gumrah Karrhay hain Unkay Muqablay Main A k Oska Toorh kia
Jayy Es maslay Pay Ulema Taqseem Hain kuch ki rayy hai k A k in Batil Aqaid Ko Jawab Dea Jayy Kuch Sakhti Say Tv k Khilaf
Hain Dermiyani koe rayy mojoodh nahi..
i hope u understand