QUOTE(tihami @ May 28 2008, 04:11 PM)

is waqt say ziada tu last 8 years main aik jaisee hakoomat thee 4 province main.. sab mush k hami thaay.. laikin tab bhi mush sahib nay start k years main bayaanat k ilawa koi kaam nahen kia.. n ab Parvaiz Ilahi sahib kah rahay haain k KALA-BAGH bannaoo warna protest karain gey.. tu bhai jab aap ki hakoomat thee tu baan daitay...
yahi tu syasat hoti hey,,,, aur waisey bhi pervaiz ellahi ki apni konsi powers thin,,,, pichley 8 saal main tu wohi hua,,, jo Mush ne chaha
JI aur liaqat baloch ke bhi byanaat aye hain,,,, aur jab mush bananey ki baat kerta tha,,, tab unkey byanat hotey they,,, ke khabardaar,,,, jo zabardast bananey ki koshish ki