aray wah greattt Topic hay ye tuo
samandar tuo mujhay buhut pasand hay
aur mujhay buhut khushi hogy agar meray sath aisa hua tuo lekin........
bas kinaray pe hi rahay Deep Sea

may na jayae
DEEP SEA say khof ata hay ..
issi liye tuo hum kabhi apnay Hubby

k sath ship par nahi gayae
humnay buhut kaha k please ship ko kinaray kinaray chalaya kerain
lekin wo mannay nahi
wasay hum samandar may tuo nahi par darya may sach much bed par baith chukay hain
KALAM (swat) kay raastay main aik khoobsorat jagha hay jehan par darya swat kay ouper chaarpaiyaan (Bed) hain aur Benches bhi rekhi huee hain...

.... darya ka pani bhi yekh thanda hay itna kay cold drink bhi ussy pani main thandi hojaty hain haina intersting
aur wahan chayae peenay log ruktay hain ..
Allah Taala

ka hum jitna bhi shukar ada kerain kum hay ussnay buhut piyari Duniya banyee hay aur khas ker humaray piyaray watan PAKISTAN

may jo khhobsorty hay wo duniya may aur kahin nahi
luv nature