
Jang ko ab bhi yeh jurrat nahi k woh oss seyasi party ka naam likhay, jiss say streer crimes maiN molawwas yeh fard wabistah thaa. aur jissay oski sargarmiyouN ki binaa par nikala gaay thaa... ab to becharaa iss dunyaa say hi nikala ja chuka hai. Allah iskay ahlay khanaa ko yeh sadmah bardaasht karneki taufeeq day. aur parents ko yeh aqal day k woh apni aulaad ki mashkook sargarmiyouN say bacha sakay. aameen
