QUOTE(Rehbar @ May 30 2008, 09:13 AM)

Pehlay zamany main Naliq Badshah ka naliaq beta badshah bana karta tha. Aur tamam tar awan Riyaya hotay thay civilian nahi hotay thay. Aaj bhi Jhotay makkar siyasat dano ki uladain bewi, damad, baap, beta, bhai, sala, susar yehi saab kursi ki line main hain. Acha aur sahi adami tu kaheen dour andheroon main beta apni bebasi ko ro raha hay. Eik trained fouji En siyasat danoo se ziyada behar hay. Main samjhta hoon eik sahi marsh Allah jo en siyasat dano ki hawalian, zamenain gareeboon main bant dey aur be-eman logoon ki khal khench kar sar-e-aam latka de. Es main koi shaak nahi Pervaiz Mushraf ko ye moqa mila aur kho diya.
Dear Moderator,
I am not able to edit the post. Kindly change the spelling of Marshallaw. I put wrong spelling by mistake, which is totally wrong.
I will be very thankful
regards,
Rehbar