30, 30 saal ki service main retirement kay qareeb achanak Jugdes ko ensaf yaad aya. Aab yaad aya tu kia yaad ya.....
Pakistan kay logoon ko adaal ki zaroorat hey nawaz supported adaliya ki nahi. YE kaisa ensaf hey eik ghareeb eik ghar bannay main puri umer ganwa deta aur ye siyasat dan bagher mehnat kay larkana, lahore, karachi, Mari, Dubai, London, aur siray main mehal taiyar kar letay hain. Ye kaisa ensaf hay eik aurta kay marnay per UN se madad aur roz beshumar ghareeboon kay marnay per koi baat hi nahi. Ye kaisa ensaf hey roz mazdor apni rozi ko rota hay aur 7 karor ka banglow main raknay wala judge ki bahali per etna rona?
