Eik baday enqilab ki zaroorat hey....
Ye asembliyan waseblian, ye siyasat dan wiysat dan bekar ka chakkar hay..... Tamam police ko dimis karkay disarm karna paday ga... Phir ghareeb kisan aur qaidi mazdoor waderoon aur siyasat danoo ki haweliyoon per hamla kar dain gey.... 60 saal se maqbooza sarsabz zameenain ghareeb kisano ki milkiat hongi, anaj aur khorak ka anbar hongay log eik dosray ko salam kartay khosh khosh apany rozgar per jarahy hongay.
Khudara koi tu agay aoo........
