Aik dafa ka zikar hai aik raja tha aus kay 7 bethay thay aus kay sub say choty bethay ko baag mein kheiltay huay aik heeron ka har mila....who unhain count karnay hi laga tha kha aus ka aik or bhai aa gaya...aus nay kaha hum yah heeray bant lein gey...unhoon nay who heeray bantay or 1 bach gaya...pir un ka aik or bhai aa gaya,tub tino nay heeray bantya phir bhi 1 heera bach gaya phir 4th bhai aa gaya unhoon nay heeray bantay pir bhi aik bach gaya...pir 5th bhai aaya unhoon nay heeray bantay pir bhi aik bacha...pir 6th bhai aaya pir devide kiay phir bhi aik bacha...pir 7th bhai aaya un sub nay devide kiay to heeray poray ho gey....
AAb yah batein kha har mein kitnay heeray thay???
