QUOTE(sweet_angel @ Jun 2 2008, 02:51 PM)

is mie to nuksaaan he apna hogaya ...
janien gai bhi to apni
ye bhala KIA THA 
Yeh Awam Or Wakeloon Ko Islamabad Or Army House/President House Say Door Rakhnay Ka Pervezi Drama Tha ...
Pervez nay Army house ese leyh abb tak khali nahi kia k awam ya wakeel oska Ghera tang na karsakayin kiuon k es koshish main
Fauj ka Baray Rast wakeeloon or awam say muqabla ho sakta hai Jiska Faida Pervez ko hai or nuqsan Awam or wakelon ka Fauj
tu..........Dash Hai ;)
Pakistan Main jitnay bhi blast hoay sab Parvezi drama hain kise mujahid ki karwaee nahi es main Khalistan Russain Kgb . Indian Raw Israil Mosad or Afghan or pakistani agencies directly or indirectly Involve hain Ta k Awam ko Dehashat Gardi Ka Haowwa jo banaya Usa nay os say dara k rakha jayyy or awam Parvez ki Dehshat gardi k khilaf jang main Himayat jari rakhayin ..
Pervez Hukomat ka or Nigraan Hukomat ki Wazarat-e-dakhila k Beyaan record pay mojoodh hain k yeh bombblast above agencies
karwa rahi hain.....
InshahAllah Pervezi Drama Nakaam hoga Or Esko MUlk Say Bhagnay Nahi Dea Jayga InshahAllah InshahAllah InshahAllah..