hamain to apnoo ne Koota
gheron main kahan dum tha
Meri haddi bhi wahan tooti
jahan Hospital band tha
Mujhey jis Ambulance main dala
uska Patrol khatam tha
Mujhey Rikshaw main isliye bithaya
uska kiraya kum tha
Mujhey DOctor ne uthaya
Nurse main kahan dum tha
Mujhey jis bed per litaya
us k neechay Bomb tha
Mujhey to bomb se uraya
goli main kahan dum tha
Mujhey sarak per dafnaya
Q k us din Qabristan main function tha
Kiya kabhi aap ki aisi bad luck hui ................agar haan .......... then share wid us plz
