QUOTE(Abdullah @ Jun 18 2008, 05:52 AM)

deadguy walking, Aap Marnay kay baad bhi isi tarha boltay hain? Aap ki beshtar posts par language aur bartaoo, hamaray saathiyoon ko bura laga hay. Ab say aap ka har reply pehlay Moderator Preview kay liye jaye ga, phir visible hoga. Guzarish hay kay Baat cheet main alfaz ka istmaal usi tarha karain jis tarha apni Family main kartay hain.
Takleaf kay liye Maazrat
Waisay Punjabi , Aur wo bhi Lahori, is tarha to nahi kartay na

thats why we said "THIS IS OUR
FAMILY FORUM"
khush rahain Abdullah Bhai