Agr samundar syaahi ban jaaein aur darakht kalam,
Tou bhi Us ki shaan aur tasbeh byaan nhin kr sktay..
Jou asl-e-kainaat hai, malik-e-kainaat hai, khalik-e-kainaat hai,
Yeh byaan mumkin hi nhin,
Husn-e-byaan bhi ataa ho jae tou bhi haq-e-byaan mumkin nhin..!
(Wasif Ali Wasif)