QUOTE(sweet_angel @ Jun 20 2008, 12:40 PM)

yeh koi new baat nhin pehle bhi aisa hota aya hai HC per ... phr khud he hashaaaash bashaaash hojaengey ...
ALLAH SAB KO HEDAYAT DEY ..
bilkul sahi,nothing new for hc.ghamasaan ladaaiyaan hongi,dheenga mushti uttha patak aur phir sab theek ho jaaega,until next time jab shar pasand anasir phir munh utthayein.
Abdullah bhai! agar aap sab un topics ke baaray mein kucch kar rahay hain to issay behtar kya hoga,i know musalmanon bhaiyon ke beech jangein hc par dekhtay rahein hain ham old members,lekin na iskay aadi huwe hain aur na hona chahtay hain aaj bhi bahot hi bura lagta hai,afsos hota hai,BEBASI bhi lagtee hai,kyunki topic ko close karna delete karna tanbeeh karna warn karna,ban karna admin ke haath hai hamaray naheen