QUOTE(HulChul @ Jun 21 2008, 05:32 PM)

Hazrt Muhammad Salalaho Alaihe Wasalam Per Darood Bhayjny Main Hamara faida Hy
Duniya Main Bhi Akhirat Main Bhi
Sahi farmaya app nay, Quran bhi App (SAAW) per daroon parhnay ka hukm dayta hay, Namaz baghair darood kay mukamal nahi hoti
per uss kay liya jhooti kahaniyaan gharnay ka maqsad samajh nahi aya?
kahani main likha kay farishtay nay Allah kay hukm key sareehan khilaf warzi key, Quran main aata hay kay Farishtay Allah ta'la kay hukm say sartabi nahi kertay, ab kisay sahi mano, kisi key garhi howi yeh kahani, ya Quran?