n wahan hoee aik shaandaar kisam ki g2g...
ab aap hairaan hou rahay houn gey k yah kon see g2g aa gayee.......
tu bhai woh un-official HCians ki thee.....
jis main shamil thaay....
QAMAR-KHAN.....
DEATH ANGEL....
sunny....
bazarya fone khitaab kia thaa---------------------- VICKY DAR nay....
and shamil thay --- ham banafs-e-nafees.... yani k tihami...
waisay bachoon ki class tu khoob hoee wahan par,,,,
laikin is say pahlaay k aur class houtee unhoon nay hmaain samoosay khilaa diyay........
khair ham nay tu khob enjoy kiaa un say guft-o-shuneed ko......
un ka pata naheen-------------
