Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kis Ko Iqrar Hai(koun Yeh Manta Hai)
HulChul.NET > Religions > Islam
Pages: 1, 2
*RAJA*

AAB DEKHTEYA HAIN KOUN IN BATOUN KO MANTA HAI............................

ITNI MUSHKIL BATIAN NEHI HAIN
................

JIS NAY TAQIYA KARNA HAI TAKIYA KAR LAY JIS NAY RAZAI KARNI HAI RAZAI KAR LAYEH................
OR JIS KAY PASS CAHDER HAI WU KAR LAYEH...............

POST VEW SAY PATA CHAL AJYEH GHA.......................KITNAOUN NAY YEH POST DEKHI...............
REPLY YES OR NO HONA CHIYEH ZIYDA NEHI
AAP YES OR NO LIKH KAR AAPNA REPLY POST KAR SAKTYEH HAIN................
URDU MAIN KEH DAIN IQRAR QARTA HOUN
YA NEHI
ENGLISH MAIN KEH DAIN ACCEPT
OR NOT ACCEPT
KOI ZABERDSATI NEHI HAI.............
icon_peace.gif
OR AAP KO KOUN SI SHIAK PAR ITIRAZ HAI?
POLL HOTHEYH REHTEY HAIN YEH KOI NEW BAAT NEHI.......
KOI BOLTA HAI SHAH RURKH #ONE HAI YA AMIR KHAN
IDHER EYSI KOI BAAT NEHI # ONE WALI.............................
OR NA HI MAIN ADMIN HOUN KEH IP SAY DEKH SAKOUN KEH..KIS NAY POST DEKHI ..KIS NAY NEHI.............
OR WU BANDA KAOUN THA
YEH SUB ................................MERI POHNACH SAY DOAUR HAI..

BAQI AAP SAMJDAR HAIN.. icon_peace.gif
sunny_prince2020
may to iqrar karta hon
lakin raja bhai faida koi nahi taqayya kartey hain ye loog bara gehra taqayya
hussain mavia1
IQRAR QARTA HOUN
*RAJA*
QUOTE(sunny_prince2020 @ Jun 23 2008, 09:40 PM) *
may to iqrar karta hon
lakin raja bhai faida koi nahi taqayya kartey hain ye loog bara gehra taqayya

JEE
WU KAR LAIN..............
OUN KI LIKHI HOI IBARAAT HC PAR MEHFOOZ HAIN............ OUN SAY NEHI BAGH SAKTYEH (KIYA KHIYAL HAI) poster_oops.gif
*RAJA*
QUOTE(hussain mavia1 @ Jun 23 2008, 09:45 PM) *
IQRAR QARTA HOUN

jazak ALLAH
next..................?

buss himaat ki baat hai ..........................himaat karin.............. plz
Gambler1
I believe in the Oneness of ALLAH, Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is the last Prophet of ALLAH, Quran bestowed upon Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is doubtless from Al-Hamd till Wannas, all the Sahabah (RadhiALLAHo Anhum Ajmaeen) of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) were Momin, ALLAH agreed with them and they with ALLAH, Ummahat-ul-Momineen are the wives of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) and are the Noble Mothers of Muslims.

i accept

Alhamdulilah main bhi Iqrar Karta hoon Or Duaa Karta Hoon k Allah Pak Mera Khatma Bhi Kamil Imaan Pay Karayin Ameen
Sham_99
ACCEPTED & FULLY FROM THE CORE OF MY HEART ACCEPTED
HulChul
Ay Allah Ham Bholay Howay THay In Janisaaranay Supah Sahaba ny Hamko Jagany Ki Kosis Ki Hy Ya Allah Inho Ny Janu Ka Nazrana Diya Tairy Rasool Salalaho Alaihe Wasalam Ky Sahaba Rizwanullah Ke Hurmat Ky Khater Mer Ga'aay Luut Ga'ay Goliya Kha'een Dandy Kha;ay Per Aisa Kaam Ker Ga'ay Ky Umaat Baidaar Hoo Rahe Hy Inshah'Allah Woo Din Duurr Nahi Jab Ham In Taberah Kerny Waloo In Taqya Kerny Waloo In Lantiyoon Ko Apnay Wattan Saay Nikal Phaikain Gain Ay Allah Hamko Himat Dy

Ameen

Main Iqraar Kerta hoon Manta Hoon Sab Sach Berhaq hy
::Darvesh::
Asslam o Alaikum W/R W/B,

Hairaan Honay Ki Zaroorat Nahin smile.gif

Agar Aap Kay Kiyay Gaey Tarjumay Par Yaqeen Kar Liya Jaey tau aik Giroh aisa tha, jinhain Munafiqeen kaha jaata tha - aur woh aaj bhi mauJood hain - Un Afraad kay baaray mein Qurani Aayaat Kya Kehti Hain?

Inshallah - Bukra - Masslaam smile.gif

ManPaki
ALLAH, US K HABIB HAZRAT MUHAMMAD(SAW) AUR AKHRI KITAAB QURAAN-E-MAJEED PER EMAAN RAKHTAY HOYEY...

CODE
Alhamdulilah main bhi Iqrar Karta hoon Or Duaa Karta Hoon k Allah Pak Mera Khatma Bhi Is Kamil Imaan Pay Karayin Ameen

Hashair
I ACCEPT

ALLHAMDULILAHAlh main bhi Iqrar Karti hoon Or Duaa Karti Hoon k Allah Pak Mera Khatma Bhi Is Kamil Imaan Pay Karayin OR MUJHAY DAMY AKHIR KALM-E-TAYYABA NASEEB FARMAI Ameen.

Khalish
salam.gif Raja Bhai rose.gif

Pehle tu aap mujhe yeh bataaeeye keh yeh hadees, as is, kis kitaab se li gaee hai? Ya phir isse biddat.e.hasna ki madd meiN liya jaaey?
Gambler1
QUOTE(Khalish @ Jun 28 2008, 05:21 PM) *
salam.gif Raja Bhai rose.gif

Pehle tu aap mujhe yeh bataaeeye keh yeh hadees, as is, kis kitaab se li gaee hai? Ya phir isse biddat.e.hasna ki madd meiN liya jaaey?

Jinab App kis hadith Ki Baat karrhay Hain zara wazahat tu karay ta k jawab daynay main or masla sumhajnay main sabko
asani ho ??

1st tu surah baqra hai urdu english tarjuma k sath os k baat slide arahi hai (( Sayings Of Prophet Muhammad(saw) ))
yeh mashkwat ki hadith hai asal main raja bhai nay www.kr-hcy.com k page ko print screen kia hai tu slide main chalnay wali hadith nahi aee jo k yeh hai "Sayings of Prophet Muhammad (SallAllaho Alaihe Wasallam): My Sahabah (RadhiyAllaho Anhum) are like the stars, whom you may follow, will get the right path. (Mishkawt) "

ya app yeh pochna cha rahay hain :

{{ I believe in the Oneness of ALLAH, Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is the last Prophet of ALLAH, Quran bestowed upon Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is doubtless from Al-Hamd till Wannas, all the Sahabah (RadhiALLAHo Anhum Ajmaeen) of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) were Momin, ALLAH agreed with them and they with ALLAH, Ummahat-ul-Momineen are the wives of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) and are the Noble Mothers of Muslims.}}

???

JazakAllah
wsalam

::Darvesh::
Mohataram Gambler Sahib smile.gif

Awwalan Jawaari smile.gif Taffanan BarTaraf..

Yahan tau Aaj kal Tirmazi Shareef (Sehaey Sitta Ki Mustand Kitab) ki aik Hadees par kuch muaamlaat paish hain. Kya iss Hadees ka refernce Sihaey Sitta mein say kissi aik say day saktay hain?

ham nay bachpan say aaj tak.. Eimaan e Mufassal mein bhi aisa naihn suna - warna aisa hota tau atleast that should have been part of it.

Eimaan e Mufassal mein jin baton par eimaan laanay ki baat hoti hay

1. Allah
2. Farishtay
3. Asmaani Kitabien
4. Tamaam Rusool (AS)
5. Youm e Akhir,
6. Taqdeer (Khair o Shar)

aur meri uss baat ka jawab nahin diya - k uss daur mein Munafiqeen bhi thay. uss baaray mein Quraani Ehkaam kya kehtay hain aur woh konsa paymaana hay jiss par aap sahi Momin (Sahabi e Rasool (SAWAW) aur Munafiq ki pehchaan kar saktay hain/thay?

Khalish
QUOTE(Gambler1 @ Jun 29 2008, 01:48 AM) *
Jinab App kis hadith Ki Baat karrhay Hain zara wazahat tu karay ta k jawab daynay main or masla sumhajnay main sabko
asani ho ??

1st tu surah baqra hai urdu english tarjuma k sath os k baat slide arahi hai (( Sayings Of Prophet Muhammad(saw) ))
yeh mashkwat ki hadith hai asal main raja bhai nay www.kr-hcy.com k page ko print screen kia hai tu slide main chalnay wali hadith nahi aee jo k yeh hai "Sayings of Prophet Muhammad (SallAllaho Alaihe Wasallam): My Sahabah (RadhiyAllaho Anhum) are like the stars, whom you may follow, will get the right path. (Mishkawt) "

ya app yeh pochna cha rahay hain :

{{ I believe in the Oneness of ALLAH, Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is the last Prophet of ALLAH, Quran bestowed upon Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) is doubtless from Al-Hamd till Wannas, all the Sahabah (RadhiALLAHo Anhum Ajmaeen) of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) were Momin, ALLAH agreed with them and they with ALLAH, Ummahat-ul-Momineen are the wives of Muhammad (SalALLAHo Alaihe Wa Alaihi Wasallam) and are the Noble Mothers of Muslims.}}

???

JazakAllah
wsalam

salam.gif

Baat sourah Baqara ki nahi poochi thi maiN ne. Mujhe ilm hai keh Allah SWT ne Ashaab.e.Rasool, SAW se raazi hone ka endia bar.ha diya hai.

Baat sirf yeh poochni hai keh kya hum usse imaan ki laazmi juzz maan sakte haiN? Aur zabaan se isska iqraar zaroori hai? keh hum isse 'iqraar.ro bil.lisaan wa tasdeeq o bil.qalb' ku zumre meiN shumaar karaiN? ....... ............ ya phir isse bidat.e.hasna (aur iss cheez per meraa imaan nahi hai .. bidat beher sourat bidat hai .. aur iss (ya isske karne walooN ko) ko aag ka samna karna hoga.

Ab aakhri baat, mazab aik Rasool ki parawi se tu chal sakta hai, hazarooN afraad ki nahi .. kyoN ke yeh amal divisions he paida kare ga aur kuch nahi ... nateeja aap ke saamne hai. Ashaab.e.Rasool (SAW) ne sirf aur sirf Rasool Allah SAW ki parawi ki aur falah paa gaey .. hum aisa kyoN nahi kar sakte?
HulChul
QUOTE(Khalish @ Jun 29 2008, 03:49 AM) *

Khalish Bhai Mujhay Aap Ko Kisny Bataya Ky Hazooor Salalaho Alaihe Wasalam Akhiri Nabi Hain

Ya Quran Allah Ki Kitaab Hy Bhai Yay Aik Chain Hy

Allah Ny Nabi Salalaho Alaihe Wasalam Ko Hidayat Ka Zariya Banaya Unho Ny Sahaba Ko Bataya

Unho Ny Agay Phailaya Aur Uss Say Agay Phala Uss Saay Agay Aisay HE Bataty Rahay Aur Islam

Phailata Raha Ab Baat Yay hy Ky Main Sahaba Razwanullah Ko Nahi Manta ( Naoozbillah )

Tou Main Kis Ka Inkaar Ker Raha Hoon Rasool Ka Allah Ka ( Astagfiruallah )

Chaloo Aik Misaal Hy Agher Main Hazrt Abu Huraira Razi Allah Ko Nahi Manta Unko Momin He Nahi

Manta Tou Hamari Sahasatta Jiss Ka Naam Yaha Baar Baar Liya Jata Hy Uss Main Hazaroo

Ahades Unsaay Mansoob Hain Ab Zara Talkh Baat Ker Laity Hain Agher Main Naooozbillah

Naooozbillah Hazrt Umer Ko Zani Kahta Hoon Burra Kahta Hoon Momin He Nahi Manta Tou Main

Kia Ker Raha Hoon Islam Ki Aik Pori Khilaafat Ka Inkari hoon Yay Sirf Kilafat Ka Inkar Nahi Hy

Yay Mairy Nazdeek Tou Islam Ka He Inkar hy Ab Iss Saay bhi Talkh Baat Agher Main Hazrt

Usman Razi Allah Tahla Ko Kafir Kahta Hon Tou yay Kia hy Woo Damady Rasool Salalaho Alaihe

wasalm Thay Tou Kia yay Mumkin hy Ky Nabi Ki Baiteyaan Kisi Munafiq Kafir Daga Baaz Ko

Baqaeedh Nikkah Ky Zariyay Usko Thama Dy Tou Mairy Bhai Agher Main Un Hastiyoo Ko He

Burra Bhala Kahdoo tou zara Ghoor Kerain Main Hoonga Kia

Yay Baat Jo Oper Likhi Hy Isski Zaroorat Ki U Mahsoos Hooee Isko Iqraar Kerna Ki u Zaroori Hy

KI u Kay Baaz Logo Ny Khulay Aam Baaz Ny Chori Chupay Unko Burra Kahna Shoro Ker Diya

Aur Ham Ny Unkay Khilaaf Kuch Zayadah Nahi Kiya Ham Ny Apni Teraf Saay Kuch Nahi Kiya Ham

Ny Sirf Aur Sirf Unkay Bugzz Ko Sab Ky Samny Rakha Aur Phir Hamny Na Unper Koi Fatwa

Lagaya Na Kuch Ham Ny Ulma'ay Karam Ky Fataway Paish Kiyay Jinka Aik Maqaam Hy

Hamary Nabi Ki Hadees Ka Mafhoom Hy Ky Jab Tum Daikho Koi Mairy Sahaba Ko Burra Bhala

Kah Raha Hy Tou Forun Kahoo Allah Ki Lannat Hoo Tum Per

[b]Daikhiyay Pahlay Books Thee unki Uska Asani Saay Inkar Ker Daity Thay Yay Loog Phir Audio Ka

Bhi Inkar Kiya Inhoo ny Ab Tou Video Hy Jee Agher Aap Kahain Tou Main Muhaiya Ker Daita Hoon

Shukeriya [/b]
sunny_prince2020
QUOTE
ya phir isse bidat.e.hasna (aur iss cheez per meraa imaan nahi hai .. bidat beher sourat bidat hai .. aur iss (ya isske karne walooN ko) ko aag ka samna karna hoga.

biddat deen may ijar ki gaye nai cheezon ko kehtey hain
jab k ye shuru sey muslim uma ka is baat par ijma raha hay kiun k quran may ALLAH tala nay shahaba k barey may kaha hay k may in sey razi hon
ap ko shayad pata hona chahiye k ummat ka ijma bhi deen ki aik asas hay or jis baat par ummat ka ijma ho jaye to wo deen ka hisa ban jati hay
na sirf ye bal k or bhi dosri kafi wajohat hain jo k islam ko batil bana deti hain agar in baton par iqrar na kia jaye
isi liye ye bilkul bhi biddat e hasana nahi hay bal k biddat kuch or cheez hay
*RAJA*
thanks all replys ka abhi italy pohncha houn fursaat milnyeh par mazeed likhnyeh ki try karoun gha INSHALLAH
*RAJA*
QUOTE(::Darvesh:: @ Jun 29 2008, 04:03 AM) *
Asslam o Alaikum W/R W/B,

Hairaan Honay Ki Zaroorat Nahin smile.gif

Agar Aap Kay Kiyay Gaey Tarjumay Par Yaqeen Kar Liya Jaey tau aik Giroh aisa tha, jinhain Munafiqeen kaha jaata tha - aur woh aaj bhi mauJood hain - Un Afraad kay baaray mein Qurani Aayaat Kya Kehti Hain?

Inshallah - Bukra - Masslaam smile.gif

lol

aap oun munafqeen ki list bina dain...............phair main baat karoun gha.............. kiya khiyal hai................
aap ka tarjuma kiya hai?

*RAJA*
QUOTE(Khalish @ Jun 30 2008, 02:49 AM) *
salam.gif

Baat sourah Baqara ki nahi poochi thi maiN ne. Mujhe ilm hai keh Allah SWT ne Ashaab.e.Rasool, SAW se raazi hone ka endia bar.ha diya hai.

Baat sirf yeh poochni hai keh kya hum usse imaan ki laazmi juzz maan sakte haiN? Aur zabaan se isska iqraar zaroori hai? keh hum isse 'iqraar.ro bil.lisaan wa tasdeeq o bil.qalb' ku zumre meiN shumaar karaiN? ....... ............ ya phir isse bidat.e.hasna (aur iss cheez per meraa imaan nahi hai .. bidat beher sourat bidat hai .. aur iss (ya isske karne walooN ko) ko aag ka samna karna hoga.

Ab aakhri baat, mazab aik Rasool ki parawi se tu chal sakta hai, hazarooN afraad ki nahi .. kyoN ke yeh amal divisions he paida kare ga aur kuch nahi ... nateeja aap ke saamne hai. Ashaab.e.Rasool (SAW) ne sirf aur sirf Rasool Allah SAW ki parawi ki aur falah paa gaey .. hum aisa kyoN nahi kar sakte?

Baat sourah Baqara ki nahi poochi thi maiN ne. Mujhe ilm hai keh Allah SWT ne Ashaab.e.Rasool, SAW se raazi hone ka endia bar.ha diya hai.
jab ALLAH SWT RAZI HAIN OUN (RA) SAY TU HUM KIYA HAMIN RAZI NEHI HONA CHIYEH.............
ACHA KIYA AAP SHABHA RA KO ADIL NEHI SAMJTYEH?

jin say ALLAH SWT RAZI HO OR BANDA NA HO.... ajeeb laghta hai.................
22 da way ashaab e Rasool............. aap kin ko samjtyeh hain?

Imranrana1977
ALLHAMDULILLAH . i Accepted. ALLAH hum sub ka khtima iman per kary amin.
Imranrana1977
QUOTE(::Darvesh:: @ Jun 28 2008, 08:03 AM) *
Asslam o Alaikum W/R W/B,

Hairaan Honay Ki Zaroorat Nahin smile.gif

Agar Aap Kay Kiyay Gaey Tarjumay Par Yaqeen Kar Liya Jaey tau aik Giroh aisa tha, jinhain Munafiqeen kaha jaata tha - aur woh aaj bhi mauJood hain - Un Afraad kay baaray mein Qurani Aayaat Kya Kehti Hain?

Inshallah - Bukra - Masslaam smile.gif

La- habibi. fhen bukra.. fact ko man lo habibi. weran baad may pesheman mat hona kay humt pata tah bus ankhoon may patiya lagi thi. sudher jao . icon_peace.gif

dahen khalas . INSHALLAH baki Bukra. MAeslam
*RAJA*
QUOTE(Imranrana1977 @ Jul 14 2008, 08:11 AM) *
ALLHAMDULILLAH . i Accepted. ALLAH hum sub ka khtima iman per kary amin.

ameen
Khalish
QUOTE(*RAJA* @ Jul 9 2008, 11:25 PM) *
Baat sourah Baqara ki nahi poochi thi maiN ne. Mujhe ilm hai keh Allah SWT ne Ashaab.e.Rasool, SAW se raazi hone ka endia bar.ha diya hai.
jab ALLAH SWT RAZI HAIN OUN (RA) SAY TU HUM KIYA HAMIN RAZI NEHI HONA CHIYEH.............
ACHA KIYA AAP SHABHA RA KO ADIL NEHI SAMJTYEH?

jin say ALLAH SWT RAZI HO OR BANDA NA HO.... ajeeb laghta hai.................
22 da way ashaab e Rasool............. aap kin ko samjtyeh hain?

salam.gif

Raja Bhai rose.gif meri samajh meiN nahi aata keh loog saamne ki baat ko itna ghuma phira kar kyoN bayaan.baazi meiN gumm kar deyte haiN. Meraa sawaal buhot simple hai .. Allah SWT, Usske FarishtooN, Usski Bhaji hoi kitabooN, Tamaam RasoolooN, aur Qayamat ke barpa hone aur hisaab hona tu juzv.e.imaan haiN.. Lekin aap ki post meiN Sahab.e.karaam ko bhi hisse daar bana diya gaya hai .. aur maiN ne sirf aur sirf iski tasdeeq chahi hai .. jo sirf ansaad se ho sakti hai. Aap yaqeenan mujh se behtar ilm rakhte haiN, nawaazish hogi agar iss baat ki wazahat bhi aap khud he kar daiN.
hussain mavia1
@Khalish bhai

Bhai baat ya hay k is ko jannay say pehlay Qayamat ka pehla sawal janna bhot zarori hay agar kisi k pas us ka hawala mojood ho to yahan shear karay mughay sawal to pata ha magar share is liya nahi kar raha k asal hawala nahi hay mayray pas aur bagair hawalay k baat karna munasib nahi samajhta may is tarahan k masil main.

Khalish bhai app khud thaqeeq kar lain Inshallah app ko is ka jawab bhi mil jay gaa aur masala bhi samajh aa jay gaa aasani say

Ya hamaray liya lamha'y fiqariya hay k ham aam muslims ko qabar k sawalat to maloom hain magar Qayamat ka pehla sawal hi maloom nahi hay

Jazak Allah
*RAJA*
QUOTE(Khalish @ Jul 14 2008, 02:33 PM) *
salam.gif

Raja Bhai rose.gif meri samajh meiN nahi aata keh loog saamne ki baat ko itna ghuma phira kar kyoN bayaan.baazi meiN gumm kar deyte haiN. Meraa sawaal buhot simple hai .. Allah SWT, Usske FarishtooN, Usski Bhaji hoi kitabooN, Tamaam RasoolooN, aur Qayamat ke barpa hone aur hisaab hona tu juzv.e.imaan haiN.. Lekin aap ki post meiN Sahab.e.karaam ko bhi hisse daar bana diya gaya hai .. aur maiN ne sirf aur sirf iski tasdeeq chahi hai .. jo sirf ansaad se ho sakti hai. Aap yaqeenan mujh se behtar ilm rakhte haiN, nawaazish hogi agar iss baat ki wazahat bhi aap khud he kar daiN.

baat itni ghomai pehrai wali nehi hai bhai jee oper wala imge dekh lain
iqrar ki baat ho rehi hai
hisa dar main nay nehi binaya ALLAH SWT nay binya hai (oun say razi honyeh par)
alfaz yeh hain keh main iqrar karta haoun keh shbah ra adil thyeh
kiya aap ko iss say inkar hai?
agher no tu wu naam bita dain jin ko aap adil nhei samjtyeh...........
MASHALLAH aap tu eh lay ilm main say hain tu phir itni kanjosi kiyoun?
Khalish
QUOTE(*RAJA* @ Jul 13 2008, 09:18 PM) *

baat itni ghomai pehrai wali nehi hai bhai jee oper wala imge dekh lain
iqrar ki baat ho rehi hai
hisa dar main nay nehi binaya ALLAH SWT nay binya hai (oun say razi honyeh par)
alfaz yeh hain keh main iqrar karta haoun keh shbah ra adil thyeh
kiya aap ko iss say inkar hai?
agher no tu wu naam bita dain jin ko aap adil nhei samjtyeh...........

MASHALLAH aap tu eh lay ilm main say hain tu phir itni kanjosi kiyoun?

Ji haaN mujhe iss baat ka iqraar hai.. Jin se Allah raazi hai maiN unse kis tarah bughz rakh sakta hooN?
asim10
QUOTE(Khalish @ Jul 13 2008, 09:33 PM) *
salam.gif

Lekin aap ki post meiN Sahab.e.karaam ko bhi hisse daar bana diya gaya hai .. aur maiN ne sirf aur sirf iski tasdeeq chahi hai .. jo sirf ansaad se ho sakti hai.

aik ayat pasih kar doon ,shayad app ko achee lagay .
sorah nisa ayat no 115.
asim10
ayat bhee paish kardoon.
[b]وَمَن يُشَاقِقِ ٱلرَّسُولَ مِنۢ بَعۡدِ مَا تَبَيَّنَ لَهُ ٱلۡهُدَیٰ وَيَتَّبِعۡ غَيۡرَ سَبِيلِ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ نُوَلِّهِۧ مَا تَوَلَّیٰ وَنُصۡلِهِۧ جَهَنَّمَۖ وَسَآءَتۡ مَصِيرًا﴿١١٥

پیغمبر کی مخالف کرے اور مومنوں کے رستے کے سوا اور رستے پر چلے تو جدھر وہ چلتا ہے ہم اسے ادھر ہی چلنے دیں گے اور (قیامت کے دن) جہنم میں داخل کریں گے اور وہ بری جگہ ہے <۱۱۵>[/b]
plz app say sirf yeh sawal hay kay yeh momeneen kaoun say hain jin kay rastay per chalnay ka allah hukam day raha hay . nabi akram saw nay yeh ayat kin ko sunayeee theen
Imranrana1977
Mya bata ta hoon momneen koun hien yeh woh hien jinhoon nay apni zindagi ALLAh ki raah may laga di. yani Nabi kay perokare.right. to woh kaun the woh SAHABA kram (RA) they . Dekho bahye may alim hoon na koye wali. per mery paas itna knowlege hay kay acahy ya burry hallal ya haram . paki napaki. haque aur batil ki tameez ker sakoon. jo Sahaba(RA) say bughz rakhy ga woh kattien jannat may nahi jaye ga yeh maan lo aur jaan lo. kiuoon kham kha ki bahes per lagy ho. leave it.tum log namaz perhty nahi bahes kernay ajaty ho. jo ALLAH nay ihkam batlay hien woh pura kerty ho. nahi phir idher aker dhandora pitny say faieda. baki Quran ki ayetton ka hawal to day dety ho. Quran kiya itni mamolli cheze hay kay jis per app ayet lay atty ho kay is ka kiya matlab hay. kuch chezien perhny may aur aur mafhoom may aur hotti hien .ab momneen ko tum log shiya bana do. to kiay hum maan laien gey.

last baat may wessy quetta ka rehnay wala hoon aur maery bahut say dost shiyeh hien. to mujhy bahut malooomat hein kay un kamazheb kiya hay. is liye bahes may mat perho. Pehly ALLAH (ST) kay ahkamat per aamel karo phir baat karo.
ALLAH sub ko hedayet day amin
mashaallah.gif
*RAJA*
hotti hien .ab momneen ko tum log shiya bana do. to kiay hum maan laien gey.
[b]ALLAH sub ko hedayet day amin
mashaallah.gif
last baat may wessy quetta ka rehnay wala hoon aur maery bahut say dost shiyeh hien. to mujhy bahut malooomat hein kay un kamazheb kiya hay. is liye bahes may mat perho. Pehly ALLAH (ST) kay ahkamat per aamel karo phir baat karo.
ALLAH sub ko hedayet day amin[/b] mashaallah.gif
[/quote]

ALLAH sub ko hedayet day amin mashaallah.gif ameen
::Darvesh::
QUOTE(Imranrana1977 @ Jul 13 2008, 02:15 PM) *
La- habibi. fhen bukra.. fact ko man lo habibi. weran baad may pesheman mat hona kay humt pata tah bus ankhoon may patiya lagi thi. sudher jao . icon_peace.gif

dahen khalas . INSHALLAH baki Bukra. MAeslam

Aap ki Naseehat ka bay-had Shukariya. aap say meray baabat aur mujh say aap kay mutalliq hargiz hargiz Sawaal Nahin Hoga, Lehaza Aap Apni Fikar Karien, Har Insaan Apnay Kiyay Ka Khud Zimmay Daar Hay.

Aur Khuda Jin say Raazi Ho? mein ya aap UNN kay muttaliq jo marzi raey rakhien - hamari raey ki koi hesiyat nahin. Aur jo shakhs Nabi (SAWAW) ki Aulad (jo k Sahabi (RA) bhi Hain) Say bughaz rakhay, ham aisay shakhs ka naam lena gawara nahin kartay.

Tau Aap kay kahay kay mutaabiq, Imam Hussain (RA), Imam Hassan (RA) Sahaba mein shumaar hotay hain - Aur Jo Shakhs Hasnain Kareemain (RA) say bughaz rakhay woh musalmaan nahin ho sakta.

Faisala Qaari par chorh diya jaata hay. mein nay jo kehna tha woh Bain as-Satoor maujood hay.

Ya Rab Dil e Muslim ko Phir "Deeda e Beena" Day..

Imranrana1977
QUOTE(::Darvesh:: @ Jul 20 2008, 11:48 AM) *

kon kambhakhet hazerat husain (RA) hassan (RA) per bhughz kerta hay us ki ankhin andhi ho jaye jo eisa kary. woh jannet kay nojwano kay serdar hien. humari yeh jasaret kay hum un say bughz rakhine. is say pehly esa kary meri zuban cut jaye. eik baat aur zara Aal ka matlab batana aur yeh batana kay AAL baap kitaref say hotu hay ya Maa ki taref say, yeh confusion mujh ko kahye jaraha hay kay nabi pak (PBUH) ka beta nahi tah to AAl ka matlab samjh nahi lagi. any way yeh to mohadaseen hi bata saky gey app zara batao. thumbsdown_anim.gif
sisaktey lab
QUOTE(Imranrana1977 @ Jul 20 2008, 02:02 PM) *

nabi ki waris un ki beti bibi janab e FATIMA ZEHRA THI SARAA WIRSA UN KA HAIN ISEE TERHAN UN KI ALL NABIH KI ALL HOI
sisaktey lab
BUGZ - AHLIBAYT TUM KO GHUMRAH KER RAHA HAI KAI CHOOTI CHOOTI BAAT KHUD NAHI SAMJH PAA RAHY HOO
Imranrana1977
QUOTE(sisaktey lab @ Jul 20 2008, 12:17 PM) *
nabi ki waris un ki beti bibi janab e FATIMA ZEHRA THI SARAA WIRSA UN KA HAIN ISEE TERHAN UN KI ALL NABIH KI ALL HOI

but yahan to baap kay name say aal chalti hay jessy ager kiss ka eik hi beti ho to woh nasel nahi chalti kiuoon kay nassel to betto say cahli gi. any way yeh lambi bahes hay. is ka jawab Ulima kram day sakty hien. tum log ratti ratayee baat kerty ho. akkel say nahi sochty is liye tum say baat kerna bhense kay agy been bajany kay mutradif hay
Dash|ng^^Pr|nc3^^
QUOTE(::Darvesh:: @ Jul 20 2008, 01:48 PM) *
Aap ki Naseehat ka bay-had Shukariya. aap say meray baabat aur mujh say aap kay mutalliq hargiz hargiz Sawaal Nahin Hoga, Lehaza Aap Apni Fikar Karien, Har Insaan Apnay Kiyay Ka Khud Zimmay Daar Hay.

Aur Khuda Jin say Raazi Ho? mein ya aap UNN kay muttaliq jo marzi raey rakhien - hamari raey ki koi hesiyat nahin. Aur jo shakhs Nabi (SAWAW) ki Aulad (jo k Sahabi (RA) bhi Hain) Say bughaz rakhay, ham aisay shakhs ka naam lena gawara nahin kartay.

Tau Aap kay kahay kay mutaabiq, Imam Hussain (RA), Imam Hassan (RA) Sahaba mein shumaar hotay hain - Aur Jo Shakhs Hasnain Kareemain (RA) say bughaz rakhay woh musalmaan nahin ho sakta.

Faisala Qaari par chorh diya jaata hay. mein nay jo kehna tha woh Bain as-Satoor maujood hay.

Ya Rab Dil e Muslim ko Phir "Deeda e Beena" Day..

kash is forum p sab logh aisay hotay

great post and awesome reply

JAZAKALLAH
asim10

sisktay lab tum loog ya to pagal hoo ya allah nay shia ko aqal naam ke kowee cheez nahin dee.
tum kehtay hoo.

CODE
nabi ki waris un ki beti bibi janab e FATIMA ZEHRA THI SARAA WIRSA UN KA HAIN ISEE TERHAN UN KI ALL NABIH KI ALL HOI

to sydna ali rz ke kowee all aoulad na thee is ka matlab to yeh howa.
kiuon kay all to chlatee hay mard say aourat say nahin. yeh to tum logon nay naiya qanoon bana dalla.to phir yeh bataoo.tumharay baqee imam is qanoor ke roo say tumharay imamoon ke biwioon kay bapoon ke aoulad howay tumharay imamoon kay nahin. phir unhain allay rasool saw kiuon kehtay hoo.
CODE
BUGZ - AHLIBAYT TUM KO GHUMRAH KER RAHA HAI KAI CHOOTI CHOOTI BAAT KHUD NAHI SAMJH PAA RAHY HOO

humain aour ahlay bat rasool saw say bughz.lol , kiya ilzam lagaya hay.
oh buhgz to tum log rakhtay haoo ahla bait aiy rasool saw yani AZWAJAY RASOOL SAW ,ummahat al momeenen say.kiuonkay ahlay bait to ghar waloon ko kehtay hain aour nabi akram saw ke ghar waliyan un ke biwiyan theen sydna ali ke aouald nahin.
*RAJA*
QUOTE(::Darvesh:: @ Jul 21 2008, 07:48 AM) *
Aap ki Naseehat ka bay-had Shukariya. aap say meray baabat aur mujh say aap kay mutalliq hargiz hargiz Sawaal Nahin Hoga, Lehaza Aap Apni Fikar Karien, Har Insaan Apnay Kiyay Ka Khud Zimmay Daar Hay.

Aur Khuda Jin say Raazi Ho? mein ya aap UNN kay muttaliq jo marzi raey rakhien - hamari raey ki koi hesiyat nahin. Aur jo shakhs Nabi (SAWAW) ki Aulad (jo k Sahabi (RA) bhi Hain) Say bughaz rakhay, ham aisay shakhs ka naam lena gawara nahin kartay.

Tau Aap kay kahay kay mutaabiq, Imam Hussain (RA), Imam Hassan (RA) Sahaba mein shumaar hotay hain - Aur Jo Shakhs Hasnain Kareemain (RA) say bughaz rakhay woh musalmaan nahin ho sakta.

Faisala Qaari par chorh diya jaata hay. mein nay jo kehna tha woh Bain as-Satoor maujood hay.

Ya Rab Dil e Muslim ko Phir "Deeda e Beena" Day..

ju marzi? tuba hai.................. ALLAH SWT ki baat baat ....or hum ju marzi keh dain? ju marzi raey rakhain?
or jin kay hath par imam bait karin kiay wu bhi bughaz waloun main shumar houn ghain?
kiya h.abu baker r.a h omer ra h osman ra bughaz waloun main shumar hain? (aap kay nazdeek)
sisaktey lab
QUOTE(asim10 @ Jul 21 2008, 01:04 AM) *
sisktay lab tum loog ya to pagal hoo ya allah nay shia ko aqal naam ke kowee cheez nahin dee.
tum kehtay hoo.

CODE
nabi ki waris un ki beti bibi janab e FATIMA ZEHRA THI SARAA WIRSA UN KA HAIN ISEE TERHAN UN KI ALL NABIH KI ALL HOI

to sydna ali rz ke kowee all aoulad na thee is ka matlab to yeh howa.
kiuon kay all to chlatee hay mard say aourat say nahin. yeh to tum logon nay naiya qanoon bana dalla.to phir yeh bataoo.tumharay baqee imam is qanoor ke roo say tumharay imamoon ke biwioon kay bapoon ke aoulad howay tumharay imamoon kay nahin. phir unhain allay rasool saw kiuon kehtay hoo.
CODE
BUGZ - AHLIBAYT TUM KO GHUMRAH KER RAHA HAI KAI CHOOTI CHOOTI BAAT KHUD NAHI SAMJH PAA RAHY HOO

humain aour ahlay bat rasool saw say bughz.lol , kiya ilzam lagaya hay.
oh buhgz to tum log rakhtay haoo ahla bait aiy rasool saw yani AZWAJAY RASOOL SAW ,ummahat al momeenen say.kiuonkay ahlay bait to ghar waloon ko kehtay hain aour nabi akram saw ke ghar waliyan un ke biwiyan theen sydna ali ke aouald nahin.

AKAL KAI ANDAY HO gey TUM KHUD BUGHZ E ALI REKHNAY WALOO
BAQII IMAMOO KAI KOI IS TERHEN KI NOBAT NAHI AYEE KAI KISEE BHI IMAM KI KOI AKLOOTI AULAD NAHI THI JIS KA WIRSA US KAI BAP KO JATA

AB WAPIS KEHTA HOON TUM LOOG BUGZ E PANJTAN MAI PAGLE HOO GAYE HOO
*RAJA*
QUOTE(sisaktey lab @ Jul 21 2008, 10:59 PM) *
AKAL KAI ANDAY HO gey TUM KHUD BUGHZ E ALI REKHNAY WALOO
BAQII IMAMOO KAI KOI IS TERHEN KI NOBAT NAHI AYEE KAI KISEE BHI IMAM KI KOI AKLOOTI AULAD NAHI THI JIS KA WIRSA US KAI BAP KO JATA

AB WAPIS KEHTA HOON TUM LOOG BUGZ E PANJTAN MAI PAGLE HOO GAYE HOO

jinab bughaz ka mutalib kiay hai asan urdu main?
plz bita dain?
Imranrana1977
in ki soyee bus eik jaga atki hay. akkel kay andhy hum hazarat ali (RA) hazret fatima(RA) hazrat husain (RA) hassen(RA) per bughz nahi kerty humari zuban cut jaye ager bughz karein.
ab tum jawab do bahgan nahi. tum log kiuoon bughz rakhty ho baki sahaba say.. aaj is ka jawab dena ok. ab yeh na kerna koyee page scan ker kaydkeho kay falan nay yeh likha aaj answer do. dkehty hay bhagora kaun hay breakface1.gif
khaiber
QUOTE(Imranrana1977 @ Jul 21 2008, 11:44 AM) *
in ki soyee bus eik jaga atki hay. akkel kay andhy hum hazarat ali (RA) hazret fatima(RA) hazrat husain (RA) hassen(RA) per bughz nahi kerty humari zuban cut jaye ager bughz karein.
ab tum jawab do bahgan nahi. tum log kiuoon bughz rakhty ho baki sahaba say.. aaj is ka jawab dena ok. ab yeh na kerna koyee page scan ker kaydkeho kay falan nay yeh likha aaj answer do. dkehty hay bhagora kaun hay breakface1.gif

wese to shehzada salman ki ek post main ap ki baat ka boht hi umdah jawab mojood hay
chalain ab meri zabani sunain

ye ap logon ki boht bari ghalat fehmi hay k shia ashab e rasool(saw) ko nahi mantay - boht afsos hota hay istarhan k ilzamat sun kar

Deen e islam hamesha mohtaj rahay ga ashab e rasool(saw) ki qurbaniyon ka beshak!!
boht hi azeem tareen qurbaniyan hain
beharul ahmed vol-1 is main parhain jo zulm hazrat e abuzar nay sahay hain ishq ahmed(saw) main

lekin shia aqeeday k mutabiq kuch ashab jhootay bhi thay jo sirf pesa bana nay k liyen islam laye thay
hum unhain nahi mantay

ab ap se ek sawal
ap saray ashab ko hujjat kiun mantay hain ??
jab k Allah Tala farmatay hain "aye habib(saw) dekho tumharay pas bethnay walay sab momin nahi hain in main say kuch munafiq bhi hain"
Imranrana1977
Aap yeh name lena pasend karein gey kay konsay ashab-e -rasool (RA) hien jo app ki nazer may sahi nahi.
mery Nabi pak (PBUH) nay yeh bhi irshad fermaya tha kay meray sahba sitaroon kay manind hien kisis ki bhi chyeh perwi ker lo. sary woh jo akhri haj may mojood thy .
asim10
[quote name='sisaktey lab' date='Jul 21 2008, 05:59 AM' post='2984190']
CODE
AKAL KAI ANDAY HO gey TUM KHUD BUGHZ E ALI REKHNAY WALOO

agar tum loog tameez say baat karoo ghay to hum bhee tameez say baat karain ghay,agar tum loog bad ekhlakee karoo ghay to hum say ekhlaq ka tawaqoo fazool hay.
aour rahee bughz ali to un logoon ko tha jinhoon nay ali rz kay baitay sydna hussain rz ko shaheed kiya aour phir ronay bhee lagay aour ajj bhee her saal mohram main rotay hee rehtay hain.
CODE
BAQII IMAMOO KAI KOI IS TERHEN KI NOBAT NAHI AYEE KAI  KISEE BHI IMAM KI KOI AKLOOTI  AULAD NAHI THI  JIS KA WIRSA US KAI BAP KO JATA

mairee tehreer phir parhoo aour samjh kar jawab doo.

CODE
AB WAPIS KEHTA HOON TUM LOOG BUGZ E PANJTAN MAI PAGLE HOO GAYE HOO

yeh panjtan kiya hota hay , kahan hota hay ,yeh istelah quran o hadith say dekha doo.aour plz yeh bhee bata doo kay agar yeh panch tan he pak hain to phir tumharay baqee kay imam napak howay. sahih kaha ya ghalt .yeh baat main nay tumharay aqeeday kay mutabiq kahee.ghasa na karna

asim10
[quote name='khaiber' date='Jul 21 2008, 04:04 PM' post='2984859']

CODE
ye ap logon ki boht bari ghalat fehmi hay k shia ashab e rasool(saw) ko nahi mantay - boht afsos hota hay istarhan k ilzamat sun kar

aik he post main doo batain .munafaqat ke enteha.zara line no 4 bhee tum nay hee likhi hay.

CODE
beharul ahmed vol-1 is main parhain jo zulm hazrat e abuzar nay sahay hain ishq ahmed(saw) main

sirf abu zar rz ke qurbani kee misal kiuon dee.aour bhool gaiya.

CODE
lekin shia aqeeday k mutabiq kuch ashab jhootay bhi thay jo sirf pesa bana nay k liyen islam laye thay
hum unhain nahi mantay

is per sirf aik he baat likhoon gha.
hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha
hahahahahahahahahaha

uf hans hans kar pait dukhnay laga.kayee 100 saloon baad kowee lateefaa sunna.buhat khoob.yaar khaibar tum kisi stage per perform kiuon nahin kartay.buhat paisay bana oo ghay. aour waisay bhee kanjar our kanjriayan jo is stage ke field main sub shia hee to hain.

CODE
[b]ab ap se ek sawal
ap saray ashab ko hujjat kiun mantay hain ??
jab k Allah Tala farmatay hain "aye habib(saw) dekho tumharay pas bethnay walay sab momin nahi hain in main say kuch munafiq bhi hain"[/b]

zara ayat to ref to doo.main bhee to dekhoon yeh ayat quran main kahan say aa gayee .kaheen 12wain imam kay quran say to nahin lee.jo woh ghaar main lai kar gaiya howay hain.
Imranrana1977
icon_peace.gif wakye asim bahyee mujh ko bahi bahut hansi arahi hay .out of control ho gaya hoon icon_peace.gif icon_peace.gif icon_peace.gif
khaiber
QUOTE(khaiber @ Jul 21 2008, 03:04 PM) *
wese to shehzada salman ki ek post main ap ki baat ka boht hi umdah jawab mojood hay
chalain ab meri zabani sunain

ye ap logon ki boht bari ghalat fehmi hay k shia ashab e rasool(saw) ko nahi mantay - boht afsos hota hay istarhan k ilzamat sun kar

Deen e islam hamesha mohtaj rahay ga ashab e rasool(saw) ki qurbaniyon ka beshak!!
boht hi azeem tareen qurbaniyan hain
beharul ahmed vol-1 is main parhain jo zulm hazrat e abuzar nay sahay hain ishq ahmed(saw) main

lekin shia aqeeday k mutabiq kuch ashab jhootay bhi thay jo sirf pesa bana nay k liyen islam laye thay
hum unhain nahi mantay

ab ap se ek sawal
ap saray ashab ko hujjat kiun mantay hain ??
jab k Allah Tala farmatay hain "aye habib(saw) dekho tumharay pas bethnay walay sab momin nahi hain in main say kuch munafiq bhi hain"

mere is sawal ka jawab nahi diya ap nay - or ulta mujhko block karwanay ki sazishain kar rahay hain :(
Imranrana1977
dya to diya hay us nay badame nahi kahata kiya yadsasht kamzore hay kiya poster_oops.gif
khaiber
QUOTE(*RAJA* @ Jul 21 2008, 05:28 AM) *
jinab bughaz ka mutalib kiay hai asan urdu main?
plz bita dain?

bughz ka matlab wahabiyat
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.