QUOTE(Ghazal khushboo @ Jun 23 2008, 11:13 PM)

JAZAAK ALLAH

Bro apki post achi hay lekin humko edit kerna perry hay

plz kisi dusray FORUM ka naam likha hua nahi hona chahiye page mein..
ye allowed nahi hay.. umeed hay ap ainda iss baat ka khayal rekhaingay .
buhut shukriya
khush rahiye Amin
THX
Main Mazrat Chata Hoon Mujhay Pata Tu Tha Dehaan Nahi Dea Tha
InshahAllah Next Time Khiyal Karonga
serf 1 baat yeh bata dayin k mailings groups ka naam chalayga kiuon k meray pass bohat articalz hain or sab apni source
k sath hain sab say hata na mushkil hai or sab MashahAllah Say Islahi hain App sabko pasand bhi ayngay or koe Ikhtilafi masla
bhi unsay nahi hoga InshahAllah ...
again thx
App bhi khush rahayin JazakAllah
wsalam