QUOTE(Aawaz @ Jun 23 2008, 08:12 PM)

jee nahiii BG nay fehal meray Ghar phe hamlaa kiya hova hai
our is ko Resturant samjhtay havay our mujhay Waitress banatay hovay kuBhi Chai laho kubhi pani lahoo ki AawazaiN laGa rahi haiN
likin jatay waQat maiN bhi Billl iN ky haath maiN thamadooN Giiiiii
aaray ap UK maiN haiN tu wo aik GTG ka hal jo apnay likha hai FG maiN woooooooooooooooooooo
Tihami jee
darasal apki behan awaaz jee ki tubiyut theek nahen hi
khana pakatey pakate kuch ziyada he pak gaien hein
opar se aap sab bahiyoon ko yaad ker k mujhe pareshaan kar rakha hi
aur samjhay hi zara sabar se kaam lijye
apk sab BHA'IE a'atey hee hoon ge
reply sheply kerne magar wo sunti kahaan hein
M S RAZA SAHAB
Khalish jee,MJB(mohan jago bhi),Master jee, Ali sahab Zaheer Sahab
aur the well known Badshah salamut