QUOTE(shehzada salman @ Jun 24 2008, 02:46 PM)

ji Sir i m here now
A'Salam
Ameer ul Momineen(as) Ali ibn e abi talib Allah tala ki taraf say banaye gaye allah k wali hen, rasool allah(saw) k bad un k wasi hain
or musalmanon k pehlay khalifa jinhon nay kabhi kisi ghair e masoom k hath per bayet nahi ki...
or tum rasool allah(saw) k ghadeeri hokum ko nahi mantay ho?
Ye pura waqea pehlay bhi bayan kar chukka hon k post main
Ab sirf refrences
Sahih Bukhari vol.9 no.329
Bukhari volume 5, Book 59 Number 637
Rasool Allah said “jis jis ka main mola hon aj say us ka ali(as) bhi mola hay”
Or tumhari kitabon sae sabit hay k jis ne us din nahi mana us per allah ka azab nazil hua
ap logon ko kuch shiyion se ghalat fehmiyan wahabiyat k fasad ki wajah se hain k shia hazrat ashab e rasool(saw) ko nahi mantay jab k aisa har giz nahi hay...
hamain tareekh main milta hay k kuch logon ne pesa kamanay or takht o taj hasil karne k liyen islam qabool kiya tha hum un ko nahi mantay jab k wo log bhi ashab e rasool(saw) main atay hain
hum un ka naam lekar unhen bura nahi kehna chahtay kiun k kam ilmi ki wajah say jin logon k dilon main un ki mohabbatain beth gayee hen un ka bhi dil na dukhay or is amal ko shia TAQAYYA kehtay hain jo QURAN se sabhit hay
sir agar aap ne merey sawal ka jawab diya hey,,, tu mujhey nihayat afsos ke sath kahna parta hey ke mujhey apney sawal ka jawab kahin nazar nahin aya
i repeat
ke Hazrat Ali RZA ne Hazrat Umar RZA ki khilafat kion qabool ki,,, unkey hath pe kion bait ki,,,,, mazeed jo kuch batain
CODE
tu phir Hazrat Ali RZA ne inko apna ameer mantey huey bait kion ki,,,,,,kion 10 saal ke dour-e-khilafat main Hazrat Umar RZA ki itta'at ki,,,,,,,,,Hazrat Ali RZA jo Haider they,,,,, Ilm ka Darwaza they,,,,, Hussain AS ke walid they,,,,,,,,, Unhon ne inkaar kion na kiya,,,,, baghawat kion na ki,,,,,, kafir ke khilaf jihad kion na kiya
Agar Hazrat Ali RZA jaisa aalim Hazrat Umar ko momin aur ameer mantey they,,,, tu ham jaisey kam-aqal logon ki kya majal,,,, jo kissi sahabi ke imaan pe ungli utha sakain
isko ghor se parh ke to the point jawab dain,,,,,, agar aap to the point jawab na de sakey,,,,, tu main aap ko logical jawab de doon ga,,,,, jo sheeshey ki taraf aar paar dikhey ga,,,,, lekin uskey baad aap ko manna ho ga,,,, kion ke aap apni baat clear kerney main nakam ho chukey hoon gey