apko patah hai kuch ko patah hoga n kuch ko nahi Apne Silent Scream aik adad biwi waale ho gaye hain g haan ajj unki shaadi thi gud news na chalo abb jis jis ko woh yaad hain u ki khushiyun k lye dua kar do
Airy_Princess
Jun 26 2008, 12:50 AM
mera sar dukh raha hai n koi image nahi mill raha hai u log koi laga do plj
CoOl LeO
Jun 26 2008, 01:52 AM
Bohot bohot mubarak ho bhai Allah U ko or hamari bhabhi ko bohot khush rakhay
Chhuwaray he baant do bhai HC mein shaadi mein nahi bulaya hai to
Forever Green
Jun 26 2008, 02:17 AM
awwwwwwwwwwww Badya Badyan Mubarkan Jeee
Ye rahi Pic Shadi ki
*Life*
Jun 26 2008, 08:49 AM
bhout bhout Mubaraka
aaminah
Jun 26 2008, 08:56 AM
wow...good news...Happy Marriage Congratulations SS
Noreena
Jun 27 2008, 10:22 AM
Congratulations...
wish u both a happy Life ahead !!!
Kashif
Jun 27 2008, 09:56 PM
QUOTE(Airy_Princess @ Jun 26 2008, 12:47 AM)
Salamzzzzzz n hizzzzzzzz
apko patah hai kuch ko patah hoga n kuch ko nahi Apne Silent Scream aik adad biwi waale ho gaye hain g haan ajj unki shaadi thi gud news na chalo abb jis jis ko woh yaad hain u ki khushiyun k lye dua kar do
aray waqai
bohat mubarak ho janab Silent Scream sahib khush rahein
Perplexed Soul
Jun 28 2008, 01:24 AM
Mubarak ho bhai
mera shaadi main jana bhi hua tha bhai bhabhi dono hi bohat ache lag rahe thay aik saath.
Allah karay hamesha khush rahain dono, Aameen.
Perplexed Soul
Jun 28 2008, 01:25 AM
QUOTE(Forever Green @ Jun 26 2008, 02:17 AM)
awwwwwwwwwwww Badya Badyan Mubarkan Jeee
Ye rahi Pic Shadi ki
main shaadi main gaya tha, sachi yeh dono to nahin hain bhai bhabhi
miss_abbasi
Jun 28 2008, 05:10 AM
Silent Scream Wishing You A Very Happy Married Life
*DhanaK*
Jun 28 2008, 06:40 AM
bilkul yaad hain silent scream ham sab ko aur ham sab dili duaaon ke saath behtareen mubarakbaad bhi pesh kartay hain aur ham chahtay hain chahtay naheen demand kartay hain ke woh khud yahan aakr mmubarakbaad lein
AP thankyou
aur yeh sar kyun dukh raha hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 28 2008, 07:29 AM
Bahot Bahot Mubarak Ho Imran Bhai
*DhanaK*
Jun 28 2008, 05:46 PM
QUOTE(Kamli @ Jun 28 2008, 02:29 AM)
Bahot Bahot Mubarak Ho Imran Bhai
ek to sab ko real naam kaisay pata hotay hain i am always pleasantly surprised
ziddi
Jun 30 2008, 12:09 PM
Bohat Bohat Mubarak Ho SS...
Kanch k1 gur1a
Jun 30 2008, 02:41 PM
Congrats SS.. have a happy married life ahead !!!
Masoom_Pari
Jul 1 2008, 02:29 PM
haye suchi
Wowwwwwwww
pehlay se kyon nahi bataya
tenha_saima
Jul 8 2008, 08:52 PM
aur ab ap k liye aik achi recipe ... MAKE SURE U FOLLOW IT !
hamzaad
Jul 8 2008, 11:40 PM
lahory bacha
Jul 9 2008, 02:26 AM
oooooooo waah g wahhhhhhhhhhh bhai jaan aap ko bohat wadian wadian mubarkaan janab g
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.