QUOTE(Gambler1 @ Jun 27 2008, 11:38 PM)

Mere Request Hai Admin Say K Esko Bann Kia Jayy Or Eski Yeh Ghaleez Post Delete
Ki Jay Foran Humnay Ajj Tak HulChul Pay Un Logoon K Leyh Bhi Yeh Zuban Istimal Nahi Ki Jin Pay Kuffer K Fatway Hain Na HC
Ka Yeh Meyaar Hai K Yahaan Yeh Zuban Istimal Ki Jay Main Esko Family Forum Sumhajta Hoon Jessa K yeh App Hazraat Nay
Abb Tak Manage Kar K Rakha Hoa Hai I Hope Es Pay Foran Action Leya Jayga Warna Main Bhi Apnay Akabir K Oper Istimal
Honay Wali Yeh Zuban Ka Jawab Donga Or Es Say Bhi Buri Batamezi K sath Jo K Acha Amal nahi Na Osko Koe Pasand Karayga
Mager Main Majboor Honga Aysa Karnay Pay
yeah open forum hey,,, aur sab ko apna point of view paish kerney ki ijazat hey,,,, lekin galam galuch ki nahin,,,, agar abb inhoon ne ya kissi ne bhi ghair mohazabana language use ki,,,, tu phir hamain sakht action laina parey ga
agar koi ghalat language use kerta hey,,, tu usko rokna hamara kaam hey,,,, aur agar aap jawaban aisa kertey hain,,,, tu aap bhi barabar ke qasoorwar tharaye jain ge
jahan tak apkey ulema ki baat hey,,,, agar koi unki ghalti point out kerta hey,,,, tu aap ussey logically ghalat sabit karain,,, ya apney ulema ki ghalti tasleem karain