aj kal jaisa keh ASIA cup ho raha hai Pakistan main or cricket zoron per hai
Pakistani team keh taqreeban sab main players hi unfit hin jaisa Shoib akhter , Asif, Umar Gull, Shoib malik
in sab ki kami pori kerna keh lia talented or match wining players chahin Pakistan ko , is lia main na VIKCY DAR na Death Angel or cool leo na faisla kia hai keh Pakistani team ko apni khidmat sa nawazain or Pakistan ki cricket ko phir bulandion per la jain
ap ki dua chahia thi bas or apni well wishes dain humain yahan
or ap yeh bhi batain keh humara team join kerna sa kya changes ayen gi team main
kya humain bhi tamater or anday per sakta hain
kya hum bhi hero ban sakta hain