Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Dulhan Ka Mizaaj Pehchaaniye....
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
FATIMA4U
Dulhan ka Mizaaj Pehchaaniye.... thumbsdown_anim.gif

JANUARY.....Januray ki dulhan husband ki choti moti galtiyoon ko maaf ker daiti hai

FEBRURAY.....Februray ki dulhan husband k haalaat mai qabil-e-aitmaad saathi hotee hai

MARCH.....March ki dulhan husband ko gher ka haqeeqi sarbarah samjhtee hai

APRIL.....April mai dulhan bannay wali larkiyaan husband ki zindagi badal daiti hain

MAY....May mai dulhan bannay wali larkiyoon ko jald ghussa naheen aata

JUNE.....June ki dulhan ka gher khoobsortee, garamjoshee aur udaasi ka mixture hota hai

JULY.....July ki dulhan ka mizaaj badalta rehta hai

AUGUST.....August ki dulhan ko apni khoobsortee ka mukammal ehsaas hota hai

SEPTEMBER.....September ki dulhan apnay husband k saath kisi bhee jagah khush reh saktee hai

OCTOBER.....October mai dulhan bannay wali larkiyoon mai gair-mamooly kashish hotee hai

NOVEMBER.....Nobember ki dulhan mohabbat se husband ko apna ghulam bana laitee hai

DECEMBER......December ki dulhan husband ki taraqqi mai aham(important) kirdaar aada kertee hai
Abu Adnan
lekin aik saath 12 dulhanoun ko bandah kaisay alag alag pahchaanay... waisay bhi islam maiN aik waqt maiN 4 say zeyadah dulhaan allowed naheeN. E21.gif mazaq bar.taraf 'immigrant' k mizaaj ko pahchaannay ki zaroorat kissay hoti hai krakrani.gif yeh to immigrant (one who migrates from maika to susraal) ki zaroorat hoti hai k woh local settlers k mizaaj ko pahchaan kar onkay saath rahnay basnay ki sa'ee karay. icon_peace.gif
FATIMA4U
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 28 2008, 01:08 PM) *

hye -o-rabba .......... : breakface1.gif ............aik sath 12 logon se 0-22_yikes.gif aik nahin sanbhaltii .. poster_oops.gif ...hara-raa-raa..............anyways aacha reply hai .. wah.gif ..yeah app ki mostly posts+rply mein focus lerkie he kuyn hotti hai sir! means aurat .......app uss ko her rply mein vacharii kuyn bana dete ho means tayaagi .....her terha ka compromise sub kuch ussi k liey reh gaya hai .kuyn?....Islam mein tow both have equality .....n equal ressponsibilties.............ager lerkie ko settle hona hota hai tow settlement tow 2no taraf se hotti hai wernaa ghar border bun jata hai .... bel.gif ....ahum ahum ... scrt.gif ......AURAT ko sinf-e-nazuk kuyn kaha jata hai aur merd ko nahin ?...zara elborate ker dijye iss point ko ....

Aik larki ki jab shaadi hoti hai
Pahlay Babul ki woh izat thi
Aab sasural ki zeenat banti hai
Aik larki ki jab shaadi hoti hai
Poranay rishtay chor char kay
Nay rishtay woh apnati hai
Aik larki ki jab shaadi hoti hai
Babul ka angan sona kar kay
Pia ka angan woh mahkati hai
Aik larki ki jab shaadi hoti hai
Khoshian apni tiagh kar woh
Pia ka har sokh dokh apnati hai
Abu Adnan
QUOTE(FATIMA4U @ Jun 28 2008, 01:28 PM) *

aap ki dounouN bataiN duust haiN ..... E9.gif E9.gif yeh bhi k maiN zeyadah tar bhashan sinfay naazuk hi ko karta houN.... aur yeh bhi k islamic point of view say dounouN barabar k zimmah daar hain to sari compromise laRki hi kiyouN karay.... icon_peace.gif abhi kisi post maiN, maiN nay likha tha k ghussa youN to haraam hai... mard ka ghussa bhi haraam hai aur aurat ka bhi... lekin dounouN ghussa maiN aik baareek saa faraq bhi hai... marda ka ghussa QATAL k motaradaf hai to aurat ka ghuissa KHUD.KASHI k motaradaf.... krakrani.gif

dounouN soortouN maiN nuqsaan (dunyaa maiN) aurat ko hi hota hai... lehaza agar aurat yeh chaahay k dunyaa maiN bhi oska nuqsaan nah ho to woh nah khud ghussa karay aur nah yeh moqah faraham karay k oska shauhar osspay ghussa karay..... agar dunyaa ki fikar nahi to bay.shak apnay shauhar k moqaablay maiN dunyaa k boxing-ring maiN kood paray... woh agar zulm ka aik punch maaray to yeh bhi aik punch maaray ... Allah k nazdeeq to bay.shak yeh gunaah.gaar nah hogi aur wahaaN yaqeenan mard hi apnay zulm ki wajah say maaraa jaayega... magar dunya k boxing-ring maiN iska naak naqshah to bigaR hi jayega... mard ko punch par punch maar kar bhi aurat mard ka nasha nahi bigaaR sakti

moral of the story yeh hai k mard vs aurat main dunyawi zeyadah nuqsaan aurat hi ka hai... lehaza aurat nah to khud larayee main pesh qadmi karay ... aur agar mard pesh.qadmi karay bhi to woh akhaRay maiN nah otray.. just apnay zaati mafaad maiN....... lekin bil.amoom yeh bataiN females ko oss waqt samajh aati haiN jab paani satr say ooNcha hochuka hota hai.... tab pachtaye kia howat jab mowaa mard E21.gif chug. gaya khait
icon_peace.gif
FATIMA4U
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 28 2008, 03:38 PM) *

actually mein ne app se ek question puchaa thaa ....app skip ker gaye hein keh Aurat ko sinf-e-nazuk kuyn kaha jata hai /?...........n one more question ...... in western world n no doubt now-a-days ....aurat ko show piece bana ker kuyn paish kyaa jaa raha hai aur merd ko ghasib.....aurat k haqooq kaa ?......................aurat ko kuyn yeah baar-awar kerwaya jaa raha hai through different media k merd aurat k haqooq/women rights kaa ghasib hai .....n Islam ko hathyer k tor per iss context mein use kya ja raha hai k bejaa pabndian hein n etc ...
Abu Adnan
QUOTE(FATIMA4U @ Jun 28 2008, 05:09 PM) *
actually mein ne app se ek question puchaa thaa ....app skip ker gaye hein keh 1.Aurat ko sinf-e-nazuk kuyn kaha jata hai /?...........n one more question ...... in western world n no doubt now-a-days ....2.aurat ko show piece bana ker kuyn paish kyaa jaa raha hai aur merd ko ghasib.....aurat k haqooq kaa ?......................aurat ko kuyn yeah baar-awar kerwaya jaa raha hai through different media k merd aurat k haqooq/women rights kaa ghasib hai .....n Islam ko hathyer k tor per iss context mein use kya ja raha hai k bejaa pabndian hein n etc ...

1. iss liyeh k aurat naazuk hai krakrani.gif khoob.soorat, qeemti aur naazuk cheezouN par yeh label lagaa aap nay nahi dekha k ... Fragile-handle wid care... issi liyeh Allah k Nabi saw nay khawateen ko aab.geenay say tashbeeh dee hai.... jaisay meer anees kahta hai... anees Thes nah lag jaye aab.geenouN ko.... aurat physically bhi aur jazbaati taur par bhi naazuk hoti hai as compare to qawee aur DheeT mardouN k E21.gif issi liyeh inhaiN sinfay naazuk kaha jata hai.

2. west ki mostly (so called) taraqqi... kamaayee ... ka daaro madaar aurat aur oskay husn par mabni "beauty industry" k gird ghoomti hai. wahaaN sab say zeyadah farokht honay waali shaii directly or indirectly aurat hi hai. aap west /europe ki ma'ee'shat say aurat aur oskay husn ko nikaal bahar karaiN to woh dobarah "dark age" maiN chalay jayengay. (wazah ho k yeh dark age europe k liyeh thaa muslim world oss waqt bhi taraqqi yaaftah thee.)

aurat fitree taur par ghar ki chahaar deewaari maiN 4 aqsaam k mardouN (baap, bhai, shauher, beTay) k mazboot aur mahfooz hisaar maiN paaye jati hai ... lehaza jo log 'beauty industry' k maalikaan hain onkay liyeh khaam-maal ki supply ka wahid tareeqah yeh hai k aurat ko in 4 aqsaam k mazboot aur mahfooz hisaar say bahar nikala jaye aur aazaadi.ay niswaaN ka naraa lagaya jaye. europe ki senati taraqqi k aghaaz hi say yeh naraa laga kar aurat ko ghar ki zeenat k mansab say nikaal kar kaarkhanay ki bhatti maiN jhonk dia gayaa... phir onkay liyeh attractive art-n-culture jaisi industry banayee gayee jahaaN females ki khapat bhi hai aur kamaayee bhi........ aaj pooray world maiN aurtouN ka sab say zeyadah istehsaal show biz ki dunyaa maiN hota hai aur jo husn iskay bawajood 'easily' iss jaal maiN nahi aatay onhaiN aghwaa karkay pahlay mukhtalif market maiN becha jata hai jahaaN say 'polish' hokar yeh show biz maiN laayee jati haiN... holy wood ho, lolly wood yaa boly wood.... in sab jaghouN par pahlay pahal aur ajkal bhi husn ki asal supply bazaaray husn hi say hoti hai.

issi liyeh yeh log media /tv etc say naaray lagatay hain k aurat k haqooq ka ghaasib mard hai... takay kam omar, kam aqal laRkiyaaN baap, bhai, shauhar say nafrat karkay onkay hisaar say bahaar nikaal kar akeli rah jayaiN aur onka kaam aasaan hojaye. Allah hum muslim khawaateen ko media k in sehar o shar angaiz naarouN say mahfooz rakhay. aameen.
Kashif
jab meri shadi hogi to yeh parrh loon ga E9.gif
Masoom_Pari
@ Kashif

gig.gif

number1.gif
FATIMA4U
QUOTE(Kashif @ Jun 30 2008, 10:25 AM) *
jab meri shadi hogi to yeh parrh loon ga E9.gif

0-22_yikes.gif ...........
Airy_Princess
yara mere ghar main 3 couples hain 2 ka aik month hai aur 1 ka aik par yeh koi b fit nahi baith raha gig.gif neways it was funny
Abu Adnan
QUOTE(Airy_Princess @ Jul 1 2008, 12:38 AM) *
yara mere ghar main 3 couples hain 2 ka aik month hai aur 1 ka aik par yeh koi b fit nahi baith raha gig.gif neways it was funny

iss qism ki bataiN just 4 fun hoti hain.... haqaiq say inka waastah bahoot door ka nahi to bahoot qareeb ka bhi nahi hotaa. icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(Masoom_Pari @ Jun 30 2008, 03:06 PM) *
@ Kashif
gig.gif
number1.gif

hehe
sahi kaha na gig.gif
*DhanaK*
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 29 2008, 02:24 AM) *
1. iss liyeh k aurat naazuk hai krakrani.gif khoob.soorat, qeemti aur naazuk cheezouN par yeh label lagaa aap nay nahi dekha k ... Fragile-handle wid care... issi liyeh Allah k Nabi saw nay khawateen ko aab.geenay say tashbeeh dee hai.... jaisay meer anees kahta hai... anees Thes nah lag jaye aab.geenouN ko.... aurat physically bhi aur jazbaati taur par bhi naazuk hoti hai as compare to qawee aur DheeT mardouN k E21.gif issi liyeh inhaiN sinfay naazuk kaha jata hai.

2. west ki mostly (so called) taraqqi... kamaayee ... ka daaro madaar aurat aur oskay husn par mabni "beauty industry" k gird ghoomti hai. wahaaN sab say zeyadah farokht honay waali shaii directly or indirectly aurat hi hai. aap west /europe ki ma'ee'shat say aurat aur oskay husn ko nikaal bahar karaiN to woh dobarah "dark age" maiN chalay jayengay. (wazah ho k yeh dark age europe k liyeh thaa muslim world oss waqt bhi taraqqi yaaftah thee.)

aurat fitree taur par ghar ki chahaar deewaari maiN 4 aqsaam k mardouN (baap, bhai, shauher, beTay) k mazboot aur mahfooz hisaar maiN paaye jati hai ... lehaza jo log 'beauty industry' k maalikaan hain onkay liyeh khaam-maal ki supply ka wahid tareeqah yeh hai k aurat ko in 4 aqsaam k mazboot aur mahfooz hisaar say bahar nikala jaye aur aazaadi.ay niswaaN ka naraa lagaya jaye. europe ki senati taraqqi k aghaaz hi say yeh naraa laga kar aurat ko ghar ki zeenat k mansab say nikaal kar kaarkhanay ki bhatti maiN jhonk dia gayaa... phir onkay liyeh attractive art-n-culture jaisi industry banayee gayee jahaaN females ki khapat bhi hai aur kamaayee bhi........ aaj pooray world maiN aurtouN ka sab say zeyadah istehsaal show biz ki dunyaa maiN hota hai aur jo husn iskay bawajood 'easily' iss jaal maiN nahi aatay onhaiN aghwaa karkay pahlay mukhtalif market maiN becha jata hai jahaaN say 'polish' hokar yeh show biz maiN laayee jati haiN... holy wood ho, lolly wood yaa boly wood.... in sab jaghouN par pahlay pahal aur ajkal bhi husn ki asal supply bazaaray husn hi say hoti hai.

issi liyeh yeh log media /tv etc say naaray lagatay hain k aurat k haqooq ka ghaasib mard hai... takay kam omar, kam aqal laRkiyaaN baap, bhai, shauhar say nafrat karkay onkay hisaar say bahaar nikaal kar akeli rah jayaiN aur onka kaam aasaan hojaye. Allah hum muslim khawaateen ko media k in sehar o shar angaiz naarouN say mahfooz rakhay. aameen.

smile.gif AA bhai salaams
Meer Anees nay aabgeenay ka zikr ahbaab ke liye kiya hai .
auraap khawateen ka zikr karnay mein har waqt itni nainsafi say kaam kyun lete hain,maloom to raushan khayal,reasonable aur sensible hotay hain isliye zyadah hairaan hoti hoon
smile.gif

tension_4u
QUOTE(FATIMA4U @ Jun 27 2008, 05:22 PM) *
Dulhan ka Mizaaj Pehchaaniye.... thumbsdown_anim.gif
JANUARY.....Januray ki dulhan husband ki choti moti galtiyoon ko maaf ker daiti hai

FEBRURAY.....Februray ki dulhan husband k haalaat mai qabil-e-aitmaad saathi hotee hai

MARCH.....March ki dulhan husband ko gher ka haqeeqi sarbarah samjhtee hai

APRIL.....April mai dulhan bannay wali larkiyaan husband ki zindagi badal daiti hain

MAY....May mai dulhan bannay wali larkiyoon ko jald ghussa naheen aata

JUNE.....June ki dulhan ka gher khoobsortee, garamjoshee aur udaasi ka mixture hota hai

JULY.....July ki dulhan ka mizaaj badalta rehta hai

AUGUST.....August ki dulhan ko apni khoobsortee ka mukammal ehsaas hota hai

SEPTEMBER.....September ki dulhan apnay husband k saath kisi bhee jagah khush reh saktee hai

OCTOBER.....October mai dulhan bannay wali larkiyoon mai gair-mamooly kashish hotee hai

NOVEMBER.....Nobember ki dulhan mohabbat se husband ko apna ghulam bana laitee hai

DECEMBER......December ki dulhan husband ki taraqqi mai aham(important) kirdaar aada kertee hai

dunno.gif
Airy_Princess
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 1 2008, 07:33 AM) *
iss qism ki bataiN just 4 fun hoti hain.... haqaiq say inka waastah bahoot door ka nahi to bahoot qareeb ka bhi nahi hotaa. icon_peace.gif

aur kya avein hai ye sab
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jun 29 2008, 07:24 AM) *
1. iss liyeh k aurat naazuk hai krakrani.gif khoob.soorat, qeemti aur naazuk cheezouN par yeh label lagaa aap nay nahi dekha k ... Fragile-handle wid care... issi liyeh Allah k Nabi saw nay khawateen ko aab.geenay say tashbeeh dee hai.... jaisay meer anees kahta hai... anees Thes nah lag jaye aab.geenouN ko.... aurat physically bhi aur jazbaati taur par bhi naazuk hoti hai as compare to qawee aur DheeT mardouN k E21.gif issi liyeh inhaiN sinfay naazuk kaha jata hai.

2. west ki mostly (so called) taraqqi... kamaayee ... ka daaro madaar aurat aur oskay husn par mabni "beauty industry" k gird ghoomti hai. wahaaN sab say zeyadah farokht honay waali shaii directly or indirectly aurat hi hai. aap west /europe ki ma'ee'shat say aurat aur oskay husn ko nikaal bahar karaiN to woh dobarah "dark age" maiN chalay jayengay. (wazah ho k yeh dark age europe k liyeh thaa muslim world oss waqt bhi taraqqi yaaftah thee.)

aurat fitree taur par ghar ki chahaar deewaari maiN 4 aqsaam k mardouN (baap, bhai, shauher, beTay) k mazboot aur mahfooz hisaar maiN paaye jati hai ... lehaza jo log 'beauty industry' k maalikaan hain onkay liyeh khaam-maal ki supply ka wahid tareeqah yeh hai k aurat ko in 4 aqsaam k mazboot aur mahfooz hisaar say bahar nikala jaye aur aazaadi.ay niswaaN ka naraa lagaya jaye. europe ki senati taraqqi k aghaaz hi say yeh naraa laga kar aurat ko ghar ki zeenat k mansab say nikaal kar kaarkhanay ki bhatti maiN jhonk dia gayaa... phir onkay liyeh attractive art-n-culture jaisi industry banayee gayee jahaaN females ki khapat bhi hai aur kamaayee bhi........ aaj pooray world maiN aurtouN ka sab say zeyadah istehsaal show biz ki dunyaa maiN hota hai aur jo husn iskay bawajood 'easily' iss jaal maiN nahi aatay onhaiN aghwaa karkay pahlay mukhtalif market maiN becha jata hai jahaaN say 'polish' hokar yeh show biz maiN laayee jati haiN... holy wood ho, lolly wood yaa boly wood.... in sab jaghouN par pahlay pahal aur ajkal bhi husn ki asal supply bazaaray husn hi say hoti hai.

issi liyeh yeh log media /tv etc say naaray lagatay hain k aurat k haqooq ka ghaasib mard hai... takay kam omar, kam aqal laRkiyaaN baap, bhai, shauhar say nafrat karkay onkay hisaar say bahaar nikaal kar akeli rah jayaiN aur onka kaam aasaan hojaye. Allah hum muslim khawaateen ko media k in sehar o shar angaiz naarouN say mahfooz rakhay. aameen.

0-headbang.gif
seemaf
Mera to match nahi hua E9.gif
seemaf
QUOTE(Kashif @ Jun 30 2008, 10:25 AM) *
jab meri shadi hogi to yeh parrh loon ga E9.gif

To kon sa month choose karain ge E9.gif
Kashif
QUOTE(seemaf @ Jul 12 2008, 06:14 PM) *
To kon sa month choose karain ge E9.gif

main InshaALLAH achay mausam walay months mein say koi rakhon ga

FEB, MARCH, OCT ya NOV icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(shafaq @ Jul 4 2008, 07:03 PM) *
smile.gif AA bhai salaams
Meer Anees nay aabgeenay ka zikr ahbaab ke liye kiya hai .
auraap khawateen ka zikr karnay mein har waqt itni nainsafi say kaam kyun lete hain,maloom to raushan khayal,reasonable aur sensible hotay hain isliye zyadah hairaan hoti hoon
smile.gif

yeh to saraa sar ilzaam hai mujh par thumbsdown_anim.gif

aur aap ki yeh baat bhi Ghalat hai k maiN (so called) raushan-khayaal houN icon_peace.gif maiN nay apni aaqbat kharaab nahi karni, raushan khayaali k chakkar maiN.... maiN to qadamat-pasand houN... at least 1400 saal poranay khayaalaat o afkaar ki pairwee karnay walaa, jiska parchaar hamaray piyaray Nabi saw aur onkay sahaba RA ay kia thaa.....

u r rite k meer anees nay ahbaab hi ko aabgeenay qarar dia thaa... magar misrouN aur shairouN ko kaheen bhi aur kabhi bhi use kia jasakta hai k yehi to maqboolay aam shair o misray ki khoobi howaa karti hai. btw r u sure k meer anees k 'ahbaab' maiN khawateen naheeN thee E21.gif hum nay to sona aur paRha hai k poets k ahbaab maiN zeyadah tar khawateen hi hoti haiN.
icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 12 2008, 07:12 PM) *
Mera to match nahi hua E9.gif

match bolay to 1-think.gif

match.ing suit wala yaa tournament wala match or both icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 15 2008, 12:16 PM) *

Yusaf bhai yahan match zahir hay matching wala hi kaha tha unhon nay .........ab seema sis tennis kay match ka zikar to karnay say rahin E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 16 2008, 12:14 PM) *
Yusaf bhai yahan match zahir hay matching wala hi kaha tha unhon nay .........ab seema sis tennis kay match ka zikar to karnay say rahin E9.gif

tennis k elawah bhi bahooooooooooot say match howaa kartay hain bhai ... par aap ko kia pata, abhi to aap ki woh bhi nahi howee hai nana.gif
seemaf
QUOTE(Kashif @ Jul 15 2008, 11:27 AM) *
main InshaALLAH achay mausam walay months mein say koi rakhon ga

FEB, MARCH, OCT ya NOV icon_peace.gif

Masha'Allah .... In main se AIk ya CHARON E21.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 15 2008, 12:16 PM) *
match bolay to 1-think.gif

match.ing suit wala yaa tournament wala match or both icon_peace.gif

Shukar ap ne MATCH STICK wali match nahi yaad ki E9.gif

dono main se koi nahi ... Wedding month match hone ka kaha main na to 0-baby.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 16 2008, 01:19 PM) *
tennis k elawah bhi bahooooooooooot say match howaa kartay hain bhai ... par aap ko kia pata, abhi to aap ki woh bhi nahi howee hai nana.gif

E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 16 2008, 06:19 PM) *
Masha'Allah .... In main se AIk ya CHARON E21.gif

E9.gif E9.gif

yeh to universal truth hai k chaar k aasray maiN to har mard laa.chaar saa hojata hai... abhi to kashif rose.gif bhai do.chaar bhi nahi howay, aisee situation say ... filhaa to woh aankhaiN-chaar look.gif karnay k chakkar maiN haiN. takay onkay haathouN ka banaa aa.chaar khanay ko aur kuch achchay vi.chaar sunnay ko milaiN takay bay-bay ki do-chaar chamaaT khanay say nijaat mil sakay.... E9.gif E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 16 2008, 01:19 PM) *
tennis k elawah bhi bahooooooooooot say match howaa kartay hain bhai ... par aap ko kia pata, abhi to aap ki woh bhi nahi howee hai nana.gif

aap match ko kis match par lay gayay hain .........yeh aap ki soch ka kamal hay E9.gif
Kashif
QUOTE(seemaf @ Jul 16 2008, 05:19 PM) *
Masha'Allah .... In main se AIk ya CHARON E21.gif

nahin ji aik bhi ho jayay to ghanimat hay gig.gif

museebat aik hi kaafi hoti hay scrt.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 17 2008, 11:02 AM) *
nahin ji aik bhi ho jayay to ghanimat hay gig.gif

museebat aik hi kaafi hoti hay scrt.gif

eusa_naughty.gif eusa_naughty.gif

chacha ghaalib ka 'formula' to kuch aur hai....

"moseebataiN" etni paRaiN k asaan hojayaiN
icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 08:17 AM) *
E9.gif E9.gif

yeh to universal truth hai k chaar k aasray maiN to har mard laa.chaar saa hojata hai... abhi to kashif rose.gif bhai do.chaar bhi nahi howay, aisee situation say ... filhaa to woh aankhaiN-chaar look.gif karnay k chakkar maiN haiN. takay onkay haathouN ka banaa aa.chaar khanay ko aur kuch achchay vi.chaar sunnay ko milaiN takay bay-bay ki do-chaar chamaaT khanay say nijaat mil sakay.... E9.gif E9.gif

aur aap iss chaar, chaar kay par-chaar mein sab sama.chaar bhool na jayay ga E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 10:13 AM) *

hum abhi chacha ghalib kay level par nahin pohanchay E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 17 2008, 11:19 AM) *
aur aap iss chaar, chaar kay par-chaar mein sab sama.chaar bhool na jayay ga E9.gif

E9.gif E9.gif

achaa to phir karta houN kuch soch-vichaar icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 11:54 AM) *
E9.gif E9.gif

achaa to phir karta houN kuch soch-vichaar icon_peace.gif

ji behtar sarkaar ......ho jayay bairra paar E9.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 08:17 AM) *
E9.gif E9.gif

yeh to universal truth hai k chaar k aasray maiN to har mard laa.chaar saa hojata hai... abhi to kashif rose.gif bhai do.chaar bhi nahi howay, aisee situation say ... filhaa to woh aankhaiN-chaar look.gif karnay k chakkar maiN haiN. takay onkay haathouN ka banaa aa.chaar khanay ko aur kuch achchay vi.chaar sunnay ko milaiN takay bay-bay ki do-chaar chamaaT khanay say nijaat mil sakay.... E9.gif E9.gif

Usuf bhai ke dil ki awaz E9.gif

Samant hua Kashif bhai ka sama-chaar E9.gif
seemaf
QUOTE(Kashif @ Jul 17 2008, 10:02 AM) *
nahin ji aik bhi ho jayay to ghanimat hay gig.gif

museebat aik hi kaafi hoti hay scrt.gif

Abhi aik ho janey dain phir poochain ge ap se number1.gif

Aakhir usuf bhai ki training main hain ap E9.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 10:13 AM) *
eusa_naughty.gif eusa_naughty.gif

chacha ghaalib ka 'formula' to kuch aur hai....

"moseebataiN" etni paRaiN k asaan hojayaiN
icon_peace.gif

Khalish bhai atey hongey abhi E21.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 08:53 PM) *
Usuf bhai ke dil ki awaz E9.gif
Samant hua Kashif bhai ka sama-chaar E9.gif

E9.gif E9.gif

actually maiN such bolta nahi aur jhooT chopata nahi poster_oops.gif i mean k .... khair baat to samajh aahi gayee hogi k maiN kia bolta nahi aur kia chopata nahi... deger mard-o-khaw3 ki tarah icon_peace.gif
E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 08:56 PM) *
Abhi aik ho janey dain phir poochain ge ap se number1.gif

Aakhir usuf bhai ki training main hain ap E9.gif

E9.gif E9.gif
agar trainer meray jaisaa ho trainee hcian jaisaa to koi faraq nahi paRtaa ... aap ko kuch faraq paRaa kuuaaburr.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 08:58 PM) *
Khalish bhai atey hongey abhi E21.gif

dunno.gif

lekin aakhri ittelaa k motabiq to woh aik hi mommom.seebat bhugat rahay thay... kia koio aur mommom.seebat bhi on par naazil hochuki hai 1-think.gif

E9.gif E9.gif
Kashif
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 07:53 PM) *
Usuf bhai ke dil ki awaz E9.gif

Samant hua Kashif bhai ka sama-chaar E9.gif

aur aap ko bhi huwa hindi ka bukhaar E9.gif
Kashif
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 07:56 PM) *
Abhi aik ho janey dain phir poochain ge ap se number1.gif

Aakhir usuf bhai ki training main hain ap E9.gif

hahaha

aap daranay ki koshish kar rahi hain mujhay ? E21.gif
seemaf
QUOTE(Kashif @ Jul 19 2008, 09:57 AM) *
aur aap ko bhi huwa hindi ka bukhaar E9.gif

Main to parh rhai thi ap ke saath PAHARA-E-CHAAR E21.gif

QUOTE(Kashif @ Jul 19 2008, 10:43 AM) *
hahaha

aap daranay ki koshish kar rahi hain mujhay ? E21.gif

Meri kahan majal ap ko daraoun krakrani.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 07:41 AM) *
E9.gif E9.gif

actually maiN such bolta nahi aur jhooT chopata nahi poster_oops.gif i mean k .... khair baat to samajh aahi gayee hogi k maiN kia bolta nahi aur kia chopata nahi... deger mard-o-khaw3 ki tarah icon_peace.gif
E9.gif E9.gif

E9.gif E9.gif

Jee bilkul
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 07:43 AM) *
E9.gif E9.gif
agar trainer meray jaisaa ho trainee hcian jaisaa to koi faraq nahi paRtaa ... aap ko kuch faraq paRaa kuuaaburr.gif

E9.gif Yeh bhi theek kaha eusa_dance.gif

Main ne training classes li hi kahan abhi 1-afsana.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 07:45 AM) *
dunno.gif

lekin aakhri ittelaa k motabiq to woh aik hi mommom.seebat bhugat rahay thay... kia koio aur mommom.seebat bhi on par naazil hochuki hai 1-think.gif

E9.gif E9.gif

poster_oops.gif Ab to main bhool bhi gayi ke baat kiya thi
Kashif
QUOTE(seemaf @ Jul 31 2008, 04:19 PM) *
Main to parh rhai thi ap ke saath PAHARA-E-CHAAR E21.gif

Meri kahan majal ap ko daraoun krakrani.gif

haha
leikin paharry yaad karnay ko hay mehnat darkaar gig.gif

koshish to kar rahi theen aap daranay ki imslow.gif
asim10
baray arsay kay baad aik achee post dekhi
hamzaad
QUOTE(FATIMA4U @ Jun 27 2008, 05:22 PM) *
Dulhan ka Mizaaj Pehchaaniye.... thumbsdown_anim.gif
JANUARY.....Januray ki dulhan husband ki choti moti galtiyoon ko maaf ker daiti hai

FEBRURAY.....Februray ki dulhan husband k haalaat mai qabil-e-aitmaad saathi hotee hai

MARCH.....March ki dulhan husband ko gher ka haqeeqi sarbarah samjhtee hai

APRIL.....April mai dulhan bannay wali larkiyaan husband ki zindagi badal daiti hain

MAY....May mai dulhan bannay wali larkiyoon ko jald ghussa naheen aata

JUNE.....June ki dulhan ka gher khoobsortee, garamjoshee aur udaasi ka mixture hota hai

JULY.....July ki dulhan ka mizaaj badalta rehta hai

AUGUST.....August ki dulhan ko apni khoobsortee ka mukammal ehsaas hota hai

SEPTEMBER.....September ki dulhan apnay husband k saath kisi bhee jagah khush reh saktee hai

OCTOBER.....October mai dulhan bannay wali larkiyoon mai gair-mamooly kashish hotee hai

NOVEMBER.....Nobember ki dulhan mohabbat se husband ko apna ghulam bana laitee hai

DECEMBER......December ki dulhan husband ki taraqqi mai aham(important) kirdaar aada kertee hai

Ye july aur november ki dulhan kuch khatarnaak si lagti hien mujhay.............. but ye December wali kuch faiday mand lagti hay.......kuch sochna paday ga is baray mien 1-think.gif
FATIMA4U
QUOTE(hamzaad @ Aug 8 2008, 11:25 AM) *
Ye july aur november ki dulhan kuch khatarnaak si lagti hien mujhay.............. but ye December wali kuch faiday mand lagti hay.......kuch sochna paday ga is baray mien 1-think.gif

OH HO ......BUS YEAH YAAD RAKHYIE GAA KEH dULHAN AIK HE HONI CHAHIE . chaa.gif .....YEAH NA HO MONTHS SELECTION KI CONFUSING MEIN AHUM AHUM AGAY APP KHUD poze.gif SAMJHDAR HEIN kuuaaburr.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.