QUOTE(from_da_lost_dimension @ Jun 30 2008, 03:32 PM) [snapback]2951760[/snapback]
sahi kaha aapne abu adnan . magar aik baat main aadd kern achhaoo gaaa,banmdookh lee ker lath jahil mullah ki tarah loogoon ko marnee yah jism per bomb bandh ker masoon loogoon ko marnee (pakistan mein jo blasts) se jihad nahin hoota,
jo jihad ki aapne misallein diy woh sahi hai , magar woh puranee zamanee ki misallein hain, aaj ke zamane ka jihad bandook se nahin qalam se hota hai , aak ka jahad media ke zoor per jeeta jatta hia , technology ka amal dakhal hai , asal jihad jahalay ke khilaf hoona chhaiyee,
in mullah ke khilaf jo masoom bachoon ko brainwash ker ker ke aag mein dakhel rahien hian aur khid unkoo bachee america mein parh rahein hian, in lath jahil mullas se bara munafiq koi nahin...jahad jerna hai to science ki field mein karoo , kya wajah hai jo keh aik zamanee mein musalmaan dunya ki ijadaat mein sabse aage ehote they aur aaj unko naam o nishan nahin (ibn -e sina?.kiya wajah hai keh musalman dunya keh mbaree mufakkiroon mein shumar hotee they( behlool dadna i think ) aur ab unko koi pata nahi ?kya wajah hai keh musalman medical ke shoubey mein agee agee hotee they 9hakeem luqman i think) magar aab unka koi pata nahin ?.
wajah sirf aik , jabse humne apnee lye , apne mazhab ke lye khud sochna choor dya aur apnee mazhab ki lagaam in jahil lath mullahonke hatah mein pakra di hai muslamanoon ka bere gharak ho gaya hai . yeh jahil 2 jamat pass mullah duny amein humein agee kaise ebarha sakte hain jinhoon se tottee ki tarah quran shareef ko ratne ke alawa kuch nahin kya baghair mafhoom ke,yeh to wohi loog hain jinhon ne bachoon ko polio ki vaccination tak nahin lagwanee di yeh keh ker keh yeh musalman bachoon ko @@@ually sterilize keranee ka tareeqaa hai..... main doobaaraa kahoon ga keh yeh wohi mullahs hain jinhoon ne pakistan banne ki mukhalifat ki they , au rqaid-e-azam ko kaafir e azam kahat tha , aur aaj pakisatn mein islam ke thekeedaar ban ker beth gayee hain , yeh wohi hain jinhoon ne loud speakers jo haram qarar de dya tah aur aaj saab se zyada yeh hi loogoon k jeena haram kerte hain loudspeakers per bool bool ker..
to asal jihad mere bahi sirf bandook ka nahin hoota, asal jihad hai in jahil mullahs ke khilaf jinhon ne hamariii pooori qoum ko tabah ker dya , aur aaj bhi deemak ki tarah qoumko khayee jaa rahein hain..in jahiloon ke khilf jihad asal jihad hai
bhai sahab jab iraq aur afghanistan maiN kuffar apnay muslim agents k saath milkar muslims ka qatlay aam kar rahay houN, carpet bombing kar rahay houN, onki aurtouN ki behurmati karkay onhaiN bazaaray husn maiN bech rahay houN .... to shabaash hai aap par k aap wahaaN qalam aur media lay kar jahaad k liyeh kharay hojayaiN ... same is going on at FATA... yahaaN aik taraf say ittehadi afwaaj bombing kar rahay haiN... doosri taraf say pakistani afwaaj ... aur aap bombing ka nishanah bannay waloun ko qalam aur media k zariyeh JEHAAD ka faraq batlaa rahay haiN
qalam aur media k zariyeh to JEHAAD aap ko aur mujhay karna chhaiyeh jo moqay par maujood naheeN.... aur bawajooh jehaad maiN shamil honay say qaasir haiN k meray aur aap k gharanay iss ittehadi-azaab say mahfooz haiN..... yeh hamara farz hai k hum apni apni jagah qalam /media say sahi tasweer pesh karaiN......... 'jawaabi-kaar.waaye' par tanqeed say pahlay hamlah awer kuffar aur onkay agents k khelaaf kuch bol kar hi apnay imaan ka saboot daiN.... nah kay mazloomouN k 'bay.Dhangay.radday.amal' par tanqeed karnay baiTh jayaiN.... jinki izzataiN aur jaan rozanah khatray maiN paReeN ho woh radday amal k liyeh 'monaasib taraeeqay k intezaar maiN baiThay nahi rahtay... just imagine k aap aur hum onki jagah par houN aur ..... hum onki sooratay haal ko to imagine kartay howay bhi kaaNp jatay haiN. Allah hamaiN aqlay saleem day aur kuffar Vs muslims maiN muslims ki (kam az kam ) zobaani kalami hamayat hi ki taufeeq day aameen