QUOTE(kamil_surfaroosh @ Jul 1 2008, 12:24 AM) [snapback]2952393[/snapback]
In Taleban kai galoo mai haar dalnay chahyain jo logo ko janwaroo ki terhan zibah ker rahay hain aur in ko pakistan mai pahlnai ka aur apna nizaam qaim kernay ka moqa daina chahyai khaas ker punjab aur lahore mai.
Hazrat Apnay Galay Ki Fiker Karayin lolz
Jab Karachi Main mqm k muhkber ki lash mil sakti hai jis pay likha ho mukhberi ka anjam Mukhber ka anjam sab
dunya main ek he hai ..
Haan japan main thora mukhtalif hain "yakoza Apnay muhkber ko qatal kam kartay hain oski chungli kath daytay hain"
Tumhari fauj nay ajj tak serf "khajji ground or lal-masjid" fath ki hai os k mukhbiroon ka yehi anjam hona chaeyh perviz kiyani ki bhi kat k phaykoo ..