QUOTE(VICKY DAR @ Jul 4 2008, 05:27 AM) [snapback]2956723[/snapback]
khushi ab aisa bhi nahi hy
larke baat kerain gye syasat ki...karoobar ki duniyadari ki
or larkiyaaaan
tobaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
4 gher mai kaya paka hy yah tak unhain pata huta hy...
kahain na kahain se bas baat urte urte kisi female k kaan tak or phir us se dosre kaan tak phir 3 phir 4 or phir pore muhale mai baat k aj blaa blaa gher yah pak raha hy..

vicky kya hain yeh .....
tum log bhi kam nai hoon agar main kuch bolo gii tum sab larkoo ko bura lag jayeh ga
is liyeh plz ab larkiyoo ki buraii band karlo warna........... aap ko tu kill kar sakti hoon na ...............