QUOTE(~!Fadi!~ @ Jul 23 2008, 01:36 PM)

Pahari Gorha.....wo bhi
WHITE color ka.....uss ki sawari ka mazza na BMW main hai na kisi or GADDI main

4 TIHAMI bhai .. sarkar main viyah tey GORHE tey nayi charna dont worry

paa G,,, kaley ghore pe baith jao,,,,, nazar nahin lagey gi,,,, tazi ba-tazi bani hui sehat ko