QUOTE
Tumhara demagh durst nahi shayad ..
[b]asa
bahi demagh to maira darust hay .magar chunkay app history of nahin jantay ya jantay hain ,magar sydna hussain rz ke shakhsiyat kay samnay app un ke ghaltee ko tasleem nahin karna chahtay .
app jo lab o lehja estaimal kiya main to is say bhee ziyada ke tawaqa kar raha tha. magar app nay to phir bhee narmee bartee ,main app ke baat ka mura nahin manaya. is leyai mai admin say bhee kahoon gha kay app kuch na kahain.shukria
CODE
hussain bhai k sawal karnay say tumhara bughaz tu numayaan hoaa ehl-e-bait k leyh jahil insan tum tu shiyat say bhi 2 hath
agay ho ..
plz thoree see ahlay bait ke tareef bhee kar dain to baat agay karoon .
CODE
Jinab-e-Rusool Allah(saw) k Nawasay ko (rz) ko tum etna gira hoa sumhajtay ho k wo Iqtidaar Ki talb rakhtay thay?(naaozubillah).
bahi sirf yeh bata do agar app history jantay hoo kay phir sydna aqeel ko kofa kis leyai behja tha.aour sydna aqeel wahan ja kar kiya kartay rahay.
aour plz yeh bata dain iqtidar ke talb karnay say kowee admin kis tarah gir sakta hay.kiya iqtiar ke khawahish kowee ghair islami fail hay..
CODE
who the hell r u ?? Apna aqeeda yahaan beyaan karoo k kis firqay k ho tum kis bunyaad pay tumnay etna bara bohtan bandha
Hussain(rz) ko Huzoor(saw) jannati jawanoo ka sardar kahayin or tu unhay bolta hai k wo [color=#FF0000]Iqtidaar[/color] k leyh gayy thay ??
plz yeh bata dain kiya kowee janatee shakhs ghaltee nahin kar sakta.aour rahee iqtidar ke baat to woh main pehlay hee poch chuka hoo.
CODE
Teray kehnay k mutabiq k unka wahaan jana [color=#FF0000]Iqtidaar [/color]k leyh tha tu means k Unki Tu [color=#FF0000]Shahadat[/color] he nahi hoee tu hai kaun ??
bahi app plz ja kar apnay kisi madrisay main sirf pora waqiya karbal perh lain .app ko mairee baat main wazan nazar aa yai gha.
CODE
Tera tu Nabi(saw) pay he etimaad nahi ..
Apna yahaan aqeeda beyaan karoo k kis firqay k ho tum..[/b]
maira aqeedah quran o sahih hadith or amal aiy sahaba hay.jo amal in 3 sources say milay lay loo jo na milay chor doo.
CODE
Ager la ilmi ki bunyad pay yeh baat ki tu foran tauba karoo ..
main nay poree zimadaree say yeh baat kee hay .
CODE
Nahi tu yahaan puri baat tamam waqeyaat ko authentic source k sath paesh karoo...
admin say pooch loo aour mujhay thora time dain main her baat ref kay sath paish kar doon gha. inshallah
CODE
[color=#4169E1][b]Ajj ya baat bhi sach hotay howay dekh li k Hazrat ali(rz) say mouhabbat may tajawuz ki waja say aik giroh jahanum may jay gaa aur aik un say bughaz ki waja say sunna to tha magar ajj ALLAh nay apni aakhoon say dekha diya us grouh ka chera..[/b][/color]
bahi yahan sydna ali rz ke baat kahan ho rahee hay.