QUOTE(qadar_95 @ Jul 6 2008, 09:59 AM)

chaman ko sajaya bahot dinn howay
tumain pass bulaya bahot dinn howay
kissi dinn achanak chalay aaoo tum
humain muskuraye bahot din howay
nazo jee bahot khubsurat ahsaas
aik shair arrz hai
main tere wassal ki khuwahish ko na marnay doon ga
mausam e hijjar ke lehjay main thakan kaisi hai
khush rahain
aameen
duaaoon main yaad rakhain
wow its gr8 qadar jee kaya zabardast shair quote kiya hai
bohat bohat shukriya ap ki tareef ka
sada khush rahain