yaar tum to bohat chalaak ho gayay ho .........chit bhi apni patt bhi apni chalo phir meray KHI aanay ka intazar karo..............
Aakhir bhai kis ka hoon
Yupppy tusii kadoon aa rahay ho Karachi
Upar punjabi ghalat to nahi likhi hai na
aaireykhushi
Aug 2 2008, 06:44 AM
QUOTE(CoOl LeO @ Jul 28 2008, 04:16 AM) [snapback]2997780[/snapback]
10 saal Mein ne to 20 saal baad ka socha hua hai
kitne kanjoos ho
aaireykhushi
Aug 2 2008, 06:47 AM
QUOTE(CoOl LeO @ Jul 28 2008, 04:14 AM) [snapback]2997772[/snapback]
To or kya mehnat mein ne ki fruit U ko kyun milay
Yeh baby Cupid k Avatar se mila
u ke har gift pe me ka haq banta
Kashif
Aug 2 2008, 09:08 AM
QUOTE(CoOl LeO @ Aug 1 2008, 04:19 AM) [snapback]3003666[/snapback]
Aakhir bhai kis ka hoon Yupppy tusii kadoon aa rahay ho Karachi Upar punjabi ghalat to nahi likhi hai na
yaar main to chalaak nahin hoon
main to bhai 27 saal mein KHI nahin aaya .............ab khud soch lo kay kab aaon ga Punjabi thik hay yaar..........na bhi ho tay sanu ki
hawwa ki beti
Aug 2 2008, 02:32 PM
Congratulations Mohatram
Aslam o alaikum......!
CoOl LeO
Aug 4 2008, 03:40 AM
QUOTE(aaireykhushi @ Aug 2 2008, 06:44 AM) [snapback]3004945[/snapback]
kitne kanjoos ho
Nahi mein kahan kanjoos
kab leni hai treat bata dein auntoo
CoOl LeO
Aug 4 2008, 03:43 AM
QUOTE(aaireykhushi @ Aug 2 2008, 06:47 AM) [snapback]3004946[/snapback]
u ke har gift pe me ka haq banta
Jee jee bilkul
CoOl LeO
Aug 4 2008, 03:47 AM
QUOTE(Kashif @ Aug 2 2008, 09:08 AM) [snapback]3004967[/snapback]
yaar main to chalaak nahin hoon
main to bhai 27 saal mein KHI nahin aaya .............ab khud soch lo kay kab aaon ga Punjabi thik hay yaar..........na bhi ho tay sanu ki
To kya mein chalaak hoon bhai
Matlab U to baday kanjoos ho bhai
Sahe kaha sahe na bhi ho tab bhi sanu ki
CoOl LeO
Aug 4 2008, 08:28 PM
QUOTE(hawwa ki beti @ Aug 2 2008, 02:32 PM) [snapback]3005403[/snapback]
Congratulations Mohatram
Aslam o alaikum......!
Walaikumsalam Mohtarma
Kashif
Aug 5 2008, 10:12 AM
QUOTE(CoOl LeO @ Aug 4 2008, 03:47 AM) [snapback]3007151[/snapback]
To kya mein chalaak hoon bhai
Matlab U to baday kanjoos ho bhai
Sahe kaha sahe na bhi ho tab bhi sanu ki
woh to tumhain pata hoga kay tum chalaak ho ya nahin
kanjoos kahan yaar bas mauqa hi nahin bana koi KHI aanay ka
haan to sanu ki........ghalat bol kar hi sahi seekhta hay na banda
CoOl LeO
Aug 6 2008, 02:14 AM
QUOTE(Kashif @ Aug 5 2008, 10:12 AM) [snapback]3009014[/snapback]
woh to tumhain pata hoga kay tum chalaak ho ya nahin
kanjoos kahan yaar bas mauqa hi nahin bana koi KHI aanay ka
haan to sanu ki........ghalat bol kar hi sahi seekhta hay na banda
Mein kahan chalaak hoon bhai
Bas mein to sab se hansi mazaq karta hoon kya yeh chalaki kehlati hai??
Ab k g2g mein aa jayen maza aye ga
Kashif
Aug 7 2008, 09:08 AM
QUOTE(CoOl LeO @ Aug 6 2008, 02:14 AM) [snapback]3010031[/snapback]
Mein kahan chalaak hoon bhai Bas mein to sab se hansi mazaq karta hoon kya yeh chalaki kehlati hai?? Ab k g2g mein aa jayen maza aye ga
haha acha bhai tum bhi chalaak nahin hoon gey phir
yaar GTG mein aa jata leikin KHI ka safar hi barra hay aur plane mein safar tumhara bhai kar nahin sakta filhaal.... ...haan jab kabhi KHI aaon ga to tum sab logon nay GTG rakhni hay meray liyay
Pr!nCesS-0f-S3lf
Aug 7 2008, 02:23 PM
Many Many Congratz!
CoOl LeO
Aug 7 2008, 07:19 PM
QUOTE(Kashif @ Aug 7 2008, 09:08 AM) [snapback]3011321[/snapback]
haha acha bhai tum bhi chalaak nahin hoon gey phir
yaar GTG mein aa jata leikin KHI ka safar hi barra hay aur plane mein safar tumhara bhai kar nahin sakta filhaal.... ...haan jab kabhi KHI aaon ga to tum sab logon nay GTG rakhni hay meray liyay
Tussi aao to sahe
G2g arrange kar he lein gey
CoOl LeO
Aug 7 2008, 07:33 PM
QUOTE(Pr!nCesS-0f-S3lf @ Aug 7 2008, 02:23 PM) [snapback]3011619[/snapback]
Many Many Congratz!
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.