ManPaki
Jul 9 2008, 11:37 PM
nice sharing LEADER bhai... is tarah k beshumaar experiances hain jo share kiyey ja saktay hain... magar kya vaqai hum un logoon k masayail sy waqif hotay hain jo itnii aziyat bardasht kartay hoyey VISA file jama kar wanay atay hain... phir kisi roz zaruur chund real life experiances share karuun ga...