QUOTE(Kashif @ Jul 28 2008, 08:38 AM) [snapback]2997903[/snapback]
haan usually hum log aisa hi kartay hain .......beherhaal hum mein say har aik ko koshish karni chahiyay kay jis jaga par bhi hay wahan apna kaam sahi tareeqay say karay ....iss tarah sab log sahi kaam karnay lagein to system bhi thik ho jayay ga aahista aahista
right
kisi na ksi to try krna hota hai