Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Sahera Ko Sadma
HulChul.NET > Halla Gulla > Greetings, Congrats & Sorrows
Abu Adnan
guzashtah dinouN sis sahera rose.gif kay nana ki death hogaye.... inna lillahay wa inna elaihay raaje'oon.... Allah say do'aa kijyeh k marhoom ko apnay jawaray rahmat maiN jagah ataa karay aur sahera rose.gif aur onki family ko yeh sadmah bardaasht karnay ki taufeeq day. aameen duas.gif duas.gif
shahrafiq
ameen
*Life*
Inna Lillahe wainna Elehe Raji'on
This is definately a great loss for u ....My condolences to you and your family.... May He bless you and your family with the patience to bear such a great loss.Ameen
*DhanaK*
inna lillah i wa inna ialih i raje'oon

Allah paak marhoom ki rooh ko sukoon ata farmaaye aur pasmandgaan ko sabr e jameel ki daulat say nawazay Ameen

sahera! is mushkil ghadi mein ham sab tumharay saath hain





shukriya AA bhai ittila ka
Tweety_Lady
inna lillahay wa inna elaihay raaje'oon

Allah unhain karwat karwat jannat naseeb karay Ameen.
ManPaki
Inna Lillahay Wa Inna Elaihay Raaje'oon

Allah marhoom ki maghfirat farmayey... aur marhoom ki family ko sabr ataa farmayey...
Airy_Princess
Inna Lillahe wainna Elehe Raji'on
CoOl LeO
inna lillahay wa inna elaihay raaje'oon

Allah sahera k nana ki maghfirat farmaye or un ko jannat ul fidos mein aala maqam naseeb farmaye

or Sahera or un k tamam relatives ko sabar ata farmaye (Aameen)
Aawaz
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 14 2008, 06:19 AM) [snapback]2974987[/snapback]
guzashtah dinouN sis sahera rose.gif kay nana ki death hogaye.... inna lillahay wa inna elaihay raaje'oon.... Allah say do'aa kijyeh k marhoom ko apnay jawaray rahmat maiN jagah ataa karay aur sahera rose.gif aur onki family ko yeh sadmah bardaasht karnay ki taufeeq day. aameen duas.gif duas.gif


duas.gif duas.gif . inna lillahay wa inna elaihay raaje'oon duas.gif duas.gif

duas.gif sab say philay sorah-e-fatihaa duas.gif

Allah paak marhoom ki rooh ko sukoon ata farmaaye aur pasmandgaan ko sabr e jameel ki daulat say nawazay Ameen

meree Piyare Saheraa mere tarf say aik pora QuraaN Un ky eisal-e-sawaab ky liyeh







shukriya Adnan Bhaiii bhai ittila ka

jazakallaah rose.gif
Kashif
INNA LILLAH WA INNA ILLAIH RAJION
ALLAH TALAH maghfirat farmayay marhoom ki .......un ki qabar ki manzilein aasan farmayay aur un ko jannat mein aala muqam ata farmayay aur sab pasmandagan ko sabr-e-jamil ata farmayay(Aaamin)
~Saraj~
INNA LILLAH WA INNA ILLAIH RAJION
tihami
INA-LILLAH-E-WAINA ILAH-E-RAJIYOON
seemaf
Inna Lillah-e-Wa Inna Eleh-e-Rajoun duas.gif

Allah marhoom ki maghfirat farmaye aur un ke darjaat buland farmaye Aur un ki Family ko Sabr-e-jameel ata karey duas.gif
classic
Inna Lillah-e-Wa Inna Eleh-e-Rajoun
ameen

tension_4u
INNA LILLAH-E-WA INNA ELEH-E-RAJEOON

ALLAH SAHERA SIS KO SABAR ATA FERMAIN AMEEN

or unk nana ki bakhshish fermaye
or ham sab ko baksh dy duas.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.