Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Rainbow Colors
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
Pages: 1, 2
Abu Adnan
lagta hai k rainbow k saray colors ghaib hogaye haiN.... lagta hai k rainbow-colors ki power supply adam aadaigee ki bunyaad par munqatah hogayee hai.

This Account Has Been Suspended .... Please contact the billing/support department as soon as possible. ....

Allah maaf karay ... maangay taangay balkay cheen jhapaT kar hasil ki jaanya wali roshni say apnay ghar ko ojyaraa balkay rangeen banaanaay ka najaam kab achaa howaa hai.
thumbsdown_anim.gif
Kashif
haan aaj kal yehi msg aata hay rainbow ki site kholein to.......
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 18 2008, 10:34 AM) [snapback]2980395[/snapback]
haan aaj kal yehi msg aata hay rainbow ki site kholein to.......

jiss diyeh maiN (apni) jaan nah hogi, woh dia bujh jayegaaa poster_oops.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 12:44 PM) [snapback]2979612[/snapback]
lagta hai k rainbow k saray colors ghaib hogaye haiN.... lagta hai k rainbow-colors ki power supply adam aadaigee ki bunyaad par munqatah hogayee hai.

This Account Has Been Suspended .... Please contact the billing/support department as soon as possible. ....

Allah maaf karay ... maangay taangay balkay cheen jhapaT kar hasil ki jaanya wali roshni say apnay ghar ko ojyaraa balkay rangeen banaanaay ka najaam kab achaa howaa hai.
thumbsdown_anim.gif

0-headbang.gif sola aney sach baat ki ap ne

smile.gif
Saadi
smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(seemaf @ Jul 18 2008, 08:34 PM) [snapback]2980916[/snapback]
0-headbang.gif sola aney sach baat ki ap ne

smile.gif

gud.gif
etnaa baRa such aap nay kaisay bolaa ... aap ko meri tarah E21.gif daR nahi lagtaa kia icon_peace.gif
E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(Dezire @ Jul 19 2008, 01:56 AM) [snapback]2981246[/snapback]
smile.gif

calm.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 18 2008, 10:51 AM) [snapback]2980479[/snapback]
jiss diyeh maiN (apni) jaan nah hogi, woh dia bujh jayegaaa poster_oops.gif

hasrat un ghunchon par hay................ crying_anim.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 19 2008, 10:56 AM) [snapback]2981623[/snapback]
hasrat un ghunchon par hay................ crying_anim.gif

waisay technically aur scientifically bhi... rainbow... ka apnaa kuch nahi hotaa... rangouN ki yeh aarzi bahaar... kissi aur k reflection ki marhoonay minnat hoti hai ... aur bil.aakhir ghaib hojati hai... so hogayee... phir kissi next barsaat ka intezaar karaiN jab..... E21.gif
aaminah
blink.gif ik guzarish hay k koi meray zehn k samjhnay k level k mutabiq tarjuma ker dain,plj

Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 11:18 AM) [snapback]2981698[/snapback]

haha
aik to aap jab "technically" kisi baat par aatay hain to tia-pancha hi kar detay hian E9.gif

beherhaal ghair asooli baat ka anjaam shayd yehi hota hay
Kashif
QUOTE(aaminah @ Jul 19 2008, 12:50 PM) [snapback]2981782[/snapback]
blink.gif ik guzarish hay k koi meray zehn k samjhnay k level k mutabiq tarjuma ker dain,plj

Aaminah yeh aap ko samajh nahin aayay gi baat shayd ..........kiyunke iss ka aik background hay gig.gif
aaminah
QUOTE(Kashif @ Jul 19 2008, 01:32 PM) [snapback]2981813[/snapback]
Aaminah yeh aap ko samajh nahin aayay gi baat shayd ..........kiyunke iss ka aik background hay gig.gif

yehi to guzarish ki hay E9.gif
umm bijli-choori ki to baat nahi ho rai? gig.gif gig.gif
Saadi
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 11:18 AM) [snapback]2981698[/snapback]
waisay technically aur scientifically bhi... rainbow... ka apnaa kuch nahi hotaa... rangouN ki yeh aarzi bahaar... kissi aur k reflection ki marhoonay minnat hoti hai ... aur bil.aakhir ghaib hojati hai... so hogayee... phir kissi next barsaat ka intezaar karaiN jab..... E21.gif

..yani aap ko aik aur Uss tarhan ki barsat ka intizaar hai heat.gif
Abu Adnan
QUOTE(aaminah @ Jul 19 2008, 01:50 PM) [snapback]2981782[/snapback]
blink.gif ik guzarish hay k koi meray zehn k samjhnay k level k mutabiq tarjuma ker dain,plj

blink.gif ik guzarish hay k aap apnay zehn k samjhnay ka level bataa daiN dain,plj E9.gif E9.gif

mazaq say haT.kar ... agar aap 'concerned-persons' maiN say naheeN haiN to aap ko samajhna mushkil bhi hoga aur ghair zaroori bhi icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 19 2008, 02:19 PM) [snapback]2981802[/snapback]
haha
aik to aap jab "technically" kisi baat par aatay hain to tia-pancha hi kar detay hian E9.gif

beherhaal ghair asooli baat ka anjaam shayd yehi hota hay

E9.gif E9.gif
bahhar haal aap ki osooli baat to durust hai.... E21.gif
Abu Adnan
QUOTE(aaminah @ Jul 19 2008, 02:52 PM) [snapback]2981841[/snapback]
yehi to guzarish ki hay E9.gif
umm bijli-choori ki to baat nahi ho rai? gig.gif gig.gif

u r rite ... tab bijli hi giree thee, balkay girayee gayee thee.... ham sab k mushtarkah ghar pay... aik tarah say chori chori bhi involve thee iss maiN E21.gif no more querry plzzzz.
Abu Adnan
QUOTE(Dezire @ Jul 19 2008, 04:01 PM) [snapback]2981899[/snapback]
..yani aap ko aik aur Uss tarhan ki barsat ka intizaar hai heat.gif

barsaat ka intezaar ho nah ho ... jab 'mausam' aataa hai to basrish zaroor hoti hai.... aur har barish maiN kuch logouN ka bahoot kuch bah jata hai... aur kuch log khud bhi bah jatay haiN.... yeh alag baat hai k qudrat k life-guards kuch bahay howouN ko 'recover' kar laiN, live yaa dead. E21.gif

ab kashif rose.gif paa g ka etraaz hoga k maiN nay technical say haT kar 'mausmi-batain' shooroo kardi haiN.
icon_peace.gif

E9.gif E9.gif
tension_4u
QUOTE
lagta hai k rainbow k saray colors ghaib hogaye haiN.... lagta hai k rainbow-colors ki power supply adam aadaigee ki bunyaad par munqatah hogayee hai.

This Account Has Been Suspended .... Please contact the billing/support department as soon as possible. ....

Allah maaf karay ... maangay taangay balkay cheen jhapaT kar hasil ki jaanya wali roshni say apnay ghar ko ojyaraa balkay rangeen banaanaay ka najaam kab achaa howaa hai.

theak fermaya aap ny last wali line reality ha
Abu Adnan
QUOTE(tension_4u @ Jul 19 2008, 04:34 PM) [snapback]2981916[/snapback]
theak fermaya aap ny last wali line reality ha

ghazalaaN tum to waqif ho, kaho majnouN k marnay ki
diwanah margaya aakhir ko, weeraanay pay kia guzree
dunno.gif

[PS: persian maiN 'ghazalaaN' means 'tension_4u' rose.gif and 'majnouN' means 'rainbow'. krakrani.gif ]
tension_4u
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 03:45 PM) [snapback]2981926[/snapback]
ghazalaaN tum to waqif ho, kaho majnouN k marnay ki
diwanah margaya aakhir ko, weeraanay pay kia guzree
dunno.gif

[PS: persian maiN 'ghazalaaN' means 'tension_4u' rose.gif and 'majnouN' means 'rainbow'. krakrani.gif ]

hi oye
ye shairoshairi mari samajh main kam kam hi aati ha

lakin samajhny ki koshish krta hon
gig.gif
Saadi
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 03:27 PM) [snapback]2981911[/snapback]
barsaat ka intezaar ho nah ho ... jab 'mausam' aataa hai to basrish zaroor hoti hai.... aur har barish maiN kuch logouN ka bahoot kuch bah jata hai... aur kuch log khud bhi bah jatay haiN.... yeh alag baat hai k qudrat k life-guards kuch bahay howouN ko 'recover' kar laiN, live yaa dead. E21.gif

ab kashif rose.gif paa g ka etraaz hoga k maiN nay technical say haT kar 'mausmi-batain' shooroo kardi haiN.
icon_peace.gif

E9.gif E9.gif

Ji Saaaaaaaaab samajh aa raha hai me ko 0-baby.gif

Kashif sahib.. aap mustakbil mein NuktaaCheen to nahein ban'nay ja rahay look.gif hndp.gif
Saadi
QUOTE(tension_4u @ Jul 19 2008, 03:50 PM) [snapback]2981936[/snapback]
hi oye
ye shairoshairi mari samajh main kam kam hi aati ha

lakin samajhny ki koshish krta hon
gig.gif

hi oye .. to barra set kiya hai janab E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(tension_4u @ Jul 19 2008, 04:50 PM) [snapback]2981936[/snapback]
hi oye
ye shairoshairi mari samajh main kam kam hi aati ha

lakin samajhny ki koshish krta hon
gig.gif

E9.gif E9.gif

phir dimagh par over-load nah dalaiN ... agar kaheeN WAPDA k transfers ki tarah trip kargaya to..... E21.gif
Abu Adnan
QUOTE(Dezire @ Jul 19 2008, 10:01 PM) [snapback]2982233[/snapback]

Ji Saaaaaaaaab samajh aa raha hai me ko 0-baby.gif
Kashif sahib.. aap mustakbil mein NuktaaCheen to nahein ban'nay ja rahay look.gif hndp.gif

Allah ka shukar hai k (kam az kam) aik ko to sab samajh arahaa hai ... sab ko samajh aaye nah aaye.... E9.gif E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 03:27 PM) [snapback]2981911[/snapback]
ab kashif rose.gif paa g ka etraaz hoga k maiN nay technical say haT kar 'mausmi-batain' shooroo kardi haiN. icon_peace.gif

E9.gif E9.gif

na ji main kon hota hoon aap ko toknay wala gig.gif
aisi batoN mein to aap ko apnay johar dikhanay ka mauqa milta hay aur humein bhi maza aata hay icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(aaminah @ Jul 19 2008, 01:52 PM) [snapback]2981841[/snapback]
yehi to guzarish ki hay E9.gif
umm bijli-choori ki to baat nahi ho rai? gig.gif gig.gif

aray nahin Aaminah
yeh baat kuch aur hay ......aap yun samajh lein kay code words mein baat ho rahi hay E9.gif......aur yeh aik aisay mamlay kay baray mein baat ho rahi hay jo kuch puranay members hi jantay hain scrt.gif
*Life*
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 17 2008, 12:44 PM) [snapback]2979612[/snapback]
lagta hai k rainbow k saray colors ghaib hogaye haiN.... lagta hai k rainbow-colors ki power supply adam aadaigee ki bunyaad par munqatah hogayee hai.

This Account Has Been Suspended .... Please contact the billing/support department as soon as possible. ....

Allah maaf karay ... maangay taangay balkay cheen jhapaT kar hasil ki jaanya wali roshni say apnay ghar ko ojyaraa balkay rangeen banaanaay ka najaam kab achaa howaa hai.
thumbsdown_anim.gif

adb.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 03:19 PM) [snapback]2981905[/snapback]
E9.gif E9.gif
bahhar haal aap ki osooli baat to durust hai.... E21.gif

chaleiN acha hay aaj kal aap ki aur meri lines ....appreciation....walay track par hain E21.gif

waisay pehlay bhi aisa huwa tha to us kay ba'd foran hi aik jaga ikhtilafi track bhi aa gaya tha gig.gif
Kashif
QUOTE(Dezire @ Jul 19 2008, 09:01 PM) [snapback]2982233[/snapback]
Kashif sahib.. aap mustakbil mein NuktaaCheen to nahein ban'nay ja rahay look.gif hndp.gif

aray nahin ki.........nukta cheen to dosron kay nukte nikaltay nikaltay apnay aap ko hi bhool jatay haiN .....hum becharay aisay kahaN ban saktay haiN E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 20 2008, 09:03 AM) [snapback]2983107[/snapback]
Allah ka shukar hai k (kam az kam) aik ko to sab samajh arahaa hai ... sab ko samajh aaye nah aaye.... E9.gif E9.gif

aap ka maqsad bhi to yehi tha kay jo samajhnay walay haiN woh samajh jayeiN icon_peace.gif
Kashif
QUOTE(*Life* @ Jul 21 2008, 10:52 AM) [snapback]2984527[/snapback]
adb.gif

kuch samajh aaya nahin aur aisay hi adb.gif wala icon bana diya............nana.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kashif @ Jul 21 2008, 11:51 AM) [snapback]2984524[/snapback]
na ji main kon hota hoon aap ko toknay wala gig.gif
aisi batoN mein to aap ko apnay johar dikhanay ka mauqa milta hay aur humein bhi maza aata hay icon_peace.gif

faqeeranah aaye sadaa 1-announce1.gif kar chalay ....... (kashif) miyaaN khush raho, hum do'aa kar chalay duas.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 21 2008, 03:44 PM) [snapback]2984955[/snapback]
faqeeranah aaye sadaa 1-announce1.gif kar chalay ....... (kashif) miyaaN khush raho, hum do'aa kar chalay duas.gif

thik hay janab 1-kahani.gif
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 19 2008, 07:33 AM) [snapback]2981551[/snapback]
gud.gif
etnaa baRa such aap nay kaisay bolaa ... aap ko meri tarah E21.gif daR nahi lagtaa kia icon_peace.gif
E9.gif E9.gif

E21.gif Nahi mujhey bhi nahi laga dar

Aur waise bhi hamarey paas APNA diya hai to ham kyun darain eusa_dance.gif
*DhanaK*
post title say laga AA bhai kucch falsafa lekar aaye hongay jo ke parhna zururi hai smile.gif
lekin aap sab to na janay kya bol rahay hain
Masoom_Pari
smile.gif
tension_4u
QUOTE(Dezire @ Jul 19 2008, 09:02 PM) [snapback]2982234[/snapback]
hi oye .. to barra set kiya hai janab E9.gif

acha ho gya ho ga imslow.gif
tension_4u
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 20 2008, 09:01 AM) [snapback]2983105[/snapback]
E9.gif E9.gif

phir dimagh par over-load nah dalaiN ... agar kaheeN WAPDA k transfers ki tarah trip kargaya to..... E21.gif

koi baat nhi generator khareed lain gy
Kashif
QUOTE(*DhanaK* @ Aug 1 2008, 10:57 AM) [snapback]3003913[/snapback]
post title say laga AA bhai kucch falsafa lekar aaye hongay jo ke parhna zururi hai smile.gif
lekin aap sab to na janay kya bol rahay hain

Yusaf bhai
ab samjhayein *Dhanak* ko keh hum kis dhanak ka zikar kar rahay hain gig.gif
tihami
rainbow k jitnaay bhi colour kaheen aur say jamma hoay thaay they r back to pavillion so aisa tu houna hi thaa... kab tak 2 banday chala saktay haain aik site
*DhanaK*
QUOTE(Kashif @ Aug 2 2008, 05:48 AM) [snapback]3005047[/snapback]
Yusaf bhai
ab samjhayein *Dhanak* ko keh hum kis dhanak ka zikar kar rahay hain gig.gif

kashif bro smile.gif
maamla to doosri teesri post mein samajhh mein a gaya tha smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(tihami @ Aug 2 2008, 01:36 PM) [snapback]3005274[/snapback]
rainbow k jitnaay bhi colour kaheen aur say jamma hoay thaay they r back to pavillion so aisa tu houna hi thaa... kab tak 2 banday chala saktay haain aik site

well said bhai ... iqbaalay jurm kaa yeh aik achcha aur mohazzabanah tareeqah hai coz aap bhi to yakay az dhanak-rung thay. E21.gif

E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(*DhanaK* @ Aug 3 2008, 10:52 PM) [snapback]3006729[/snapback]
kashif bro smile.gif
maamla to doosri teesri post mein samajhh mein a gaya tha smile.gif

ab to beshtar "saabiqah ahlay dhanak" aap ki new ID ko dekh kar dhanak k marhoom rung.ouN ko yeh soch kar yaad rakha karengya k odher Doobay, idher niklay E9.gif E9.gif ...
Kashif
QUOTE(*DhanaK* @ Aug 3 2008, 10:52 PM) [snapback]3006729[/snapback]
kashif bro smile.gif
maamla to doosri teesri post mein samajhh mein a gaya tha smile.gif

phir to aap samajh samajh kar nasamajh ban rahi theen E9.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kashif @ Aug 4 2008, 06:49 AM) [snapback]3007449[/snapback]

ftm jo tthehra smile.gif

nahene seriously sab ke cooments say andaza huwa ke maamla gadbad hai. eusa_dance.gif

nahene seriously sab ke comments say andaza huwa ke maamla gadbad hai. eusa_dance.gif
Kashif
QUOTE(*DhanaK* @ Aug 4 2008, 11:42 PM) [snapback]3008417[/snapback]
ftm jo tthehra smile.gif

nahene seriously sab ke cooments say andaza huwa ke maamla gadbad hai. eusa_dance.gif

humm
chalein acha hay samajh to gayeen aap eusa_dance.gif
Saadi
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 20 2008, 09:03 AM) [snapback]2983107[/snapback]
Allah ka shukar hai k (kam az kam) aik ko to sab samajh arahaa hai ... sab ko samajh aaye nah aaye.... E9.gif E9.gif

hairani ki baat hai samjh bhi kissay aa raha hai Me ko krakrani.gif
Saadi
QUOTE(Kashif @ Jul 21 2008, 10:56 AM) [snapback]2984531[/snapback]
aray nahin ki.........nukta cheen to dosron kay nukte nikaltay nikaltay apnay aap ko hi bhool jatay haiN .....hum becharay aisay kahaN ban saktay haiN E9.gif

Aap ki Cheen Cheen to phir bhi chalti rehti hai k... aap ki pic per laal neelay haray nuktay aanay lagay hein gig.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.